Ek Sawal Aur Aapka Jawab...........Rishi

by Rishi Agarwal on November 15, 2009, 02:22:11 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 6808 times)
Rishi Agarwal
Guest
Reply with quote
Mein Aapse Ek sawal Puch rha hu aur shayad aap
sabke pass iska jawab bhi hai per iska jawab
shayari andaz mein hi hona chahiye




Mohbbat Nam Hai Kiska Shuru Kha se hoti hai
Ise paida Kiya Kisne Khatam Kha Pe hoti hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Har ik sawal ka usko jawab kya deta ? by moeed.rose in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere sawal ka jawab de kar jana by Gud.Suhail in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jawab Ka Sawal,Ya Sawal Ka Jawab,,,,,,,,,,,, by divyalaxmi in Shayari ki Batein- Sawaal Jawaab « 1 2  All »
Sawal Jawab by ADIK in Share:Love Poetry
3 Sawal, 1 jawab. . by RAJ SOLANKI in The forum only for "Forum Gaming"
guhar
Guest
«Reply #1 on: November 15, 2009, 06:34:51 PM »
Reply with quote
can i proceed the song as answer lol!
ok tryin sth--
mohabbat naam hai ik rishtey ka.
jo kamzori k pehlu mein chupi taqqat hoti hai,

shuru hoti hai mulaqqaton se,parichay se

paida ki rab ne
jb khuda ko khud ko saabit karna tha,,
tumhe samjhaana tha ki zindigi kya hai,

khatm kabhi nahi hoti,,ehsaas kabhi marte nahi..

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: November 17, 2009, 05:54:30 AM »
Reply with quote
Rishi ji aap kuch likh,mujhe samajh mein nahi aayi.aap shuru kar.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #3 on: November 17, 2009, 05:56:44 AM »
Reply with quote
can i proceed the song as answer lol!
ok tryin sth--
mohabbat naam hai ik rishtey ka.
jo kamzori k pehlu mein chupi taqqat hoti hai,

shuru hoti hai mulaqqaton se,parichay se

paida ki rab ne
jb khuda ko khud ko saabit karna tha,,
tumhe samjhaana tha ki zindigi kya hai,

khatm kabhi nahi hoti,,ehsaas kabhi marte nahi..




Guhar JI Aapne Bahut Hi Sunda Likha Hai Nice and Excellent Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #4 on: November 17, 2009, 05:57:21 AM »
Reply with quote
Rishi ji aap kuch likh,mujhe samajh mein nahi aayi.aap shuru kar.

Madhu KYa Samajh Nahi Aaya Aapko Chalo Mein Kuch lIkhata Hu
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #5 on: November 17, 2009, 05:58:52 AM »
Reply with quote

Mohbbat Nam Hai Kiska Shuru Kha se hoti hai
Ise paida Kiya Kisne Khatam Kha Pe hoti hai



Mohbbat Nam Hai Gum Ka Shuru Aankho Se HOti Hai
Isse Paida Kiya Dil Khatam Saanso Mein HOti Hai
Logged
cara
Guest
«Reply #6 on: November 17, 2009, 06:03:35 AM »
Reply with quote
MOHABBAT NAAM HAI ISHQ KA JO SHURU DO DILLON KE MILNE SE HOTI HAI
IS KO PAIDA KIYA DO DILLON NE JO MARNE KE BAAD HI KHATAM HOTI HAI.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #7 on: November 17, 2009, 06:27:14 AM »
Reply with quote
MOHABBAT NAAM HAI ISHQ KA JO SHURU DO DILLON KE MILNE SE HOTI HAI
IS KO PAIDA KIYA DO DILLON NE JO MARNE KE BAAD HI KHATAM HOTI HAI.

Nice
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: November 17, 2009, 06:31:13 AM »
Reply with quote
MOHOBAT NAAM HAI TANHAI KA,NA JEENE DETA HAI AUR NA MARNE DETA HAI
ISKO PAIDA KIYA DIL KE SAATH KHELNE WAALO NE.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #9 on: November 17, 2009, 06:37:13 AM »
Reply with quote
MOHOBAT NAAM HAI TANHAI KA,NA JEENE DETA HAI AUR NA MARNE DETA HAI
ISKO PAIDA KIYA DIL KE SAATH KHELNE WAALO NE.

Ye Kya LIkha Hai Madhu Ji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #10 on: November 17, 2009, 06:39:25 AM »
Reply with quote
Mohbbat Nam Hai Ada Ka Shuru Mulaqato Se Hoti Hai
Ise Paida Kiya Khuda Ne Khatam Ye kabhi Nahi Hoti hai
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #11 on: November 17, 2009, 06:40:17 AM »
Reply with quote
Hey koshish kiya hai,sssh.chup. tongue3
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #12 on: November 17, 2009, 06:41:08 AM »
Reply with quote
Hey koshish kiya hai,sssh.chup. tongue3

itni Pyari Koshish He he he he
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #13 on: November 17, 2009, 07:56:59 AM »
Reply with quote
mai bhi koshish karti hu....

Mohabbat naam hai ehsaas ka shuru bhi ehsaas se hoti hai
Mohabbat hai rab ki ibaadat,jo ehsaas khtam hone k saath khtam ho jaati hai
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #14 on: November 17, 2009, 08:27:41 AM »
Reply with quote
mai bhi koshish karti hu....

Mohabbat naam hai ehsaas ka shuru bhi ehsaas se hoti hai
Mohabbat hai rab ki ibaadat,jo ehsaas khtam hone k saath khtam ho jaati hai


Bahut sundar Likha Hai Aapne Nikhar Ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 05:02:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer