Jis ankhoo se hum dekhtay thay....

by Anushka on June 09, 2006, 10:05:33 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1516 times)
Anushka
Guest
Reply with quote
Ab kisi say kahay aur kaun sunay
 jo haal teray baad hua
Ek dil  ki jheel si ankho mey
ek khawab bahut bebaad hua..
Yeh hijer-e-hawa bhi dushman hai
us naam kay sare rangoo ki
Woh naam jo meray hoto per khusboo kira abaad hua

Is sheher meh kitnay cheray thay.. kuch yaad nehi
sab bhul geye
ek shaks kitabo jaisa tha woh shaks
zubani yaad hua
Benaam satish rehti thi un gehrii jheel si ankhoo meh
aseh to kebhi soocha  bhi na tha dil ab jitna be dad hua...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh tu ankhoo ma ansooo ban kr ata ha by FArah in Shayri-E-Dard
Jab Bachay Thay tu Dartay Thay Andheeron Say ........... by Farhan Sohail in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: June 10, 2006, 03:19:16 AM »
Reply with quote
Very Nice Anushka...
Logged
Anushka
Guest
«Reply #2 on: June 10, 2006, 03:20:18 AM »
Reply with quote
Thank you Aryaan... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 14, 2006, 01:10:16 PM »
Reply with quote
Bahoot Khub Anushka,..

Logged
Anushka
Guest
«Reply #4 on: June 15, 2006, 02:47:27 AM »
Reply with quote
Shukriya Janasheen...
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #5 on: June 15, 2006, 03:03:57 AM »
Reply with quote
Nice Try Anushka =D> Keep Writing!
Logged
Anushka
Guest
«Reply #6 on: June 15, 2006, 04:34:00 AM »
Reply with quote
Thank you nirbay... aap ki badalot!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 15, 2006, 02:03:03 PM »
Reply with quote
Ur Welcome Anushka Sis,...

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar ke Hawaale Humne,..
Hum Ko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat,..
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: June 29, 2006, 08:00:49 AM »
Reply with quote
Nice One Gum Bhai,..

Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunkar Bhi Meri Maut Ka Aaaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Anushka
Guest
«Reply #9 on: June 29, 2006, 12:28:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Ur Welcome Anushka Sis,...

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar ke Hawaale Humne,..
Hum Ko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat,..
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,..

________________________________-Jaanasheen-


Bahut khoob Janasheen

Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Zindagi Kay Hazaar Pehlu Hain
Zindagi Hai Kay Aik Afsaana
Na Suna Saka Kisiko
Haal-e-Zaar Apna...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 30, 2006, 05:46:53 AM »
Reply with quote
Shukriya Anushka Ji And Gum Bhai,..

Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Aaj Kho Raha Hoon Main Use, Zara Tu Dekh,..
Wo Jise Dhoond Ne Mein Zamaana Laga Mujhe,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Anushka
Guest
«Reply #11 on: June 30, 2006, 11:16:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Anushka Ji And Gum Bhai,..

Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Aaj Kho Raha Hoon Main Use, Zara Tu Dekh,..
Wo Jise Dhoond Ne Mein Zamaana Laga Mujhe,..

_________________________________-Jaanasheen-




Emmmmm janasheen...

MayRay HaL Say Ba KhaBar RaHa KaR
Aysa Na HoO KaY
Main MaR JaOn Or TuJay
KhaBar B Na HoO...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 01, 2006, 06:32:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "Anushka"
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Anushka Ji And Gum Bhai,..

Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Aaj Kho Raha Hoon Main Use, Zara Tu Dekh,..
Wo Jise Dhoond Ne Mein Zamaana Laga Mujhe,..

_________________________________-Jaanasheen-




Emmmmm janasheen...

MayRay HaL Say Ba KhaBar RaHa KaR
Aysa Na HoO KaY
Main MaR JaOn Or TuJay
KhaBar B Na HoO...


Kaise Rahoon Main Tere Haal Se Be Khabar,..
Ke Tere Yaadon Ke Dum Se Hi To Zindagi Meri Chalti Hai.,..
Khuda Kare Ke Meri Umar Bhi Tujhe Lag Jaaye "Anusha"
Tujhe Dekhte Hi Mere Jism Se Judi Har Cheez Machalti Hai,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Anushka
Guest
«Reply #13 on: July 02, 2006, 01:50:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "gum"
Log Kehte hai cigratte kyon pite ho,
Kya yeh pyaas bujhati hai ?
Gum ne kaha 'nahi dil mein hai kisi ke tasveer'
Jis ke yaadein faana nahi hoti hai,
Kambhakt kam usko toh jalati hai


Wah wah very very nice!

Agar roh kar bhulaai jati Yaadein..
to hasker Koi Ghum naa chupatay
Aasoon ke chelne ki Awaaz nahi hoti
Dil se kisi ki yaad nehi mitti..
Cigarret kya Sailab bhi nehi meta pai gi...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 02, 2006, 06:15:37 AM »
Reply with quote
Nice One Gum And Anushka,..

Cigrate Kyun Peeto Ho Tum Kisi Ko Bhoolaane Ke Liye,..
Cigrate Peene Se Yaaron Hamari Yaadein Bardh Jaati Hain,..
Ke Cigrate Smoking Is Injuries To Health,..
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 12:21:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.2 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer