Aksar sawaal ...

by upma on July 02, 2006, 01:51:29 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1645 times)
upma
Guest
Reply with quote
Aksar sawaal karti hai,mujhse meri tanhaii,
Kya khata thi meri,jo ki usne bewafaaii,
Unhi aankhon ne aaj mujhe ruswa kiya,
jinme kabhi dikhti thi apni parchaayii...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~*~*~*~*AkSaR~*~*~*~* by ghayal_shayar in Miscellaneous Shayri
-Aksar- by HumTum is back in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~~~Aksar~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
aksar............... by akssar in Shayri for Khumar -e- Ishq
aksar by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ranjana
Guest
«Reply #1 on: July 02, 2006, 02:53:33 AM »
Reply with quote
BAHUT KHUB ........

tera saath aaj kuch aise chhutaa
jaise moti aankhiyo se thaa tuta
banaya thaa unke dil mein apna ghar
aaj mujhe se woh bhi hai rutha-rutha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: July 02, 2006, 06:45:32 AM »
Reply with quote
Nice One Upma And ranjana Sis,..

Parchaai Samajhkar Jise Har Waqt Main Saath Leta Raha,..
Jab Aaya Andhera Zindagi Mein Apni,
Apno Ke Saath Parchaai Bhi Dagaa De Gayi,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: July 02, 2006, 12:09:01 PM »
Reply with quote

Very nice Upma, Ranjana and Azeem Bro
[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 02, 2006, 01:27:45 PM »
Reply with quote
Shukriya Shikha Sis,..

Ek Bewafaa Se Yaaron Maine Apna Dil Lagaa Baitha,..
Khush Tha Pehle Ab Chain-o-Sukoon Gawaa Baitha..,

Khabar Jab Mili Ke Unhe Andheron Se Nafrat Hai,..
Roshni Dene Ke Liye Main Apna Ghar Jalaa Baitha,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #5 on: July 02, 2006, 01:34:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "upma"
Aksar sawaal karti hai,mujhse meri tanhaii,
Kya khata thi meri,jo ki usne bewafaaii,
Unhi aankhon ne aaj mujhe ruswa kiya,
jinme kabhi dikhti thi apni parchaayii...
bahut khub upma.....WELCOME........

AANKHO KI KHATA THI JO TERA AKS DIL MEIN SAMAYA,
MAINE TO WAFA HI NIBHAI,KAAFIR JAMAANE NE BEWAFA BANAYA.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 03, 2006, 10:21:38 AM »
Reply with quote
Nice One Gumnam,..

Zamaane Ki Ye Adat Hi To Zamaane Ko Badnaam Karti Hai,..
Jisne Nibhaai Wafa Use Bewafaa Kehdiya Aur Jisne Ki Bewafaai Uska Charcha Aam Karti Hai,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #7 on: July 04, 2006, 05:51:55 AM »
Reply with quote
Very ncie
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 04, 2006, 06:57:47 AM »
Reply with quote
Shukriya Angel Ji,..
Gar App Bhiu Kuch Likhte To Acha Lagta...

Na Rahi Umeed Mujhe Ab Zindagi SE Bhi "Jaanasheen",..
Jab Dekha Is Zamaane Ko Bewafaa Hote Hue,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #9 on: July 05, 2006, 01:33:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Gumnam,..

Zamaane Ki Ye Adat Hi To Zamaane Ko Badnaam Karti Hai,..
Jisne Nibhaai Wafa Use Bewafaa Kehdiya Aur Jisne Ki Bewafaai Uska Charcha Aam Karti Hai,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
bahut khub jaanasheen..........................



Gujar gai hai ek umr intezar mein,
kafan bhi na mila bewafa tere pyar mein.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: July 06, 2006, 06:23:34 AM »
Reply with quote
Bhoolna Hi Tha Mujhe To Ye Ikraar Kiya Tha Kyon,
Bewafa Tu Ne Mujhe Itna Pyar Kiya Tha Kyon Kiya,
Mere Kuch Sawalonka Jawab Bas De De,
Dil Me Basa Ke Tune Mera Dil Toda Hi Kyon...
* * * * *
Logged
angel4u
Guest
«Reply #11 on: July 06, 2006, 06:24:31 AM »
Reply with quote
Sabne bahut hi achha likha hai... Usual Smile great going..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 06, 2006, 12:18:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Gumnam,..

Zamaane Ki Ye Adat Hi To Zamaane Ko Badnaam Karti Hai,..
Jisne Nibhaai Wafa Use Bewafaa Kehdiya Aur Jisne Ki Bewafaai Uska Charcha Aam Karti Hai,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
bahut khub jaanasheen..........................



Gujar gai hai ek umr intezar mein,
kafan bhi na mila bewafa tere pyar mein.


Kafan Ki Hume Zaroorat Na Hoti,..
Gar Milti Hume Wafaa Ek Pal ki,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #13 on: July 09, 2006, 02:03:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Gumnam,..

Zamaane Ki Ye Adat Hi To Zamaane Ko Badnaam Karti Hai,..
Jisne Nibhaai Wafa Use Bewafaa Kehdiya Aur Jisne Ki Bewafaai Uska Charcha Aam Karti Hai,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
bahut khub jaanasheen..........................



Gujar gai hai ek umr intezar mein,
kafan bhi na mila bewafa tere pyar mein.


Kafan Ki Hume Zaroorat Na Hoti,..
Gar Milti Hume Wafaa Ek Pal ki,..
BAHUT KHUB......

WAFA KI RAAH MEIN ITNE JAKHM KHAAYE,
KI MOHBBAT NAAM SE BHI DARTE HAI AAJ HUM..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 11, 2006, 09:31:56 AM »
Reply with quote
Shukriya Gumnam Bhai,..

Mohabbat Ke Naam Se Hi Ab Nafrat Hogai Mujhe,..
Jab Dekha Tadapte Hue Har Chahne Waale Ko Maine,..

)_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 06:28:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer