JAA NAHI SAKTI...!!!

by SADIQA JAWED on December 11, 2004, 09:57:02 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2397 times)
SADIQA JAWED
Guest
Reply with quote
NAHIN SAKTI   sad5
______________________________________________

Manzil saamne hai magar main jaa nahi sakti

Raasta yeh hi hai magar main Chal nahi sakti



Dil ke armaan nikaalna chahoon nikaal nahi sakti

Usse apna banana chahoon magar bana nahi sakti



Main majboor hoon kitni usse bata nahi sakti

mere sapno ko torr gaya jorr nahi sakti



Main us ki rahoon hamesha magar apna keh nahi sakti

Lekin us ko kho ker bhi main khud ko kho nahi sakti
Logged
lovebites
Guest
«Reply #1 on: December 11, 2004, 12:23:37 PM »
Reply with quote
bohat achey Sadiqa-J..............!


Aata hai yeh kaun meray khayaalo main aksar...
Jo mujh ko kisi aur ka honay nahin deta



haadase kyaa kyaa tumhaarii beruKhii se ho gaye ...........
saarii duniyaa ke liye ham ajanabii se ho gaye ...............
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: December 11, 2004, 07:07:58 PM »
Reply with quote
very nice both!

hey lovebites ji where have u been? kafi der se dekha nahin apko yaha?
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #3 on: December 11, 2004, 07:54:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
NAHIN SAKTI   sad5
______________________________________________

Manzil saamne hai magar main jaa nahi sakti

Raasta yeh hi hai magar main Chal nahi sakti



Dil ke armaan nikaalna chahoon nikaal nahi sakti

Usse apna banana chahoon magar bana nahi sakti



Main majboor hoon kitni usse bata nahi sakti

mere sapno ko torr gaya jorr nahi sakti



Main us ki rahoon hamesha magar apna keh nahi sakti

Lekin us ko kho ker bhi main khud ko kho nahi sakti



very nice sadiqa ji     :oops:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: December 13, 2004, 06:35:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
NAHIN SAKTI   sad5
______________________________________________

Manzil saamne hai magar main jaa nahi sakti

Raasta yeh hi hai magar main Chal nahi sakti



Dil ke armaan nikaalna chahoon nikaal nahi sakti

Usse apna banana chahoon magar bana nahi sakti



Main majboor hoon kitni usse bata nahi sakti

mere sapno ko torr gaya jorr nahi sakti



Main us ki rahoon hamesha magar apna keh nahi sakti

Lekin us ko kho ker bhi main khud ko kho nahi sakti


wah!!!!!!!!!!! sadiqa................lovebites..............

Nah shouq e safar hey nah kisi khushboo ki talaash
teri aankhon mein jalein aur inhi mein bujh jayein....
chashm dar chashm naheen safar mein rehna........
hum ko hey bass teri hi nazar mein rehna..............
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #5 on: December 13, 2004, 06:45:40 AM »
Reply with quote
THNK U MEENA WAHEED , LOVEBITES , HEART JEE

THNK U VERY MUCH FRIENDS..!!!

 :D

tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CHAT key parwa nahee
mitgaye faslay kab hwe doreyan
khatam honay ko hain sari majboriyan
waqat nay bakhsh de ase rahat mujhay
ab kese or rahat key parwah nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee
janay kya kya hamain log kahtay rahay
rooh tarapti rahi hans k sahtay rahay
jo taray pyar nay de mohobat mujhay
ab kese bhi mohobat key parwah nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee
ek mudaat ise kash makash may rahay
jiss key thee arzoo baat wooh ban gaye
khwab lagtay hain saray haqiqat mujhay
ab kese bhi haqiqat key parwa nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: December 13, 2004, 06:56:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
THNK you MEENA WAHEED , LOVEBITES , HEART JEE

THNK you VERY MUCH FRIENDS..!!!

 :D

tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CHAT key parwa nahee
mitgaye faslay kab hwe doreyan
khatam honay ko hain sari majboriyan
waqat nay bakhsh de ase rahat mujhay
ab kese or rahat key parwah nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee
janay kya kya hamain log kahtay rahay
rooh tarapti rahi hans k sahtay rahay
jo taray pyar nay de mohobat mujhay
ab kese bhi mohobat key parwah nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee
ek mudaat ise kash makash may rahay
jiss key thee arzoo baat wooh ban gaye
khwab lagtay hain saray haqiqat mujhay
ab kese bhi haqiqat key parwa nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee


wah!!!!!!!!!!!!! Sadiqa................very nice...........

Na Paaye Hum Chupa Dukh Ko Naigah-e-Naaz Keh Maray
Nigahon Ka Taqazah Hay Zara Thumna Hai Na mumkin...........
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #7 on: December 13, 2004, 07:31:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "SADIQA JAWED"
THNK you MEENA WAHEED , LOVEBITES , HEART JEE

THNK you VERY MUCH FRIENDS..!!!

 :D

tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CHAT key parwa nahee
mitgaye faslay kab hwe doreyan
khatam honay ko hain sari majboriyan
waqat nay bakhsh de ase rahat mujhay
ab kese or rahat key parwah nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee
janay kya kya hamain log kahtay rahay
rooh tarapti rahi hans k sahtay rahay
jo taray pyar nay de mohobat mujhay
ab kese bhi mohobat key parwah nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee
ek mudaat ise kash makash may rahay
jiss key thee arzoo baat wooh ban gaye
khwab lagtay hain saray haqiqat mujhay
ab kese bhi haqiqat key parwa nahee
tu mila to mile ase CAHAT mujhay
ab kesee or CAHAT key parwa nahee


wah!!!!!!!!!!!!! Sadiqa................very nice...........

Na Paaye Hum Chupa Dukh Ko Naigah-e-Naaz Keh Maray
Nigahon Ka Taqazah Hay Zara Thumna Hai Na mumkin...........


THAMNA HA NA MUMKIN....!!!!!!!!!!!!!!!!!KHOOL YAR...TOO GOOD  Shocked
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: December 13, 2004, 08:36:02 AM »
Reply with quote
ur welcome..............
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #9 on: December 15, 2004, 09:26:46 AM »
Reply with quote
MY PLEASURE !!! WAHEED

[b]"Meian ney sumjha
Pyaar shaffaf dhandey meethey pani ka jharna hai
Pyaar ghaney pair ki ghani jhaya
Pyaar baharo’n mein barish ki dhandhi bhuwaar
Pyaar sardiyo’n mein malagji dhoop ki gharmi
Pyaaarr sub kuch paa lainey ka naam hai
Lehkin! Mein ney jana
Pyaar dhoka hai, fareb hai
Pyaar khawab hai sairab hai
Pyaar ghazao’n ki khusk hawa
Pyaaaarrr garmiyo’n ki tapti dobaher
Pyaaarrr apna sub kuchhh kho deney ka naam hai
[/b]
Logged
lovebites
Guest
«Reply #10 on: December 15, 2004, 01:27:18 PM »
Reply with quote
Tum jise rota hua chhorr gaey the ek din
Hum ne us shaam ko seeney se laga rakha hai
Chein lene nahin deta yeh kisi tor mujhe
Teri yaadon ne jo toofaan utha rakha hai
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #11 on: December 16, 2004, 06:46:15 AM »
Reply with quote
TOO GOOD LOVEBITES...!!! Usual Smile
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #12 on: December 16, 2004, 06:47:18 AM »
Reply with quote
TOO GOOD LOVEBITES...!!! Usual Smile
Logged
lovebites
Guest
«Reply #13 on: December 22, 2004, 07:03:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
very nice both!

hey lovebites ji where have you been? kafi der se dekha nahin apko yaha?


HuMm~!
Little Bzz now a days as i m out of city na so don;t get enough time to use net ...............!any ways thanks 4 asking.............!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #14 on: December 22, 2004, 07:12:37 AM »
Reply with quote
HuMm~! well a freind mail me this don't know whose it is but sharing with all of u.............!


Bholna mujhey itna asan nahin hay
Magar suno, namumkin bhi nahin hay
Khizan main jab saray patay
Darahtoon ka sath choor jayain gay.
Jaab sard hwa chalay gi or tum
Hood main seemat jao gay.
Jaab ghazal koi tumhain sunay ga
Jaab de ga koi choopkay say awaz;
Mangnay lago gay jab duaa tum,
Dekon gay hathalion ko apni ghoor say tum
Mujjay dhoondo gay tum un lakiroon main tub tum
Ho gi phir yai ank zara pur-num
Jaab dega na koi sath tumhara,
Honay lagay ga yai dushman zamana,
Ho gay tum tun tanha
Na hoga koi jo sambhaly tum ko,
Tum tootnay lago gay bikharnay lago gay
Ghusa kon sehay ga tumhara?
Dill jab tootay ga hur din hur pul jub
Tub tum jano gay
Haan tabhi tum mano gay
Kay main kon thi?
Magar tub tuk loog mujjay
Pehna kay leja rahain hoon gay;
Tub tum rona nahin' suno,
Hiran tum hona nahin jaan lo
Deko na
Ab tum rotay kion ho?
Ab pachtatay kion ho?
Maat ro na ho udass
Main rahoon gi kahin na kahin
Haan shaid kahin bhi nahin
Mujjai bhoolna asan nahin hay
Magar suno na..
NAMUMKIN bhi to nahin hay na.!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 09:50:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer