bhagwaan k param bhakt

by dolly on February 17, 2012, 07:33:19 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Author  (Read 14254 times)
dolly
Guest
«Reply #90 on: March 10, 2012, 05:54:04 PM »
Reply with quote
pranaam mkv ji...

Hmse arth ka anarth ho gaya iske liye kshama chahti hu....galti b insano se hi hoti hai...sory...
Ji course to effective hai...zada mauka to ni mila pr haan efectv hai....
K...mrityu k baad?...hm waise atma ki mrityu sambhav kahan hai?aur kaha to yai jata hai ke hm atma hain....
Sam bhaav baut acha shabd kaha apne....n aap isko experienc krte hain to maane vali baat hai...ye hona to baut mushkil hi hai....main koshish krti hu par ho nai paata....
Swarg nark aur jhagda...ye to nahi samjh aaya...

Apne hi hain sb agar iss feeling k saath jeeyein to kasht kam hoga...blind faith nai...par ek jaisa samjhna...ye mera vichaar hai...Usual Smile
ye question fir se repaeat krna pad rha hai muje...
Aapne kaha k aap karm pr vishwaas rkhte hain...yani ki saare karm bi sambhav mei krte honge...to iske liye kaunsi aisi prakriya faayda krti hai?...mtlab sam bhaav mei krm krne k liye kuch technique bi to honi chiye....
Dusra 'surrender' karna kehte hain....bhagwaan ko...agar iske baare mei kuch jaante hain to zrur bataayein...Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bhagwaan jee bacha lo muje by 99% §hå®èèf_Mµñda in SMS , mobile & JOKES
** Sun Lo Bhakt Ki Pukaar** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Bhakt Meera ji ki Anmol Padawali by khumaar in Share:Devotional Poetry
Bhagwaan kaha hai......( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
Bhagwaan - Kharidey Kyu by songwriter_123 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
mkv
Guest
«Reply #91 on: March 10, 2012, 07:13:46 PM »
Reply with quote
Pranaam Dolly ji
mujhe laga ki hum serious hai..aur bhakti me to concentration hona hi chahiye.
Aapke sawaalon ka javaab meri dristi me aapko khud hi dhoonda behtar hai. pyaas hai to..
meri koi jigyaasa hogi to mai aapse poochne me sankoch nahi karunga. mai kisi kaam ka credit lena pasand nahi karta.
mera rasta bilkul alag hai. jisme practical jyada hai theory kam..bina paristhitiyo ko sahi maayno me jaane bina tamaam doosre sawaal uth khade honge.
meri duayen aapke saath hai. khush rahiye.


Logged
dolly
Guest
«Reply #92 on: March 10, 2012, 07:45:52 PM »
Reply with quote
pranaam mkv ji...

Ji bhakti mei kami to hai...tbhi to koshish kr rae Hain...ki kaise badaayein....bhagwaan bhagwaan bolte bolte hi shayd kahin se danda ya encouragemnt mil jaaye....dono hi ki zarurat hoti hai...jo seekhye vo guru to...aap bataayein to aap guru..kuch prshno k uttar highr level valon se pooche jaate hain...khud dhund k b ni milte...ans saamne ho tb bi samjh ni aate...aur isliy guru hote hain...to ap xperiencd lage ..isliye pooch liya....

Dhanyavaad...hai apka...hm practical mei krne ki koshish karenge...
Logged
mkv
Guest
«Reply #93 on: March 11, 2012, 03:40:27 AM »
Reply with quote
with due regards
Dolly ji
Sunna bahut badee kala hai.. aur dhyaan se sunna usse bhi badee kala.. sawaal avasyambhaavi hai..par..sawaal ke liye sawaal?

Pahli baat to hum itna khushnaseeb kyo mahsoos kare..ki hame is aaj ke yug me bhagwaan ki bhakti milegi?? (it's a positive thinking)..bhakti ke badle kuch haasil ho.. otherwise it will become a trade..

phir samay kahan hai? uncertainty of life?? jo jee liya vahi to aapka hai...
Har baat me bhagwaan ko beeech me laana theek nahi..tabhi theeek jab hum har baat me usko credit dena jaante ho..100 % then only.

trust jaroori hai..ye maan lijiyega ki saamne vaala jhoota niklega..nahi to bhagwaan saamne aa jayenge to unse bhi ID mangenge..

Bas khud ke kaan kheechna hai, kam se kam vo galti to repeat na ho jo pahle kar chuke hai..
mere javaab me aapke sabhi sawaalo ke javaab chipe hai..


Satsang me vyakti ke saath saath, isthaan ka bhi bahut mahatva hota hai. i hope u understand.

I don't want to hurt anybody..people die in extreme weathers, it not the fault of weather. it is due to non adaptability of body.



Logged
dolly
Guest
«Reply #94 on: March 13, 2012, 06:05:31 AM »
Reply with quote
hello mkvji:)

Apne baut achese samjhaya...n i vl definitly improve myslf...thnx alot for ur precious precious tim..i adore  n respect ur viewa...no questn of gtng hurt...u hv always replied beautifully...u cnt hurt nybdy i think...keep smiling...regards:)
Logged
mkv
Guest
«Reply #95 on: March 13, 2012, 04:27:52 PM »
Reply with quote
hello mkvji:)

Apne baut achese samjhaya...n i vl definitly improve myslf...thnx alot for ur precious precious tim..i adore  n respect ur viewa...no questn of gtng hurt...u hv always replied beautifully...u cnt hurt nybdy i think...keep smiling...regards:)
thank the one who was in between.
consider, it was his wish.
Logged
mkv
Guest
«Reply #96 on: March 14, 2012, 05:06:01 PM »
Reply with quote
Guru govind douu khade, kaake laagu paay
balihaari guru aapne, govind diyo bataay
Logged
dolly
Guest
«Reply #97 on: March 16, 2012, 06:25:34 AM »
Reply with quote
Guru govind douu khade, kaake laagu paay
balihaari guru aapne, govind diyo bataay

Nice one mkv ji:)...ab guru ki baat chali hai to lts hv sm say about guru...

There are five signs of guru:)

Gyana rakshak- guru ki presence mei gyan ki raksha hoti hai...wisdom ki....agar ap guru ke nikat hain to apka gyan vridhi krta hai...aur guru ki absence mei ye ksheen ho jaata hai...gyan ki raksha ek guru hi kar skta hai...

Dukh kshaya....means Guru dukh ka naash krnevala hota hai...

Sukha virabhava....bina ksi reason ke hi hm joyfull rehte hain...happiness apne aap aa jati hai...

Sarva samvardhana....sabi talent apne aap aane lgte hain...jo gaa ni sktte gaane lgte hain,jo likh ni skte vo poetry likhte hain...jo kisi s ebaat ni krte vo krne lgte hain....saari kshamtaayein ubahr k aajaati hain...

Samridhi....sab kuch plenty matra mei aa jata hai...all evythg...Usual Smile.
Logged
sarfira
Guest
«Reply #98 on: March 20, 2012, 03:09:45 AM »
Reply with quote
hum baar baar ye q bhul jate hain ki hum naswar hain??

uparwale ki nazar hum par wese hi hardum rehti hai jese ek parents apne navzat bache pr hoti hai--
lekin hum jante hue bhi ye bat kyun bhul jate hain??

kya insaan ek dimaag wala bewkoof ! JAANWAR ! hai
??
Logged
dolly
Guest
«Reply #99 on: March 21, 2012, 04:55:39 AM »
Reply with quote
hum baar baar ye q bhul jate hain ki hum naswar hain??

uparwale ki nazar hum par wese hi hardum rehti hai jese ek parents apne navzat bache pr hoti hai--
lekin hum jante hue bhi ye bat kyun bhul jate hain??

kya insaan ek dimaag wala bewkoof ! JAANWAR ! hai
??

hello shishya ji:)

Haan hm bhul jaate hain....kyuki hmaare upar itni materialistic layers aa gai hain k hm apna vastvik swaroop bhul chuke hain...k hm  nashwar hain....aur baar baar yad krne pr b fr sansaar mei ghumte hain....hmne zid kri bhgwan se k apka sevak nai banna aur isliy hm yahan hai....n v show our back to Lord...

ye ek bimaari hai jiske ilaj mei baut tim lagega...aur bhgwan ki kripa k bagair kuch ni ho skta......

Nahi manushya jeewan mei janwar tb tak hain jb tak ye questn hm ni puchte jo tumne poocha.....haan lekin kai alag alag janm lene k kaaran...hmaare ye janwaron ki jaisi pravritiyaan b hain...iske liy hme koshish krti rhni padegi....:)to wrk against these desires...jo kathin hai....bt still v hv to tryy nd try again....Usual Smile
Logged
sarfira
Guest
«Reply #100 on: March 21, 2012, 05:17:22 AM »
Reply with quote
1.
bhye yani Drr kya hai aur ye kyun hota hai??
2.
apne dil aur dimaag me paida hone wali Gandi sochon par kaise control kar skta hai insaan??
bhagwaan ko mannewala bhi aisi soch se kyun nhi bach paata??
Logged
dolly
Guest
«Reply #101 on: March 21, 2012, 05:26:53 AM »
Reply with quote
1.
bhye yani Drr kya hai aur ye kyun hota hai??
2.
apne dil aur dimaag me paida hone wali Gandi sochon par kaise control kar skta hai insaan??
bhagwaan ko mannewala bhi aisi soch se kyun nhi bach paata??

Bhaye ka mtlab hm nai jaante hm hain kaun?who am I ka jb tak answer nai milta.poorn roop se......tab tk bhae raega.....char dosh hain iss dhrti par...
Janm mrtyu zara (bhudapa)vyadhi(bimaari)......saare k saare darr ini ke kaaran hain....u js analyse...saare karm isi vajah se hain.....paise ikatha krna....bi.....paise ikatha krne hai pr dusre kaam k liye....jaise daan k liye....etc....

Jaisa maine kaha baut layers hain...to it vl take time....lambi bimaari lamba ilaaj....isliy bhagwan ko jante hue...waise bhagwaan ko janna imposibl hai unless vo khud batayein......shradh aur vishwas mei kami..efforts mei kami bi hme galat jagah le jaati hain.....

Control krne k liy v need to divert....apne mann ko vyast rakho...achi baaton mei....ache kaam mei...it vl help.....
Logged
sarfira
Guest
«Reply #102 on: March 21, 2012, 05:48:54 AM »
Reply with quote
suna tha kahin ki apna har karm bhagwaan ko arpan karta chal--
jo bhi karo ye soch ke karo ki saamne bhagwaan bethe h--unki dekh rekh me kr rhe--ye bhagwaan ko arpan kr rha hoon smjh ke karm kar--
kbhi koi kaam glt nhi hoga fir --
ab sawaal ye hai--
kya ye possible hai?Huh?

(pichle jawaab se hum santusht hain Maate Usual Smile uss pr koi tark nhi bachta
thanx
)
Logged
sarfira
Guest
«Reply #103 on: March 21, 2012, 06:03:10 AM »
Reply with quote
suna tha kahin ki apna har karm bhagwaan ko arpan karta chal--
jo bhi karo ye soch ke karo ki saamne bhagwaan bethe h--unki dekh rekh me kr rhe--ye bhagwaan ko arpan kr rha hoon smjh ke karm kar--
kbhi koi kaam glt nhi hoga fir --
ab sawaal ye hai--
kya ye possible hai?Huh?

(pichle jawaab se hum santusht hain Maate Usual Smile uss pr koi tark nhi bachta
thanx
)
Logged
dolly
Guest
«Reply #104 on: March 21, 2012, 06:23:28 AM »
Reply with quote
suna tha kahin ki apna har karm bhagwaan ko arpan karta chal--
jo bhi karo ye soch ke karo ki saamne bhagwaan bethe h--unki dekh rekh me kr rhe--ye bhagwaan ko arpan kr rha hoon smjh ke karm kar--
kbhi koi kaam glt nhi hoga fir --
ab sawaal ye hai--
kya ye possible hai?Huh?

(pichle jawaab se hum santusht hain Maate Usual Smile uss pr koi tark nhi bachta
thanx
)

Haan bilkul possible hai.....Usual Smile.....jaise maine phle kbi bataya ta....jb aap earn kro to daan zarur karo...alwys....ye maan kr ki apmei itni shakti nai k aap kuch kamaa sko ye to tmne diya bhagwaan isliye jeevan nirvah ko chodkr...baki tere hi bandon ko arpit jine zarurat hai.....
Arpan ka mtlab ye b hai k....yaad rkho usse har kaam mei.....even negatv feeling bi aaye...to usse ghuma do....jaise anger aaye to ye kaho k bhkti ki kami mei b anger kar liya kr kbi...u talk to urslf....

Fr ek baar..khaan jo khao thoda bhgwaan ko khila kr....yye ap ya apki mataji kr skti hain.....
Haan ye zaruri nai k ye feeling 24hr aaye...abi itna nai hai hm mei se ksi mei b...bt aati hai....apna xperienc hai...tb aisa lgta hai jaise main koi kaam ni kr rai vo hi kr rha hai.....isk liye thodi seva...thoda bhgwaan ko janna b zaruri hai...jaanenge tbi mannenge...isnt it?....

Nai shishya ji tark kuch nai hai...sbk prshn hote hain tmare b hain....acha hai u r intrstd.....kehte hai bhkti kare koi soorma....Usual Smile....
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:12:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.26 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer