hamas ki fateh par mubarak baat

by shyama on January 18, 2009, 10:12:56 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2024 times)
shyama
Guest
Reply with quote
   
   qurbaan jaoun teri bahadoori par mere jaanbaaz sipahi
   barse lakho angaare tujh pe phir bhi jung mein tune naa peeth dikhayi

   hai mujhe qadr tere khoon ki ke teri qurbaani ki dil deta hai duhai
   kya mita sake ga dushman tujh ko ke hai khuda ki tujh pe rehnumai
   
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
For all Sir Nusrat Fateh Ali Khan fans. by f_r_i_e_n_d in Shayri for Dard -e- Judai
Sukhshinder Shinda and Rahat Fateh Ali Khan Song.... !! by Talat in Share Video
nusrat-fateh-ali-khan by nishan4vandna in Share Video
Muhabbat fateh e Alam by Mahi Shah in Urdu Poets
Muhabbat fateh e Alam by Mahi Shah in Urdu Poets
abdulqadeer
Guest
«Reply #1 on: January 19, 2009, 04:12:42 AM »
Reply with quote
   
   qurbaan jaoun teri bahadoori par mere jaanbaaz sipahi
   barse lakho angaare tujh pe phir bhi jung mein tune naa peeth dikhayi

   hai mujhe qadr tere khoon ki ke teri qurbaani ki dil deta hai duhai
   kya mita sake ga dushman tujh ko ke hai khuda ki tujh pe rehnumai
   
Subhan Allah , Kya Baath Kahi Janab Maza Agaya Kasam se !! Allah Tumhe Khush Rakhe mere bhai !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: January 19, 2009, 12:44:19 PM »
Reply with quote
Subhan Allah Shyama Bhaijaan,.
Kya Khoob Kaha Hai Aapne,.

I Salute Hamas Soldiers,.
May Allah Protect Them,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #3 on: January 19, 2009, 01:02:55 PM »
Reply with quote
Barsaa Raha Hai Barood Agar Dushman To Kya Hua,.
Hum Apne Seeno Par Goliyaan Jhelna Jaante Hain,.

Tum Auraton Aur Bachchon Ko Kyun Maar Rahe Ho, Israeli,.
Hume Rok Rakha Hamaare Mazhab Ke Usoolon Ne,.
Yun To Ye Khel Hum Bhi Khelne Jaante Hain,.

Kyun Hijrdon Ki Taraah, Chup Kar Waar Karte Ho Tum,.
Kyun Hum Sabke, Nazdeek Aane Se Darte Ho Tum,.

Hum To Bas Patthar Rakhein Hain Haaton Mein, Hamla Karne Ke Liye,.
Hum To Bekhauf Hain, Tayyar Hain, Masjid-e-Aqsa Par Marne Ke Liye,.

Bas Duaa Karte Hain Rabse, Ke Hamaari Khurbaaniyon Ka Silaa Mile,.
Ya Rab Hume Duniya Se Kuch Aas Nahi, Bas Aakhirat Mein Tera Aasra Mile..

Markar Bhi Hum Zinda Hain, Sabke Dilon Mein "Azeem,.
Kaun Kehta Hai,  Hume Ke Hum Shaheed Hogaye,.

________________________________________-Jaanasheen-

A Salute To Warriors Of Palestine,.

Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #4 on: January 20, 2009, 03:59:42 AM »

Subhan Allah Azeem Kasam Khuda is ghazal ke eak eak sher karoodo daad kya alfaz diye hain apne jazbaath ko mere bhai maaza agaya !! Allah Tumhe Khush rakhe Azeem !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: January 20, 2009, 08:45:39 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Azeem Kasam Khuda is ghazal ke eak eak sher karoodo daad kya alfaz diye hain apne jazbaath ko mere bhai maaza agaya !! Allah Tumhe Khush rakhe Azeem !!

Qadeer Toopchi

Shukriya Bhaijaan,.
Khushi Hui, Ke Aap Jaise Umda Shayar Hamaari Koshish Ko Saraaha,.
Shukriya,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 10:28:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer