~*~ Zikr uss Rabb ka ~*~ by Rahim

by dead heart on January 06, 2012, 09:07:31 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1638 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Asmaan main reh insaanon kay dil main ghar karta hai,
Mera Rabb hi hai jo aisa meetha mohjaza karta hai..

Kaun pareshan hota hai tere liye, who apni hi baat pe roya hoga,
Kya khoob kaha hai Faraz ne mager main kehta hoon,
Mera Rabb toh sirf aur sirf, apne bandon ki fikr karta hai..

Kisi ki madad lo toh woh ehsaan hazaron kay samne lakh baar jataye,
Khamoshi se mera Rabb hi hai jo mushkil tumhari, dhoor kayi kayi baar karta hai..

‘bas ghum hi ghum hai mere paas, insaaf nahin karta hai woh Rabb’,
Itna kuch hote hue bhi kabhi kabhi baat insaan aisi, bekaar karta hai..

Jitna bhi likh le ‘Khamosh’, kam hi parrega tere liye mere parvardigar,
Bas itna kehna hai, bahaut dil se mohobat yeh gunhegaar, tujse sarkaar karta hai..

Fursat ka ek lamha bhi mile toh yaad karna uss Rabb ko aur uske Rasool ko,
Insaanon ki mohobaton main doob kay Jannatein hasil nahin hua karti ‘Khamosh’,
Momin toh akhir wohi hai na, jo lamhe lamhe main, uss Rabb ka zikr karta hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zikr us derd ka by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Tera Zikr.... (Shikha) by Shikha12 in Shayri for Khumar -e- Ishq
zikr by bharary in English
~Ya Rabb tu gunaah maaf kar de~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
~*~ Wafa ka zikr ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 06, 2012, 09:16:52 AM »
Reply with quote
Asmaan main reh insaanon kay dil main ghar karta hai,
Mera Rabb hi hai jo aisa meetha mohjaza karta hai..

Kaun pareshan hota hai tere liye, who apni hi baat pe roya hoga,
Kya khoob kaha hai Faraz ne mager main kehta hoon,
Mera Rabb toh sirf aur sirf, apne bandon ki fikr karta hai..

Kisi ki madad lo toh woh ehsaan hazaron kay samne lakh baar jataye,
Khamoshi se mera Rabb hi hai jo mushkil tumhari, dhoor kayi kayi baar karta hai..

‘bas ghum hi ghum hai mere paas, insaaf nahin karta hai woh Rabb’,
Itna kuch hote hue bhi kabhi kabhi baat insaan aisi, bekaar karta hai..

Jitna bhi likh le ‘Khamosh’, kam hi parrega tere liye mere parvardigar,
Bas itna kehna hai, bahaut dil se mohobat yeh gunhegaar, tujse sarkaar karta hai..

Fursat ka ek lamha bhi mile toh yaad karna uss Rabb ko aur uske Rasool ko,
Insaanon ki mohobaton main doob kay Jannatein hasil nahin hua karti ‘Khamosh’,
Momin toh akhir wohi hai na, jo lamhe lamhe main, uss Rabb ka zikr karta hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Bahut bahut Aur bahut Khoob Dost

Anmol Aur Sabse Khoobsurat Ehsaas!!!!

Yeh Sher khaas taur par Dil Ko chutha Hai..

"Kisi Se madad Lo To Woh Ehsan hazaro Ke Saamne Lakh Baar Jataye
Khamoshi Se mere Rabb Hi hai Jo Mushkil tumhari door kayi baar karta hai

Bahut Ache Dost Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: January 06, 2012, 10:12:21 AM »
Reply with quote
 Applause Applause bahut khoob rahim saheb
Logged
Raqeeb
Guest
«Reply #3 on: January 06, 2012, 10:13:33 AM »
Reply with quote
Asmaan main reh insaanon kay dil main ghar karta hai,
Mera Rabb hi hai jo aisa meetha mohjaza karta hai..

Kaun pareshan hota hai tere liye, who apni hi baat pe roya hoga,
Kya khoob kaha hai Faraz ne mager main kehta hoon,
Mera Rabb toh sirf aur sirf, apne bandon ki fikr karta hai..

Kisi ki madad lo toh woh ehsaan hazaron kay samne lakh baar jataye,
Khamoshi se mera Rabb hi hai jo mushkil tumhari, dhoor kayi kayi baar karta hai..

‘bas ghum hi ghum hai mere paas, insaaf nahin karta hai woh Rabb’,
Itna kuch hote hue bhi kabhi kabhi baat insaan aisi, bekaar karta hai..

Jitna bhi likh le ‘Khamosh’, kam hi parrega tere liye mere parvardigar,
Bas itna kehna hai, bahaut dil se mohobat yeh gunhegaar, tujse sarkaar karta hai..

Fursat ka ek lamha bhi mile toh yaad karna uss Rabb ko aur uske Rasool ko,
Insaanon ki mohobaton main doob kay Jannatein hasil nahin hua karti ‘Khamosh’,
Momin toh akhir wohi hai na, jo lamhe lamhe main, uss Rabb ka zikr karta hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Bohot Khoob Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: January 06, 2012, 12:42:46 PM »
Reply with quote
Bahut bahut Aur bahut Khoob Dost

Anmol Aur Sabse Khoobsurat Ehsaas!!!!

Yeh Sher khaas taur par Dil Ko chutha Hai..

"Kisi Se madad Lo To Woh Ehsan hazaro Ke Saamne Lakh Baar Jataye
Khamoshi Se mere Rabb Hi hai Jo Mushkil tumhari door kayi baar karta hai

Bahut Ache Dost Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :

Wakei sahi kaha, sabse khubsoorat ehsaas..
Apka teh teh dil se shukriya mere dost..
Khushi hoti hai yeh dekh kay, kay apne meri kalam parri.. Usual Smile
Bas yunhi saath banaye rakhiyega..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: January 06, 2012, 12:44:12 PM »
Reply with quote
Applause Applause bahut khoob rahim saheb
Teh teh dil se shukriya SKSAINI jee..
Bas yunhi saath dete rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #6 on: January 06, 2012, 04:41:04 PM »
Reply with quote

Subhan allah.. Usual Smile

subhan allah.. Usual Smile

bahut bahut khoob Rahim bhai...

dhero daad kabool kare.. Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut Thumbs UP

aise hi khubsurat kalaamo se mehekta hai gul-e-yoindia.,
aap jaise sitaro se hi haseen bana hai aasman-e-yoindia.. Usual Smile

Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 06, 2012, 06:01:50 PM »
Reply with quote
 Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #8 on: January 06, 2012, 06:35:40 PM »
Reply with quote
Bahoot Bahoot Khoobsurat Kalam pesh kiya hai.. bahoot hi khoobsoorati se apne jazbaaton ko sabdo mein utara hai .. Bahoot bahoot lajawaab pesh kash !

 Applause Applause Applause Applause Applause



Nysha
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: January 06, 2012, 09:48:47 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Applause Applause
Teh teh dil se shukriya Raqeeb jee..
Saath dete rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: January 06, 2012, 09:54:52 PM »
Reply with quote

Subhan allah.. Usual Smile

subhan allah.. Usual Smile

bahut bahut khoob Rahim bhai...

dhero daad kabool kare.. Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut Thumbs UP

aise hi khubsurat kalaamo se mehekta hai gul-e-yoindia.,
aap jaise sitaro se hi haseen bana hai aasman-e-yoindia.. Usual Smile


Teh teh teh teh dil se shukriya Touhid jee..
Apne akhri do lines main meri itni tariff kardi kay main kya kahoun..
Ager thorra bhi uttar paun uspe, toh abhaut badi baat hai..
Saath dete rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: January 06, 2012, 09:56:32 PM »
Reply with quote
Applause
Bahaut bahaut shukriya HumDum jee..
Bas yunhi saath dete rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: January 07, 2012, 07:52:03 AM »
Reply with quote
Bahoot Bahoot Khoobsurat Kalam pesh kiya hai.. bahoot hi khoobsoorati se apne jazbaaton ko sabdo mein utara hai .. Bahoot bahoot lajawaab pesh kash !

 Applause Applause Applause Applause Applause



Nysha
Teh teh dil se shukriya di..
Ap bas yunhi saath dete rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: January 09, 2012, 09:04:46 PM »
Reply with quote
bahut bahut khub Rahim Bhai.
Bas Is Yakeen Ko Kabhi Mat Chhorhiyega

ALLAH pak aapko chust, mast, aur swast rakhe aameen...

Shad o aabaad rahiye...

Shihab
Teh teh dil se shukriya Shihab bhai..
Bas yehi dua sabke liye hai..
Saath dete rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 10:24:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.31 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer