Apno ko bhula kar....

by honeyrose on January 05, 2008, 12:10:14 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1064 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Kisike dil ko lag jaye woh baat na kehna
pehle yakeen dilate hai ki woh hamare hai
 
Phir na jaane kyu badal jaatey hai
Jeet kar muskuraye to kya muskuraye,
 
Haar kar muskurana jindagi hai
aankhon ke rashte dil main rahte ho tum,
 
Tumhare sivay na koi hamara,
Sapno ki tarha aakar chalegaye
 
Apno ko bhula kar chale gaye
dard ko muskarathe chale gaye
 
Yoon to haal pe mere muskurate  rahe
Jab bhi tum rula dethe hum muskurate rahe
 
Phir bhi terey bina zindagi udaas rehti hai
mere ashqon  ka ek ek boodh hai mothi..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Apno ke bewafai aur humari Wafa ke had.... by Mohammad Najib in Shayri-E-Dard
Apno ke Bewafai aur Humari Wafa ke Had.... by Mohammad Najib in Shayeri for Dard -e- Bewafai
humai to apno nai lota hai by Azedmeer in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 8 9 »
apno se na bolo by bhartendu in Shayeri for Dard -e- Bewafai
**jab apno ka sath ho**,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: January 07, 2008, 10:55:04 AM »
Reply with quote
Padhte hai jo nazar, Wo Dil se bhulaate nahin kabhi...
Wafa karne waale apni wafa ko jatlaate nahin kabhi... Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: January 07, 2008, 11:08:05 AM »
Reply with quote
Maana Dil Ko Padne Waale Kabhi Bhoolate Nahi.
Par Aksar Chahne Wale Saath Bhi To Nibhate Nahi.

Dil se chahne waale, humesha saath bhi nibhaate hai,
Zindagi mein namumkin ho to yaadon mein bas jaate hai...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: January 07, 2008, 11:59:50 AM »
Reply with quote
Shukriya majid ji aur shikha ji bohat accha likha hai apne.

Chahe aap inkaar karein ya izhaar
Hum to bas aap hi se karein pyaar
Jab dur jaate hain aap
Dil ke aur bhi nazdeek aa jaate hain aap
Iss dil ke dard ka kya izhaar karoo yeh
Toh lethe hai tumara naam..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 12, 2008, 03:29:03 PM »
Reply with quote
Nice One Sabne Kamaal ka Bayaan Kiya Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 12, 2008, 03:32:49 PM »
Reply with quote
Rishtaa Jo Banaaya Humne Apno Ko Bhoolaa Kar,.
Usi Rishte Ne Chord Diya Hume Aaj Khaakh Me Milaa Kar,.

Andhere Raston Me Hi Humni Manzil Dhoondi Thi Kabhi,.
Aaj Bhatak Gaye Khud Hum Raaston Me Apna Ghar Jalaa Kar,.

Doston Mohabbat Na Karna Ke Mohabbat Sirf Qurbaani Maangti Hai,.
Humne Bhi Sab Qurbaan Kiya Aur Aaj Akele Hain Dekho Sab Kuch Lootaa Kar,.

_________________________________________-Jaanasheen-

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 08:48:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer