dil liya jisne bewafaii kii

by Anushka on May 15, 2006, 12:08:14 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 5353 times)
Sonu
Guest
«Reply #30 on: August 02, 2006, 07:25:34 AM »
Reply with quote
Shukrya Azeem bahi...
bahut khoob...

unka damen bacahtey bacahtey hum khud ka hath jala beythey
unki yado mey hum ghar apna jala beythey
log uskey naam ko badnam na karey esleya khud ko bevafa bena leya
tumper koi ungli na uthaey esleay khudh ko hi tabhaa ker leya

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Sonu Sis,..

Jaankar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paaye,..
Meri Chahat Ko Wo Pehchaan Na Paaye,..
karli Khud Se Bewafaai Maine,..
ke Unpar Koi Ilzaam Na Aaye,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jisne jaan liya hai by disha in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
# Bewafaii Kya Kam Thi # by Matrix Guy in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafaii ki Salamati by kittoo in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sonu
Guest
«Reply #31 on: August 02, 2006, 07:27:53 AM »
Reply with quote
ah gaye hia bulbul kitey si eney dina to keda murga fasaya si hun... jeyda eney dina bad darsh detey sab thik thak tey hia na gahrey.... tey kam tey... key koi chan chadta hai tu  :wink: ...... hor das ki gal ahi teyra..

thanks yaar... tu vi kuch likh deyna si eney dina badh geyda mariya hai....hur das nenaye sahiyaney raji khushi

Quote from: "Anushka"
Good one Azeem and Sonu.. :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #32 on: August 03, 2006, 02:18:25 AM »
Reply with quote
Shukriya Anushka And Sonu Sis,..

Kar Rahe Hain Wo Ab Charche Meri Bewafaai Ke,..
Jinhone Wafaa Bhi Nibhaai To Pal Bhar ke Liye,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #33 on: August 03, 2006, 04:33:59 AM »
Reply with quote
u r always most welcome bahi...  yeo hi likhtey rahow.. with wonderful spirit...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Anushka And Sonu Sis,..

Kar Rahe Hain Wo Ab Charche Meri Bewafaai Ke,..
Jinhone Wafaa Bhi Nibhaai To Pal Bhar ke Liye,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #34 on: August 07, 2006, 09:40:43 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
Encourage Karne ke Liye.,..

Aaj Bewafaai Bhi Is Zamaane Mein Ek Adaa Bangayi,..
Ke Sab Dil Tord Jaate Hain Humara, Humse Dil Lagaa Kar,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #35 on: September 04, 2006, 07:42:21 AM »
Reply with quote
bahya u r most welcome.. bahut acha likha hai yeo hi likhtey rahow.....

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,..
Encourage Karne ke Liye.,..

Aaj Bewafaai Bhi Is Zamaane Mein Ek Adaa Bangayi,..
Ke Sab Dil Tord Jaate Hain Humara, Humse Dil Lagaa Kar,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #36 on: September 04, 2006, 02:46:03 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,,
Apne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #37 on: September 05, 2006, 05:19:13 AM »
Reply with quote
bahiya your most welcome...
lo ab likh deyti hoon bahiyaa...

teri yaadoon k saye sey door daman hum apna bachate rahey,,
tum samjh na sakeybewafa akher him ko bas jafaon se hi azmate rahey....
teri ek muskhurahat par hum mar jatey...
mager tum bewafaion k nashtar chalate rahey....
shayed k kabhi ahjaye unhein khyal humara...
bas yehi umeed hum dil ko beylate ray...
wo to pathar ki murat hai na pighley ga kabhi...
hum nadaan they jo ess sey dil lagatey rahey...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,,
Apne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #38 on: September 05, 2006, 06:56:43 AM »
Reply with quote
Waah kamaal Kar Diya Apne

Teri Bewfaai Ka Aashiqui Ka Matam Hai,..
Zindagi Ka Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,..

Kal Tak Jis ke Dun se Roshan Thi Mehfilein,..
Aaj Uske Ghar Mein Roshni Ka Matam Hai,..

Sab Muskuraate Hain Yahan Dekhkar Meri Haalat Ko,..
Unko Kya Khabar Hai Ke Ye Berukhi Ka Matam Hai,..

__________________-Azeem-_________________
Logged
Sonu
Guest
«Reply #39 on: September 05, 2006, 10:01:26 PM »
Reply with quote
thanks Azeem... bahut khoob....

Ruth gya hai mujhko manane waala
Ab koi nahi naaz mera uthaane wala
Per jaane kya sonchta hai
Yeh khula darwaaza
Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala

Quote from: "Jaanasheen"
Waah kamaal Kar Diya Apne

Teri Bewfaai Ka Aashiqui Ka Matam Hai,..
Zindagi Ka Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,..

Kal Tak Jis ke Dun se Roshan Thi Mehfilein,..
Aaj Uske Ghar Mein Roshni Ka Matam Hai,..

Sab Muskuraate Hain Yahan Dekhkar Meri Haalat Ko,..
Unko Kya Khabar Hai Ke Ye Berukhi Ka Matam Hai,..

__________________-Azeem-_________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #40 on: September 06, 2006, 08:57:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"

Waah Bahoot Khoob sonu Sis,..

Raste Mein Tere Hum Khade Hain Tera Intezaar Aaj Bhi Hai,..
Tu Chahe Hume Bhoola Bhi De Phir Bhi Tujhse Pyaar Aaj Bhi Hai,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #41 on: September 06, 2006, 08:57:33 AM »

«Reply #42 on: September 07, 2006, 02:54:20 AM »
Reply with quote
thanks bhahiya... bahut khoo .....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
thanks Azeem... bahut khoob....

Ruth gya hai mujhko manane waala
Ab koi nahi naaz mera uthaane wala
Per jaane kya sonchta hai
Yeh khula darwaaza
Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala

Quote from: "Jaanasheen"
Waah kamaal Kar Diya Apne

Teri Bewfaai Ka Aashiqui Ka Matam Hai,..
Zindagi Ka Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,..

Kal Tak Jis ke Dun se Roshan Thi Mehfilein,..
Aaj Uske Ghar Mein Roshni Ka Matam Hai,..

Sab Muskuraate Hain Yahan Dekhkar Meri Haalat Ko,..
Unko Kya Khabar Hai Ke Ye Berukhi Ka Matam Hai,..

__________________-Azeem-_________________

Waah Bahoot Khoob sonu Sis,..

Raste Mein Tere Hum Khade Hain Tera Intezaar Aaj Bhi Hai,..
Tu Chahe Hume Bhoola Bhi De Phir Bhi Tujhse Pyaar Aaj Bhi Hai,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #43 on: September 07, 2006, 03:28:37 PM »
Reply with quote
Shukriya didi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #44 on: September 07, 2006, 09:39:18 PM »
Reply with quote
your most welcome bahi...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya didi
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 10:15:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer