Hota hai.............(AD)

by anjaan dharkan on March 04, 2009, 08:39:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 665 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
Reply with quote
Ye shayari yunhee lihkdee hai.... pasand aaye tho hosla badraaeeyayga...

Khwaabon kee dunya mein aksar ek samah sa hota hai, pagal mann k khayaalon mein, pagalpan hota hota hai…
Pyaar karne waalon k saiyon mein aksar ajab sa hota hai, deewanon kee rahon mein, deewanapan hota hai…

Shayari mein aksar, zikar sa hota hai, shamma kee pahrchahee mein, sharam ka shola hota hai…
Alfaazon kee gehrai mein aksar, naghma sa hota hai, baton k maeenon ko, nazron kee baat se bola hota hai…  

palkon k jhuk ne mein aksar, matlab ka subub hota hai, majboori ki waja mein, majboori ka raaz hota hai…
aag kee garmee mein aksar, dil ka jalna hota hai, kisi kee khaatir kurbaani ko chuhpana, kurbaani ka lehaaz hota hai…

Kisi ka jigar aksar, ehsaan ka maherbaan hota hai, khuda k ehsaano talay, insaan khuda ka shukar guzaar hota hai…
Badnseeb dilon mein aksar, koi na farmaan hota hai, auron ki khushee na dehki jaye, auron kee khushee pe ka b ka b waar hota hai…

bewafaee kee ruhk pe chalna, ummedon ka toottna hota hai, kisi kee nigaah pe unglee uhtana, nigaah pe ilzaam hota hai…
ek kahani mein aksar, do sharer ka milna hota, meri dastaan hai bihchadrna, bihchadrne mein umr, waqt, zindigaanee, sub tammaam hota hai…


mar.04th.09
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yun na hota to kaya hota!!!! by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Agar Aisa Hota To kia Hota by Delicate_Doll in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 58 59 »
Tum hoti to aisa hota,tum hoti to waisa hota by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 7 8 »
ager asa hota tu kasa hota by FArah in Shayri-E-Dard
Asa Hal Bhi Hota Hota ,,,,, by priya shekhawat in Share: Poetry of Pain
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: March 05, 2009, 05:12:39 AM »
Reply with quote
Nice presentation Anjaan Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 05, 2009, 06:55:29 AM »
Reply with quote
Bohat Achcha Likha Hai Good Work,.
Abhi Tumhe Inshallah Kuch Khona Nahi Hoga,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: March 05, 2009, 12:45:52 PM »
Reply with quote
shukriya rajesh and kaash ji!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: March 05, 2009, 12:46:22 PM »
Reply with quote
Bohat Achcha Likha Hai Good Work,.
Abhi Tumhe Inshallah Kuch Khona Nahi Hoga,.


na hai darr ub kisi baat ka, jo tu saath hai mere! Ameen
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 10:24:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer