Ishq ki haqikat

by salma786 on January 09, 2009, 11:25:00 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2162 times)
salma786
Guest
Reply with quote
Ishq mohabbat ke bate,
Sun ne me sache lagte hai,
Par pyar k kasme wade,
Kisso me hi ache lagte hai!

Sawar jati hai zindegi,
Ishq k armaan se?
Mit jati hai hasti,
Is duniya ki pehchaan se!

Ye lagta to hai sahil,
Zindegi k lehro me,
Par dur khada hasta hai,
Jab zarurat ho toofano me!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek haqikat by FArah in Shayri-E-Dard
**Khwaab ya Haqikat**RH by Rajesh Harish in Shayri for Khumar -e- Ishq
***Maut To Haqikat Hai*** by AVTAR RAYAT in Share:Miscellaneous Shayari
PAHCHANO HAQIKAT KO by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
Haqikat aur khwaab by Monita in Shairi - E - Zindagi
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: January 09, 2009, 01:24:24 PM »
Reply with quote
All your poems are really lively
This one is no exception Salma Ji
Logged
salma786
Guest
«Reply #2 on: January 09, 2009, 02:29:55 PM »
Reply with quote
Thanx alot harish ji!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 09, 2009, 02:59:29 PM »
Reply with quote
Nice One Again Salma Madam,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
May Allah Bless You,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #4 on: January 09, 2009, 03:10:04 PM »
Reply with quote
Thanx Azeem ji....Same to u!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 12, 2009, 10:59:04 AM »
Reply with quote
Shukriya

Mohabbat Ka Ye Khissa To Bohat Puraana Hai,.
Mohabbat Kar Liya, To Chain-o-Sukoon Gawaana Hai,.

Haasil Hoti Hai, Is Se, Ek Pal Ki Rahat Aur Sadiyon Ka Gham,.
Phir Bhi Jaane Kyun, Mohabbat Karne Waalon Se Jalta Zamaana Hai,.

Jise Milgayi Mohabbat, Us Ghar Bangaya, Mohabbat Ke Jahaan Mein,.
Jisko Thukraa Diya, Us Ka To Ghar Ke Saath Shehar Bhi Viraana Hai,.

Humne Mohabbat Karke, Mohabbat Ka Har Lutf Uthaa Liya "Doston,.
Bewafaai Kya, Dard Kya Judaai Kya, Har Rang Humne Mohabbat Ka Jaana Hai,.

________________________________________-Jaanasheen-

Logged
salma786
Guest
«Reply #6 on: January 12, 2009, 11:18:24 AM »
Reply with quote
Jo Mohabbat karke pachtaya karte hai,
Unmese hum nahi,
Hum to unki bewafai pe v haste hai,
Chup k rone wale v hum nahi!

Tha unke irado ka ehsas hume,
Piche hatne wale v hum nahi,
Jab Mohabbat kar chuke akhir,
Pachtane wale v hum nahi!

Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #7 on: January 12, 2009, 11:23:47 AM »
Reply with quote
Jo Mohabbat karke pachtaya karte hai,
Unmese hum nahi,
Hum to unki bewafai pe v haste hai,
Chup k rone wale v hum nahi!

Tha unke irado ka ehsas hume,
Piche hatne wale v hum nahi,
Jab Mohabbat kar chuke akhir,
Pachtane wale v hum nahi!



bahoth khoob tariqe apne ahesaas ko qalam se utarahai masha allah !!

Qadeer Toopchi
Logged
salma786
Guest
«Reply #8 on: January 12, 2009, 11:25:48 AM »
Reply with quote
Shukriya Abdul ji...Bas sikh rahi hu...Ap logose Usual Smile
Logged
salma786
Guest
«Reply #9 on: January 12, 2009, 11:26:51 AM »
Reply with quote
Apne bahut khoob likha hai Azeem ji Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 12, 2009, 11:38:15 AM »
Reply with quote
Shukriya salma Ji,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: January 12, 2009, 11:55:06 AM »
Reply with quote
Ishq mohabbat ke bate,
Sun ne me sache lagte hai,
Par pyar k kasme wade,
Kisso me hi ache lagte hai!

Sawar jati hai zindegi,
Ishq k armaan se?
Mit jati hai hasti,
Is duniya ki pehchaan se!

Ye lagta to hai sahil,
Zindegi k lehro me,
Par dur khada hasta hai,
Jab zarurat ho toofano me!


Wah wah.... nice lines Salma  Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: January 12, 2009, 11:59:09 AM »
Reply with quote
Shukriya

Mohabbat Ka Ye Khissa To Bohat Puraana Hai,.
Mohabbat Kar Liya, To Chain-o-Sukoon Gawaana Hai,.

Haasil Hoti Hai, Is Se, Ek Pal Ki Rahat Aur Sadiyon Ka Gham,.
Phir Bhi Jaane Kyun, Mohabbat Karne Waalon Se Jalta Zamaana Hai,.

Jise Milgayi Mohabbat, Us Ghar Bangaya, Mohabbat Ke Jahaan Mein,.
Jisko Thukraa Diya, Us Ka To Ghar Ke Saath Shehar Bhi Viraana Hai,.

Humne Mohabbat Karke, Mohabbat Ka Har Lutf Uthaa Liya "Doston,.
Bewafaai Kya, Dard Kya Judaai Kya, Har Rang Humne Mohabbat Ka Jaana Hai,.

________________________________________-Jaanasheen-



Bahut accha likha hai aapne Jaanasheen brother...aakri ka do line
bahut accha bana hua hai... Good... Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: January 12, 2009, 12:01:15 PM »
Reply with quote
Ek shayri humne kahi pada tha ... aap sab ka padkar mujhe
wo yaad aaya yahan share kar rahi hu... Hope you all will like it.

Teri Bewafayi Ka Sukriya,
Mujhe Tunain Jeena Sikha Diya,

Teray Gham Main Chain Sa Mil Gaya,
Tere Dard Ne wo Maza Diya,
Ye Bahar Kaisi Bahar Hai,
Na Chain Hai..Na Karar Hai,
Ye Chaman Main Kaisi Hawa Chali,
Ki Chirag Dil Ka Bujha Diya,
Teray Gham Main Chain Sa Mil Gaya,
Na Khushi Rahi Na wo Gham Raha,
Na Vo Tu Rahi Na wo Dil Raha,
Tune Kya Ye Mujh Pe Sitam Kiya,
Tune Khub Dil Ko Sila Diya,
Tere Gham Main Chain Sa Mil Gaya,
wo Mile To Kehna Aye Dost
Ki Tumharay Gham Main Udas Tha,
Teri Bewafayi Ka Sukriya,
Tune Usahe Jeena Sikha Diya,
Vo Tujhe Na Dil Se Bhula Saka,
Jise Tune Dil Se Bhula Diya,
Teray Gham Main Chain Sa Mil Gaya,
Tere Dard Ne wo Maza Diya,


Teri Bewafayi Ka Sukriya,
Mujhe Tunain Jeena Sikha Diya


Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #14 on: January 12, 2009, 12:10:52 PM »
Reply with quote
Shukriya

Mohabbat Ka Ye Khissa To Bohat Puraana Hai,.
Mohabbat Kar Liya, To Chain-o-Sukoon Gawaana Hai,.

Haasil Hoti Hai, Is Se, Ek Pal Ki Rahat Aur Sadiyon Ka Gham,.
Phir Bhi Jaane Kyun, Mohabbat Karne Waalon Se Jalta Zamaana Hai,.

Jise Milgayi Mohabbat, Us Ghar Bangaya, Mohabbat Ke Jahaan Mein,.
Jisko Thukraa Diya, Us Ka To Ghar Ke Saath Shehar Bhi Viraana Hai,.

Humne Mohabbat Karke, Mohabbat Ka Har Lutf Uthaa Liya "Doston,.
Bewafaai Kya, Dard Kya Judaai Kya, Har Rang Humne Mohabbat Ka Jaana Hai,.

________________________________________-Jaanasheen-



bahoth la jawab mere bhai likhte raho allah tumhe shahurath de Ameen !!

Qadeer toopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 02:53:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer