Dard To Rukne Ka Ab Naam Nahi Leta Hai,..

by Jaanasheen on June 20, 2006, 08:14:13 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4835 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Dard To Rukne Ka Ab Naam Nahi Leta Hai,..
Sabar Se Dil Bhi Mera Kaam Nahi Leta Hai,..

Jab Se Bakshe Hain Meri Aankhon Ko Aansoon Tune,..
Tab Se Deewaana Dil Araam Nahi Leta Hai,..

Itna Sang Dil Hai Ke Barbaad Karke Bhi Mujhko,..
Apne Sar Koi Bhi Ilzaam Nahi Leta Hai,..

Ye Inayatein Bhi Kam Nahi Mere Harjaai Ki,..
Zakham Deta Hai Magar Daam Nahi Leta Hai,..

Khauf-e-Ruswaai Se Darta Hai Bahoot Wo "Ishrat",..
Wo Mera Naam Sar-e-Aam Nahi Leta Hai,..

______________-Ata Ullah Khan-______________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DARD KO KOI NAAM NA DO by TANHA in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
... Mera Naam Nahi ... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
~~~ Jab baarish rukne ka naam na le... ~~~ by vitasta in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Saansein Rukne Se Pehle..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Ab nahi leta hai Dil tumhen bhul jane ka naam by Rahi2001 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: June 20, 2006, 08:16:59 AM »
Reply with quote
Jaam-o-Sagar Se Mujhko Pyaar Nahi,..
Teri Cahat Mein Jeena Chahta Hoon,..
Main Sharaabi Nahi Hoon Aye " Jaanasheen"
Teri Aankhon Se Peena Chahta Hoon,..

______________________-Jaanasheen-
Logged
Anushka
Guest
«Reply #2 on: June 21, 2006, 01:29:28 AM »
Reply with quote
Wah  Jaanasheen bahut hi sunder.... =D>

["Jaam-o-Sagar Se Mujhko Pyaar Nahi,..
Teri Cahat Mein Jeena Chahta Hoon,..
Main Sharaabi Nahi Hoon Aye " Jaanasheen"
Teri Aankhon Se Peena Chahta Hoon,.." ]

Peena ek nashay ka piala tum
Jan jaugeh key yeh Naasha hai yea Hum
Jeena meri Chahaat meh tum
Jaisay jee rehay hai hum
Jaam aur Sagaar betai geh iski gehrai nehi kam
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 29, 2006, 06:51:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Anushka"
Wah  Jaanasheen bahut hi sunder.... =D>

["Jaam-o-Sagar Se Mujhko Pyaar Nahi,..
Teri Cahat Mein Jeena Chahta Hoon,..
Main Sharaabi Nahi Hoon Aye " Jaanasheen"
Teri Aankhon Se Peena Chahta Hoon,.." ]

Peena ek nashay ka piala tum
Jan jaugeh key yeh Naasha hai yea Hum
Jeena meri Chahaat meh tum
Jaisay jee rehay hai hum
Jaam aur Sagaar betai geh iski gehrai nehi kam


Bahoot Khoob Likha Hai Anushka Ji,..

Sharaab Dard Ki Dawaa Hai,..
Peene Se Kharaabi Nahi,..
Dil ke Dard Se Peete Hain Yaaron,..
Waise To Hum Sharaabi Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 01, 2006, 06:58:29 AM »
Reply with quote
Dil Tujhe Diya Tha Rakhne Ko,..
Tune Dil Ko Jalaa Ke Rakh Diya,..
Kismat Ne De Ke Pyaar Mujhe,..
Mera Dil Tardpaa Ke Rakh Diya,..

Bhanvre Ki Labon Par Fariyaad,..
Kalion Ke Labon Par Muskaan,..
Bhanvre Ka Kalejaa Kalion Mein,..
Kisne Choopa Ke Rakh Diya,..

Jis Dard Se Duniya Darti Hai,..
Jis Gham Se Kinaara Karti Hai...
Teri Nazar Ne Mere Seene Mein..
Wo Dard Choopaa ke Rakh Diya,..

Jab Dil Mein Tumhe Basaaya Tha,..
Aasha Ka Deep Jalaaya Tha,..
Takhdeer Ke Ek Hi Jhonke Ne,..
Wo Deep Bujhaa ke Rakh Diya,..

_______________-Kaifi Irfani-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 02, 2006, 06:43:02 AM »
Reply with quote
Sab Ke Hothon Pe Tabbassum Tha,.
Mere Marne Ke Baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Qateel Mera,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 04, 2006, 08:43:56 AM »
Reply with quote
Khush Rakhe Khuda Unhe Jo Meri Bebasi Par Haste Hain,..
Na Laaye Kabhi Waqt Unpar Aisa Main To Seh Gaya Koi Aur Hota To Tabaah Ho Jaata,..

_________________________________________________ ____-Jaanasheen-
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #7 on: July 04, 2006, 02:42:27 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says.........


Bahuuuuuuuuuuuuuuuuuut achha Bhai!!!!
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #8 on: July 05, 2006, 09:31:42 AM »
Reply with quote
Very nice Azeem and Anushka
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 06, 2006, 12:01:24 PM »
Reply with quote
Shukriya Guru Bhai And Shikha Sis,..
Gar App Dono Kuch Likhte To Seekhne Ka Maukha Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 06, 2006, 12:06:18 PM »
Reply with quote
Mera Aana Yahan Kisi Ko Gawaara Nahi,..
Kiya Uspar Aitbaar Jispe Haq Hamara Nahi,..

Ab Aaya Hoon Main Yahan Ye Aas Rakh Ke,..
Jab Aa Chuka To Unhe Kaha ke Abhi Pukaara Nahi,..

Kho Gayi Hai Kashti Dekho Bhawar Mein Apni,..
Toofaan Bhi Wahin Aaya Jahan Koi Kinaara Nahi,..

Ab Jaaon Kahan Bol "Jaanasheen" Dil KO Lekar,..
Uljha Hoon Is Tarah Duniya Mein Ke KOi Mer Sahara Nahi,..

_____________________-Azeem-____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 08, 2006, 07:54:28 AM »
Reply with quote
Samajhkar Jise Apna Maine, Zindagi Jiske Naam Kardi,..
Usi Zaleem Ne Dekho "Jaanasheen" Hume Maut Ka Jaam Pila Diya,..

Jiski Hai Ke Liye Hum Sab Kubaan Karte The,..
Usi Ne Dekho Aaj Hume Kitni Be-Rehmi Se Rula Diya,..

Wafaa Paane Ki Aas Rakhi Thi Humne, Us Bewafa Se,..
Mitakar Hamari Hasti Ko Dekho, Kis Kadar Chahat Ka Sila Diya,..

Jisko Milne Ke Liye Humne Raatein Din Samajh Kar Guzaari Thi,..
Usne Hi Dekho Hume Aaj Khabar Mein Sula Diya,..

_____________________-Azeem-___________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: August 10, 2006, 11:59:36 AM »
Reply with quote
Mera Haal Dekhkar Saare Log Mere Haal Pe Haste Hain,,
Waah Tere Sheher Mein 'O' Zaleem Aise Log Bhi Rehte Hain,,

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #13 on: October 06, 2009, 12:13:07 PM »
Reply with quote
MA MA MA

lekin yaar, itna dard aapse muhje pasand nai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 08, 2009, 09:10:20 AM »
Reply with quote
MA MA MA

lekin yaar, itna dard aapse muhje pasand nai



Dard Se Mera Rishta Kya Hai Maloom Nahi,.
Dard Ne Kabhi Mujhse KOi Shikayat Na Ki,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 07:10:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer