bahoot roye hai hum

by Pooja on June 11, 2007, 08:10:32 PM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 3886 times)
Pooja
Guest
«Reply #45 on: February 07, 2008, 09:38:03 PM »
Reply with quote
shukaria Veer ji!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bahoot din hue..... by Pooja in Shayri-E-Dard
Wo Baatein Bahoot Yaad Aaii!!! by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Woh roye to muh mod ke roye by hunny_nirala in Share:Miscellaneous Shayari
Bahoot Mayush Ho Gaya Hai Ab Dil Bechara by Rajnish.raaj in Shayeri for Dard -e- Bewafai
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #46 on: February 07, 2008, 09:54:58 PM »
Reply with quote
DOOR SE DIKHTI HAI UNHE KHUSHIYON SE BHARI MEHFIL
ANDAR TANHAIYON KI AAG NAZAR AATI NAHI

JO MAACHIS JALTE-JALTE BHUJ JAATI HAI
WOH PHIR KABHI JAL PAATI NAHI..

MOHABBAT KARNA AUR MOHABBAT KI RAAHON SE KAR GUZARNA
MEIN BAHUT FARK HOTA HAI "POOJA"
DOOR SE DEKHNE WALO KO YEH BAAT KYON NAZAR AATI NAHI

MAIN YEH NAHI KEHTA KE MAIN ANDHERO KE BASTI KA BASHINDA HOON
PAR KYA KAROON,MUJHE ROSHNI BHI KABHI BHAATI NAHI

APNE KADMO KE NISHAAN KOI AAJ BHI DEKHTA HOGA
KYA MOHABBAT PHIR WOH GALIYON SE KABHI GUZAR PAATI NAHI

SUNA HAI HAR DARD KI KOI DAWA HAI PAR KYON HUME
AAPKE DARD KI KOI DAWA NAZAR AATI NAHI...

KAASH "KHWAISH" APNE DIL KI BAAT APNE AKS SE KEH PAATA
AAJ APNE DIL KI BAAT APNI HI ROOH BHI SAMAJ PAATI NAHI...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: February 07, 2008, 10:16:44 PM »
Reply with quote
Door nahi bahoot pass aa kar unhe dekha hai
Ya phir wo kah de, is baar yah dhoka hai

Agan apni jo wo bujha aaye gairo ke sath
Muhobat ki kare wo baat, jaane do,
Kisne diya kis ko dhoka hai

Roshani hai, manzil bhi hai teri rahon mai, magar
Goom ho jaana, jo tu khud chahe, to bata kis ko yah dhoka hai

Jo deewangi atti hai pehli baar main dil per
Torr kar, phir uska khawab ,
apni rooh tak se bhi yah ek dhoka hai

Dil ke dard ki dawa to shayad ab tu bhi nahi
Her ek kan kan ab mujhe najar atta sirf DHOKA hai!!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #48 on: February 07, 2008, 10:19:35 PM »
Reply with quote
Wah ! wah !

Behtareen ! Bahut jazbaati shayari ho rahi hai !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: February 07, 2008, 10:54:03 PM »
Reply with quote
shukaria veer ji.. yah khwaish ji likhte hi itna acha hai ki jawab khud-b-khud acha ban jaata hai!!!
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #50 on: February 08, 2008, 01:45:56 AM »
Reply with quote
Pooja tumhaari ye line bahut sunder hai - "na rone ka soch kar, kitna roye hai hum"
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #51 on: February 08, 2008, 01:50:18 AM »
Reply with quote
na ronay ka tho humnay kabhi socha he nahin, ithna ro gaye ki Khuda aa gaye ponchnay hamaaray aansoo, dil ko jo thhes lagi thi, ab tho patha bhi nahin, jaanay kya cheez thi.
Logged
sahood
Guest
«Reply #52 on: February 08, 2008, 08:24:39 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai its really nice

uski baateon ne hame rula diya
pyar ki fariyad karte karte hum ne apni raaton ko gawa diya
chup karate the wo jab bhi hum rote the
aaj usi ki yaad ne rone par majboor kar diya Crying Crying
Logged
Pooja
Guest
«Reply #53 on: February 12, 2008, 03:58:32 PM »
Reply with quote
thanks Kohinoor and Sahood!!

Nice lines Sahood!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #54 on: April 30, 2008, 10:59:08 PM »
Reply with quote
Dil ki baaton ko ankhon mai chupaya karte hai
Dilmki baaton kio ansoo main bahaya karte hai
Sil gaye lub kuch is tarah, teri judai main
Ruki saanson se, dil ki dhadkan ko samjhaya karte hai!!
Logged
syednaami
Guest
«Reply #55 on: April 30, 2008, 11:32:56 PM »
Reply with quote
Dil ki baaton ko ankhon mai chupaya karte hai
Dilmki baaton kio ansoo main bahaya karte hai
Sil gaye lub kuch is tarah, teri judai main
Ruki saanson se, dil ki dhadkan ko samjhaya karte hai!!

jisliye dil ka dard aankhon men chhalkta hai,
issliye Sunaate nahin kisiko haal-e-dil
tabhi to ashkon ka sahaara lete hain
Jo bipta hai hum par Qahar aisa na ho
kissi aur ke saath yehi dua karte hain.


(S Naami)
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #56 on: May 01, 2008, 04:25:09 AM »
Reply with quote
Door nahi bahoot pass aa kar unhe dekha hai
Ya phir wo kah de, is baar yah dhoka hai

Agan apni jo wo bujha aaye gairo ke sath
Muhobat ki kare wo baat, jaane do,
Kisne diya kis ko dhoka hai

Roshani hai, manzil bhi hai teri rahon mai, magar
Goom ho jaana, jo tu khud chahe, to bata kis ko yah dhoka hai

Jo deewangi atti hai pehli baar main dil per
Torr kar, phir uska khawab ,
apni rooh tak se bhi yah ek dhoka hai

Dil ke dard ki dawa to shayad ab tu bhi nahi
Her ek kan kan ab mujhe najar atta sirf DHOKA hai!!!


uff itna dard... liked it very much didi
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 03:14:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer