Dil Tootne Ka Kabhi Ilam Na Tha,..

by Jaanasheen on March 03, 2006, 08:29:38 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 14378 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Dil To Hai Bas Toot Jaane Ke Liye,..
Kya main Hi Mila use Azmane ke Liye,..

Maine Pyaar Kiya Us se Wafa Paane Ke Liye,..
Aur Usne Mujhe Chord Diya Zamane Ke Liye,...

Is ka Gila Nahi Ke us ne Mera Dil Toda,..
Ab Kuch Nahi Raha Mere Paas Aur Baatane Ke Liye...

Ab Khuda Hi Use Sazaaa Dega Mera Dil Dukahne Ke Liye,..
Bas Aarzoo Reh Gayi Us Se Wafa Paane Ke Liye,.. :cry:

___________________-Azeem-___________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil tootne ki awaaz by nishita in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 7 8 »
tootne se darta hoon by salil2002 in Shayri for Dard -e- Judai
tujhe kaise ilam na hosaka by abdulqadeer in Ghazals
Dil tootne ki sada nahi aaii by irshad ahmed siddiqui in Shayri for Dard -e- Judai
Harr taraf diloN ke tootne ka shor hai ...........PWFS by pankajwfs in Miscellaneous Shayri
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: March 03, 2006, 10:04:00 AM »
Reply with quote
Not Bad..... I believe, sher and ghazals are the true expressions of the heart especially, when it is  in pain. Whatever u feel, just write it, if u wish so.... with some nice words...... Keep it up....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 09, 2006, 10:22:25 AM »
Reply with quote
Teri Fitrat Thi Bewafai,.
Tujhe Na Kuch Kahenge,..
Gham Jo Tune Mujhe Diya,..
Hum Wo Khushi Sahenge,..
Bhale Tu Mujhe Pyaar Kar Ya Na kar,..
Hum To Marte Dum Tak Tujhse Pyaar Karenge,..
Tune Keh Diya Tu Kisi Aur Ki Hai,.
Jahan Bhi Rahe Khush rahe Tu Dil se Hum Dua Yahi Denge,..
Tu Mujhe apna Maan ya Na Maan..
Teri Khushi Keliye Jaan Bhi de Denge,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 18, 2006, 08:59:33 AM »
Reply with quote
Tu Rehni Wali Mehlon Ki,.
Main Ek Tasveer Gurubat Ki,,..
Teri Nazron Mein Kya Hogi,..
Kadar Mere Mohabbat Ki,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: March 20, 2006, 03:26:54 PM »
Reply with quote
bahoot khoob JSheen!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 22, 2006, 07:50:57 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Ji,..

Badnaam Hogaya Main Tujhse Wafa Karke,..
Ke Log Haste Hain Mujhpar Teri Bewafai Ke Waste,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 22, 2006, 11:30:31 AM »
Reply with quote
Kya Yahi Gardishein Hai Zamaane Ki,..
Surkhiaan Hain Mere Fasaane Ki,..
Phir Mila Ek Gham Dil Ko Tazaa...
Phir Zaroorat Padi Muskuraane Ki,..

_____________________-Jaanasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 26, 2006, 09:52:30 AM »
Reply with quote
Toote Hue Khwabon Ne Hum Ko Ye Sikhaya Hai,..
Dil Ne Jise Paya Tha Aankhon Ne Gawaya Hai,..

Hum Dhoondte Hain Jinko Jo Milke Nahi Milte,..
Roothe Hain Na Jaane Kyun Mehmaan Wo Mere Dil Ke,..
Kya Apni Tamanna Thi Kya Samne Aaya Hai,..

Laut Aayi Sadaa Meri Takraa Ke Sitaaron Se,..
Ujdi Hui Duniya ke Sunsaan Kinaaron SE,..
Par Ab Ye Tadarpna Bhi Kuch Kaam Na Aayaa Hai,..

_________________________________________--NM--
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #8 on: May 27, 2006, 02:16:49 AM »
Reply with quote
yah mnera bhi fav song hai Jsheen, bahot achi wordings hai!!
bahoot acha likhty hai app!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 27, 2006, 10:14:49 AM »
Reply with quote
Shukriya pankhuri Ji,..
Bahoot Dard Tha Is Song Mein Isliye Likh Diya,..
Khushi Hui Ke app Ko Bhi Pasand aaya,..

Dete The Jo Hume Kasmein Wafaa ke,..
Aaj Wo Hi Humse Aankhein Churaa Rahein Hai,..
Jaane Kyun Wo Aaj Bhi Humpe Sitaam Dhaa Rahein Hain,..

_____________________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 18, 2006, 12:49:56 PM »
Reply with quote
Dil Ke Hasraton Ko Maine Dil Mein Hi Dabaa Kar Rakha,..
Jo Mila Gair Bankar Mujhse Use Apna Banaa Kar Rakha,..

Shayad Likhi Thi Kismat Mein Apni Bewafaai "Jaanasheen"
Jo Diye Hain Zakham Us Bewafaa Ne Main Seene Se Lagaa Kar Rakha,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 20, 2006, 07:59:54 AM »
Reply with quote
Allah Na Kabhi Kisi Ko Aisa Yaar De,.. :D
Yaar Hi Jo Ghar Yaar Ka Ujaar De,.. :cry:

Akhion Se Barkha Barasne Lagi Hai,.. :cry:
Zindagi Bahaaron Ko Tarasne Lagi Hai,.. sad5

Dukh Dene Waale Tujhe Chain Naa Aayega,.. :x
Ek Din Tujhe Ye Zamaane Tardpaayega,.. Puzzled !

________________-Azeem-_______________
Logged
harshmeet
Guest
«Reply #12 on: June 20, 2006, 08:31:33 AM »
Reply with quote
very good......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: June 20, 2006, 08:35:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "harshmeet"
very good......


Shukriya Harsh Bhai,..

Kya Yahi Gardeeshein Hain Zamaane Ki,..
Surkhiaan Mere Fasaane Ki,..
Phir Mila Ek Gham Dil Ko Tazaa,..
Ab Zaroorat Hai Muskuraane Ki,..

____________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 30, 2007, 09:57:00 AM »
Reply with quote
Dil Ke Dard Phirse Hare Hue,..
Jab Dekha Palatkat Puraani Yaadon Ko,..

_______________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 10:55:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer