wo nazara aur tha

by salaam2all on May 14, 2009, 07:01:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1037 times)
salaam2all
Guest
Reply with quote
sir jhuka doo patthron ko, ye kabhi mumkin nahi
jo gira sajdey may terey, wo nazara aur tha

maangna kya in buthon(idols) say, ye meri fitrat nahi
haath utthey jo dua may, wo nazara aur tha

aazmaatey hay humey jukh ker buthon k saamney
hum chaley rehmat say teri, wo nazara aur tha

sir kalam ker k wo hastein hay maidaan-e-jung may
hum shaheedon may jo aaye, wo nazara aur tha
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HAI DILKASH NAZARA E QUDRAT YEH by MAHAM*KHAN in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Mere Dard Ki Shiddat Ka Nazara Kar Lo by angel4u in Share: Poetry of Pain
Aasam ka nazara... by Sky Blue in Shayri for Khumar -e- Ishq
us kashti ka nazara ~Muzammil~ by Muzammil, in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ek nazara..sheba by Sheba in Miscellaneous Shayri
dead heart
Guest
«Reply #1 on: May 14, 2009, 07:19:19 PM »
Reply with quote
Bahaut acha likha hai dear...Keep writing.. Applause
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: May 15, 2009, 03:54:45 AM »
Reply with quote
Bohat khoob..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: May 15, 2009, 06:24:08 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob! salaam2all ji

Keep writing...........
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #4 on: May 15, 2009, 10:07:25 AM »
Reply with quote
Kya khoob likha hai Salaam Sb
Very very nice
Ghazal meri sabse pasandida form of poetry hai
Fursat mile to Ghazal section me hamari bhi ghazalen dekhiye
Aur isi tarah se likhte rahiye
All the best
SARVESH RASTOGI
Logged
diya786
Guest
«Reply #5 on: May 15, 2009, 10:27:52 AM »
Reply with quote
sir jhuka doo patthron ko, ye kabhi mumkin nahi
jo gira sajdey may terey, wo nazara aur tha

maangna kya in buthon(idols) say, ye meri fitrat nahi
haath utthey jo dua may, wo nazara aur tha

aazmaatey hay humey jukh ker buthon k saamney
hum chaley rehmat say teri, wo nazara aur tha

sir kalam ker k wo hastein hay maidaan-e-jung may
hum shaheedon may jo aaye, wo nazara aur tha

bahut khoob  Applause Applause Applause
kamaal likha hai aapne
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #6 on: May 16, 2009, 05:12:39 AM »
Reply with quote
shukriya dead heart,sophi,sajid,sarvesh and diya g may Allah have peace and mercy on all of us aameen...
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: May 16, 2009, 05:13:34 AM »
Reply with quote
sir jhuka doo patthron ko, ye kabhi mumkin nahi
jo gira sajdey may terey, wo nazara aur tha

maangna kya in buthon(idols) say, ye meri fitrat nahi
haath utthey jo dua may, wo nazara aur tha

aazmaatey hay humey jukh ker buthon k saamney
hum chaley rehmat say teri, wo nazara aur tha

sir kalam ker k wo hastein hay maidaan-e-jung may
hum shaheedon may jo aaye, wo nazara aur tha



GUD WORK SALAAM JEE..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 01:21:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer