dil liya jisne bewafaii kii

by Anushka on May 15, 2006, 12:08:14 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 5361 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: June 30, 2006, 05:32:44 AM »
Reply with quote
Nice One Again Anushka And Gum Bhai,..

App Chand Suraj Ki Baatein Karte Ho,..
Idhar Chot To Mere Dil Ne Khaai Hai,..
Jise Dil-o-Jaan Se Chaha Tha Maine Kabhi,..
Dekho Aaj Usne Hi Ki Bewafaai Hai,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jisne jaan liya hai by disha in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
# Bewafaii Kya Kam Thi # by Matrix Guy in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafaii ki Salamati by kittoo in Shayri for Khumar -e- Ishq
Anushka
Guest
«Reply #16 on: June 30, 2006, 05:57:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Again Anushka And Gum Bhai,..

App Chand Suraj Ki Baatein Karte Ho,..
Idhar Chot To Mere Dil Ne Khaai Hai,..
Jise Dil-o-Jaan Se Chaha Tha Maine Kabhi,..
Dekho Aaj Usne Hi Ki Bewafaai Hai,..

____________________________-Jaanasheen-


Bahut khub janasheen...

Kisko mujrim kahay, ab karey kya gila
Rishta tutaa na unki na meri thi raaza
Apni kismaat meh woh thay hi nehi
Khawaab palko pe jiske sejatay rahe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: June 30, 2006, 06:42:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "Anushka"
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Again Anushka And Gum Bhai,..

App Chand Suraj Ki Baatein Karte Ho,..
Idhar Chot To Mere Dil Ne Khaai Hai,..
Jise Dil-o-Jaan Se Chaha Tha Maine Kabhi,..
Dekho Aaj Usne Hi Ki Bewafaai Hai,..

____________________________-Jaanasheen-


Bahut khub janasheen...

Kisko mujrim kahay, ab karey kya gila
Rishta tutaa na unki na meri thi raaza
Apni kismaat meh woh thay hi nehi
Khawaab palko pe jiske sejatay rahe


Nice One Anushka Ji,...

Us Bewafaa Ki Zaat Pe Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Anushka
Guest
«Reply #18 on: June 30, 2006, 10:33:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Anushka"
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Again Anushka And Gum Bhai,..

App Chand Suraj Ki Baatein Karte Ho,..
Idhar Chot To Mere Dil Ne Khaai Hai,..
Jise Dil-o-Jaan Se Chaha Tha Maine Kabhi,..
Dekho Aaj Usne Hi Ki Bewafaai Hai,..

____________________________-Jaanasheen-


Bahut khub janasheen...

Kisko mujrim kahay, ab karey kya gila
Rishta tutaa na unki na meri thi raaza
Apni kismaat meh woh thay hi nehi
Khawaab palko pe jiske sejatay rahe


Nice One Anushka Ji,...

Us Bewafaa Ki Zaat Pe Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

___________________________-Jaanasheen-


Lajawab Janasheen.. n plz sirf Anushka or Anush..


dil ka zakham hum mita na sake...
tumhare judaayi main hum ro na sake...
tumhare bina ye dil dharakta to hai par hum jee na sake
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 01, 2006, 06:02:10 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Anushka,..

Kismat Mein Mere Pyaar Na Tha Shayad Isliye Bewafa Hogaye Tum,..
Ab Kya Gila Karein Tumse Kya Shikayat Karein Ab To Nazron Se Bhi Judaa Hogaye Tum,...

Badi Tamanna Thi Meri Tumhare Saath Zindagi Bitaane Ko,..
Milkar Tumhare Saath "Jaanasheen" Kuch Khwaab Sajaane Ko,..

Afsos Ke Meri Kismat Hi Mujhe Dagaa De Gayi Yahan,..
Dekho Bikhra Hoon Iskadar Na Ye Asaman Apna Na Ye Jahan,..
Dekhkar Muskuraate Hain Sab Mere Haal Par Ab Jaaon Main Kahan,..

Rota Hai Dil Mera Har Pal Usko Yaad Karke "Anushka"
Jo Kabhi Mere Liye Tadapta Tha Mere Liye Marta Tha,..
Jaane Kahan Chala Gaya Wo Mujhse Door Jis Se Main Pyaar Karta Tha,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #20 on: July 15, 2006, 08:55:51 AM »
Reply with quote
sabney bahut acha likha hai bulbul teyra javab nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: July 18, 2006, 12:14:58 PM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis,..
Apne Kuch Likha Nahi,..

Logged
mokshaa
Guest
«Reply #22 on: July 23, 2006, 09:19:30 AM »
Reply with quote
Lovely Anush bahut acha likha :D
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: July 24, 2006, 05:27:23 AM »
Reply with quote
your welcome Azeem bahi.... lo  ab likh deyti hoon...

Tere diye hoye aanso hai tere diye hoye gham hai
tera diya howa tota howa dil hai jine keliye ye kaya kam hai
 

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Apne Kuch Likha Nahi,..

Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: July 24, 2006, 05:27:50 AM »
Reply with quote
nice Majid bahi...

Quote from: "majid"
na sir jhukao pathar ke aage ,
ki wo devta ho jaye.
na karo itni mohabbat kisi ko ,
ki wo bewafa ho jaye. !!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: July 24, 2006, 05:28:21 AM »
Reply with quote
jab pyaar hamne tujh se kiya tu kaya pyaar ense kam hai
teri yado ke diye hoye mele hai kaya howa ger akele ham hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: July 24, 2006, 10:34:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
your welcome Azeem bahi.... lo  ab likh deyti hoon...

Tere diye hoye aanso hai tere diye hoye gham hai
tera diya howa tota howa dil hai jine keliye ye kaya kam hai
 

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Apne Kuch Likha Nahi,..



Shukriya Didi,..
Bahoot Khoob,..

Gham Ko Mujhse Na Cheen Aye Dost,.
Dil Ki Duniya Udaas rehne De,..
is Gham ka Kahan Theekana Hai,..
Ise Mere Hi Paas Rehne De,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: July 29, 2006, 07:22:17 AM »
Reply with quote
Azeem bahi shukriya...  bahut khoob ...

gumu ko hum chin saktey nahi eya to jeysey ashiyana hia
dil ki dunya ney ese sey  hiusko ag abaad rakha huya hai
ab ju ahta hia es chaukhat pey dard ki fariyaada leya vo yea pey bas jata hai
keay batey tumhey ab to jeysey yea gumu ka hi thikana hai


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
your welcome Azeem bahi.... lo  ab likh deyti hoon...

Tere diye hoye aanso hai tere diye hoye gham hai
tera diya howa tota howa dil hai jine keliye ye kaya kam hai
 

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Apne Kuch Likha Nahi,..



Shukriya Didi,..
Bahoot Khoob,..

Gham Ko Mujhse Na Cheen Aye Dost,.
Dil Ki Duniya Udaas rehne De,..
is Gham ka Kahan Theekana Hai,..
Ise Mere Hi Paas Rehne De,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: August 01, 2006, 09:07:29 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sonu Sis,..

Jaankar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paaye,..
Meri Chahat Ko Wo Pehchaan Na Paaye,..
karli Khud Se Bewafaai Maine,..
ke Unpar Koi Ilzaam Na Aaye,..
Logged
Anushka
Guest
«Reply #29 on: August 01, 2006, 11:25:05 PM »
Reply with quote
Good one Azeem and Sonu.. :D
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 02:42:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer