bewafa naam de gaye

by kaushikbhawna008 on May 29, 2008, 08:09:44 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 888 times)
kaushikbhawna008
Guest
Reply with quote
hamne to har dard chupaya tha
taaki unke chehre pe hasi barkarar rahe
par wo to dekho hamei jaate jaate
harjaai keh gaye

hamne to har kaliyaan unke naam kar diye the
par wo jaate jaate hamei kaaton ki saugat de gaye

hamne to baithe the sagar kinare kar rahe the intzaar maujon k aane ka
par jaate jaate wo hamein tufaano k hawale kar gaye

unpar koi b ungli na uthaye na kahe koi unki mohobbat ko bewafaai
isliye hamne to har ilzaam apne ser liye the

par wo na samajh paaye kya kiya tha hamne unki khatir
wo jaate jaate bewafaa hamein naam de gaye
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #1 on: June 01, 2008, 03:16:54 PM »

wow... yeh gazal bhi humne pada hai... author ka naam yaad nahi aa raha hai.
Nice sharing Bhawna jee
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: June 02, 2008, 05:14:41 AM »
Reply with quote
maaf kijiyega sonia ji ye kisi aur ki creation nahi ye creation hamari khud ki hai,,,,,,,,ho sakta hai ki aapne jo shayri padhi ho usse is shayri k shabd kuch milte julte ho par yakeenan ye creation hamari khud ki hai
baaki najm padhne k liye bohut bohut shukriya
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #3 on: June 03, 2008, 02:45:55 AM »
Reply with quote
maaf kijiyega sonia ji ye kisi aur ki creation nahi ye creation hamari khud ki hai,,,,,,,,ho sakta hai ki aapne jo shayri padhi ho usse is shayri k shabd kuch milte julte ho par yakeenan ye creation hamari khud ki hai
baaki najm padhne k liye bohut bohut shukriya

ooh.. hosakta hai dear bhawna.

Yeh aapka hai toh very nice creation jee.. Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 08:11:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer