Hazoor (PBUH) kee bahon mein

by anjaan dharkan on October 14, 2008, 01:48:11 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2568 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
Reply with quote
kehtay hain kismat pahttar kee lakeer kee tarhaan zindagee kee kitab mein lihkdee jaatee hai. tho phir hum duwa kyon maangthay hain, jub k farmaish k baad bhi kismat badal thee nahee?
konsa aaj koi naee khushee miljaeygee jo kal theeh nahee?
janam se leykay aakhree sans tak, zindagee ka ek ek modr-o-andaaz lihkdeeya jaata hai, duwa karnay se bhi marnay waalay ko waqt nahee milta- ek pal bhi nahee!
insaan ka rukh-e-jism, talab-e-rooh tak lazim hota hai.
martay dum tak ginti hotee hai, k wo kitnay aansoon rota hai.
Kitnee sansaen hain leen, kitnee palkaen jhapkeen, kitnay kadam uhttaye saadgee kee aur, sub cheezon ka hota hai hisaab.
Khuda sub jaanta hai... kitnay gunah keeyay, kitnee naikeeyan jama keen, kissne parday ka khayal na kiya, or kisnay kiya hijaab...
hum chuhp bhi jaen, kaatil zaamanay kee nazar se, par khuda kee nazar se kon bachayega?
haafizon ko, saahibon ko, akal hai, magar hum jaise guhnigaaron ko kon sahmjayega?
lott jao, sunno zara, kabay kee rahon mein,
dhoond k rasta pohnch jao, tum bhi hazoor (PBUH) kee bahon mein!
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: October 14, 2008, 01:55:04 PM »
Reply with quote
Anjaan dharkan bohat khoob likha hai aapne... Applause
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: October 31, 2008, 01:40:11 PM »
Reply with quote
thx honeyrose!
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #3 on: November 04, 2008, 10:21:31 AM »
Reply with quote
kehtay hain kismat pahttar kee lakeer kee tarhaan zindagee kee kitab mein lihkdee jaatee hai. tho phir hum duwa kyon maangthay hain, jub k farmaish k baad bhi kismat badal thee nahee?
konsa aaj koi naee khushee miljaeygee jo kal theeh nahee?
janam se leykay aakhree sans tak, zindagee ka ek ek modr-o-andaaz lihkdeeya jaata hai, duwa karnay se bhi marnay waalay ko waqt nahee milta- ek pal bhi nahee!
insaan ka rukh-e-jism, talab-e-rooh tak lazim hota hai.
martay dum tak ginti hotee hai, k wo kitnay aansoon rota hai.
Kitnee sansaen hain leen, kitnee palkaen jhapkeen, kitnay kadam uhttaye saadgee kee aur, sub cheezon ka hota hai hisaab.
Khuda sub jaanta hai... kitnay gunah keeyay, kitnee naikeeyan jama keen, kissne parday ka khayal na kiya, or kisnay kiya hijaab...
hum chuhp bhi jaen, kaatil zaamanay kee nazar se, par khuda kee nazar se kon bachayega?
haafizon ko, saahibon ko, akal hai, magar hum jaise guhnigaaron ko kon sahmjayega?
lott jao, sunno zara, kabay kee rahon mein,
dhoond k rasta pohnch jao, tum bhi hazoor (PBUH) kee bahon mein!

Aaj Paheli baar Galiban Is Yoindia Mein Kisi  Ne Itna Khusua va Khuzua k saath,Purkhulus andaaz Mein Mazhabi Aur Ishq e Huzur e Paak Mein Sharshaar Ho k Likha Hai..
Khalis Mazhabi  Kalaam..aaj K aise Pur Fitan Daurr Mein Shayar ki koi Kami Nahi.bahot hi Milege Lekin Mazhabi kalaam kuch Kam hi Nazar aane Lage Hai aub..Sub dunyawi Sher o shary Mein Barbaad Hone Lage Hai..

Sidra…!!! Shuru’aati Kuch ash’aar Mein Taqdeer,DuaoN Ki Kubuliyat Ko Lekar Jo Baat Kahee Hai,Kuch Shikyat Hai Rabse…Ye Shariyati Kawaanin va Ousulo k DayreN Se Bahar Hai..Matlab Ye Nahi Honi Chahiye..Insha allah PM karuga Isi Mauzu ko Lekar Fir Kabhi..al Mukhtasar..va’ma Tafiqu Illah Billaahe.

Subhan allah…Sidra  !!!
Khaas Aakhri Ashaa’r Mein bahot Hi Pyare Niraale,Ibrat va Soz  andaaz Me Ibn e Aadam ko Maslaq e Haqq ki jaaneeb Ragib hona dars diya Hai…

Rushd-o-Hidaayat Se Mamoor Hai Ye Ash’aar.,
Sidra ! Ki Wajaht e kalum ka Hai Ye Shaahkaar   !!!

Aur Ounwaan bhi Subhan allah..Huzur Ki BahoN Mein Panaah Mile

Meri Kismat Ko Yeh Inaam  Mile.,
Huzur Ki BahoN Mein Panaah Mile.,
Saare JahaaN Ko Mubaraq Ho Sarvaree.,
Sidra ! Mujhe Nabi k Darr ki Gulaami Mile…!!!
( salallaahu alaiyhe afzalus salatu vas sana )

Jee………Sidra Aise Hi achhe Kalaam likhte Raho..duaeN Deta Hun.Ki Khuda aapko LikheiN aur Aap LikheiN.

                              || RAZA ||
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: November 04, 2008, 10:54:53 AM »
Reply with quote
Good one Dharkan Ji
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: November 07, 2008, 02:30:53 PM »
Reply with quote
muhammad ji... us pm ka abhi intizaar hai...
rajesh, thank u very much!
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: November 07, 2008, 11:10:15 PM »
Reply with quote
kehtay hain kismat pahttar kee lakeer kee tarhaan zindagee kee kitab mein lihkdee jaatee hai. tho phir hum duwa kyon maangthay hain, jub k farmaish k baad bhi kismat badal thee nahee?
konsa aaj koi naee khushee miljaeygee jo kal theeh nahee?
janam se leykay aakhree sans tak, zindagee ka ek ek modr-o-andaaz lihkdeeya jaata hai, duwa karnay se bhi marnay waalay ko waqt nahee milta- ek pal bhi nahee!
insaan ka rukh-e-jism, talab-e-rooh tak lazim hota hai.
martay dum tak ginti hotee hai, k wo kitnay aansoon rota hai.
Kitnee sansaen hain leen, kitnee palkaen jhapkeen, kitnay kadam uhttaye saadgee kee aur, sub cheezon ka hota hai hisaab.
Khuda sub jaanta hai... kitnay gunah keeyay, kitnee naikeeyan jama keen, kissne parday ka khayal na kiya, or kisnay kiya hijaab...
hum chuhp bhi jaen, kaatil zaamanay kee nazar se, par khuda kee nazar se kon bachayega?
haafizon ko, saahibon ko, akal hai, magar hum jaise guhnigaaron ko kon sahmjayega?
lott jao, sunno zara, kabay kee rahon mein,
dhoond k rasta pohnch jao, tum bhi hazoor (PBUH) kee bahon mein!

Very Beautiful thoughts Sidra....Bohot Khoob...!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 08, 2008, 10:21:14 AM »
Reply with quote
Sahi Kaha Aapne Sidra Ji,.
I Agree With U Raza Bhai,.
is Fitne fasaad ke Daur Mein Kaun Mazhabi Baaton Par Nazar daal raha Hai,.
Waise is baat Ko Cherdna Ka Shukriya,.

Inshallah Koshish Tahegi hamari Bhi ke Kuch Hamaari taraf Se Pesh karein,.
Logged
N.R.MALIK
Guest
«Reply #8 on: November 08, 2008, 01:34:23 PM »
Reply with quote
THANK U VERY MUCH 4 SHARING ME..
ALLAH BLESS U ...AMIN..
Logged
N.R.MALIK
Guest
«Reply #9 on: November 09, 2008, 01:23:53 PM »
Reply with quote
REALY AMAZING AND BASED ON REALITY..
BAHUT ACHA LIKHA HAI..
MERI TARAFF SE 100/100..
KASH IS SE BHI ZIADA DE SAKTA..
ALLAH BLESS U..DEAR
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 11, 2008, 11:10:02 AM »
Reply with quote
Ye To Karam hai Unka Warna, Mujhme To Aisi Baat Nahi,.
Itna Diya Sarkaar Ne Mujhko, Jitni Meri Aukhaat Nahi,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: November 11, 2008, 11:39:08 AM »
Reply with quote
mera dil tadap raha hain
mera jal raha hain seena
ke dawa wahi milegi
ke dawa wahi milegi
muje le chalo madina madina
mera dil tadap raha hain.......... Crying

                              -nm-
Logged
saloni bharani
Guest
«Reply #12 on: November 11, 2008, 11:47:40 AM »
Reply with quote
nice poem
kehtay hain kismat pahttar kee lakeer kee tarhaan zindagee kee kitab mein lihkdee jaatee hai. tho phir hum duwa kyon maangthay hain, jub k farmaish k baad bhi kismat badal thee nahee?
konsa aaj koi naee khushee miljaeygee jo kal theeh nahee?
janam se leykay aakhree sans tak, zindagee ka ek ek modr-o-andaaz lihkdeeya jaata hai, duwa karnay se bhi marnay waalay ko waqt nahee milta- ek pal bhi nahee!
insaan ka rukh-e-jism, talab-e-rooh tak lazim hota hai.
martay dum tak ginti hotee hai, k wo kitnay aansoon rota hai.
Kitnee sansaen hain leen, kitnee palkaen jhapkeen, kitnay kadam uhttaye saadgee kee aur, sub cheezon ka hota hai hisaab.
Khuda sub jaanta hai... kitnay gunah keeyay, kitnee naikeeyan jama keen, kissne parday ka khayal na kiya, or kisnay kiya hijaab...
hum chuhp bhi jaen, kaatil zaamanay kee nazar se, par khuda kee nazar se kon bachayega?
haafizon ko, saahibon ko, akal hai, magar hum jaise guhnigaaron ko kon sahmjayega?
lott jao, sunno zara, kabay kee rahon mein,
dhoond k rasta pohnch jao, tum bhi hazoor (PBUH) kee bahon mein!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #13 on: November 13, 2008, 04:15:30 PM »
Reply with quote
thank you every1
janasheen, you r 2 kind... hum aap k jaisa nahee lihk saktay... u r 2 good!

sajid sahab, thx 4 sharing.


baat dar asal ye hai, k ye nazm khud bhi ek message thah,  unnko jo aopnay aap ko bhool chuke hain... aapne mazhab k leeyaen jinn k paas waqt nahee hai., wo mazhab jo unnko jeenay kee raha dihkathah hai... badra ta'ajub hot ahai muhje... so this a mesage k lott jao, kabay kee rahon mein!

and 2 all those who appreciated it, thank you sooooooo much! it means alot 2 know k loug meray thread pe bhi aa k meray lihkay huway kalam padrtay hain!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: November 13, 2008, 04:16:15 PM »
Reply with quote
REALY AMAZING AND BASED ON REALITY..
BAHUT ACHA LIKHA HAI..
MERI TARAFF SE 100/100..
KASH IS SE BHI ZIADA DE SAKTA..
ALLAH BLESS U..DEAR
thank you soooo much! buss duwaaon mein yaad rahkeeayga!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 05:11:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.168 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer