Ghum e- firaq

by sahood on February 08, 2008, 09:31:12 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 825 times)
sahood
Guest
Reply with quote
Kabhi usse bhi meri yaad satati hogi,
Apni aankhon mein mere khawaab sajati hogi,


Wo jo har waqt khayaalon mein basi rehti hai,
Kabhi to meri bhi socho mein kho jaati hogi,


Wo jiski raah mein palkein bichhi rehti hai,
Kabhi mujhe bhi apne paas bulati hogi,


Labon par rehti hai wo har pal hansi bankar,
Tasawar se mere, wo bhi muskuraati hogi,


Wo jo shaamil hai mere geet mere naghmo mein,
Kabhi tanhai mein mujhko gun gunaati hogi,


Jiske liye mera dil beqaraar rahta hai,
Mere liye apna chain bhi gawanti hogi,


Jisse izhaar-e-wafa har pal karna chahoon,
Kabhi iqraar to wo bhi karna chahti hogi,


Jiske liye meri har raat hai karwat karwat,
Kabhi to use bhi neend na aati hogi,


Jiski ulfat ki shama se hai mera dil roshan,
Meri chahat ke wo bhi deep jalati hogi,


Ghame-e-firaaq mera hi muqadar hai ya phir,
Meri judaai use bhi yuhi rulati hogi..!! Crying
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere firaq k lamhey by Qutubuddin in Shayri-E-Dard
ghum by Anonymous in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~~~GHUM~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
Firaq by yasmeen khan in Share: Poetry of Pain
MAI ABHI FIRAQ SE AAYA HU by Amritanshu Singh in Ghazals
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: February 08, 2008, 10:08:20 AM »
Reply with quote
Waah Waah,.... Bahut khoob likha hai aapne Sahood..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 08, 2008, 12:31:51 PM »
Reply with quote
Waah Sahood Bahiajaan,.
Kamaal Ka Likha Hai aapne,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 08, 2008, 12:34:54 PM »
Reply with quote
Is baat Se Dil Beh Laa Lenge Ab Ke Tu Mera Tha kabhi,.
Ab Ye Tujh Par Hai Ke Tu Kabhi Na Aaaye Saamne Mere Kisi aur Ke Saath,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
September 21, 2024, 12:59:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]

[August 20, 2024, 06:14:40 PM]

[August 20, 2024, 06:06:24 PM]

[August 20, 2024, 05:55:44 PM]

[August 20, 2024, 05:50:31 PM]

[August 20, 2024, 05:36:24 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer