!!Chali jaungi!!

by amrita on June 12, 2005, 06:12:06 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3319 times)
amrita
Guest
Reply with quote
khafaai ko tune bewfaai samjha
iss baat ki sazaa tujhe de jaaungi..
tu jab bhi mujhe pukaarega
gairo ki bahon mein chali jaaungi..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
(( teyra sheyhar chud jaungi )) by Sonu in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Chali Chali Phir Chali Chali by ehsaas SK ka in Share Video
tere piaar me kuchbhi kar jaungi by hameeda in Shayri for Khumar -e- Ishq
tere piyaar me kuch bhi kar jaungi by hameeda in Share:Love Poetry
mai tumko bhool jaungi........ by dhani in Shayri-E-Dard
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003

View Profile
«Reply #1 on: June 15, 2005, 06:29:52 AM »
Reply with quote
Dekho chale hain woh ghairo ki bhahon mein !
Loot ke jahaan sirf uss apne ka !!
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #2 on: June 15, 2005, 08:00:25 AM »
Reply with quote
jisne bewafai ki, woh bhi gairon mein se hi hain,
phir kyon nahin unhen baahon mein le rahi hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #3 on: June 15, 2005, 08:17:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
khafaai ko tune bewfaai samjha
iss baat ki sazaa tujhe de jaaungi..
tu jab bhi mujhe pukaarega
gairo ki bahon mein chali jaaungi..

banhoon mein tu kisi ghair ki nzar aye gi
meri rooh mere jisam s kiun na nikl jaye gi
Logged
amrita
Guest
«Reply #4 on: June 15, 2005, 05:18:14 PM »
Reply with quote
apne jab dard dete hain
hum unka jahan loot lete hain
unhe kuch aisa dard dete hain
jisam se rooh unki le lete hain

am i sounding like a sadist..??
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #5 on: June 15, 2005, 05:57:14 PM »
Reply with quote
WAH WAH WAH........very nice u all and amrita ji u dont sound like "sadist" person, u sound more like hurtful person to me!!!!!
Logged
amrita
Guest
«Reply #6 on: June 15, 2005, 07:45:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "isha_verma7"
WAH WAH WAH........very nice you all and amrita ji you dont sound like "sadist" person, you sound more like hurtful person to me!!!!!

ab kya kahe isha tumko
kya sahi pehchano tumne humko
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: June 15, 2005, 07:57:48 PM »
Reply with quote
Dil Ki dhdknoon ko woh is trah churlegya
mujhay hi woh saath apnay chura le gya
Logged
amrita
Guest
«Reply #8 on: June 15, 2005, 08:06:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Dil Ki dhdknoon ko woh is trah churlegya
mujhay hi woh saath apnay chura le gya

dabe pao chali aungi
neendo se sapney churaungi
dhadkan nahi tera dil churaungi
tere saath bahut jaldh apna ghar basaungi
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #9 on: June 15, 2005, 08:13:50 PM »
Reply with quote
Ishq karnay k bhi kuch aadaab hua kartay hain,
jagti ankhon k bhi kuch khwaab hua kartey hain|
har koi ro k dekhlayee ye zaroori tou nahi,
khuskh ankhon mein bhi saihlaab hua kartey hain||
Logged
natural
Guest
«Reply #10 on: June 16, 2005, 08:40:29 AM »
Reply with quote
...
Logged
amrita
Guest
«Reply #11 on: June 16, 2005, 05:41:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Ishq karnay k bhi kuch aadaab hua kartay hain,
jagti ankhon k bhi kuch khwaab hua kartey hain|
har koi ro k dekhlayee ye zaroori tou nahi,
khuskh ankhon mein bhi saihlaab hua kartey hain||

khwaab khuli ya bandh ankhon se dekhon
woh khwaab hi hotey hain
aye mere dost woh kabhi purey nahi hotey hain
agar duniya mein khwaab sab ke purey ho jaatey
toh bewafaai ke dard ko log kaise mehsuus kar patey..

a person should get betrayed atleast once in life..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #12 on: June 16, 2005, 07:29:11 PM »

bewafa log kiun achay lgtay hain
dil mein kiun woh bsne lgtay hain
bhoolan bhi chhaian tu woh
kiun hum ko yaad ane lgtay hain
Logged
amrita
Guest
«Reply #13 on: June 16, 2005, 08:30:54 PM »

bewafaa janam se bewafaa nahi hotey
unke seene mein bhi dil hai hotey
majbooriya zindagi mein aisi kuch kaam karvaati hai
pyaar karne waalo ko bewafaai ka khitaab dilwati hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #14 on: June 16, 2005, 08:37:54 PM »
Reply with quote
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm

nice

Pyaar kia hai tu izhaar s kiun drte ho?
gar pyar nahin tu yeh natuk kiun krtay ho?
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 10:52:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer