Kia pata kab Zindagi

by FAREE on January 08, 2007, 06:45:52 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 991 times)
FAREE
Guest
Reply with quote








Kia pata kab zindagi se haath dho jaon ga main
Maut ki aaghosh main chup chaap so jaaon ga main

Aaj main betaab hoon, bechain hoon, bekhwaab hoon
Kal asgher ko tanhaai ka dukh de ke kho jaaon ga main

Jab talak zinda hoon rangon ke jahan se khel loon
Phir to ain rangeeniyon se door ho jaaon ga main

asgher bhulana bhi agar chaho to yeh mumkin na hoga
Apni yaadein teri palkon pe piro jaaon ga main

Kia bharosa zindagi ka, aik nazar to dekh lo Faree
Chand lamhon baad to bas khaak ho jaaon ga main








Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
<<<PATA HAI>>> by Ravinder in Shayri for Dard -e- Judai
PATA CHALA by anvesh in Shayri-E-Dard
Usko kya pata by chahat in SMS , mobile & JOKES
Pata hai&#8230; by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
pata laga-)) by aryan_mantri in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 09, 2007, 03:16:52 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Faree Bhaijaan,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 09, 2007, 03:18:10 PM »
Reply with quote
Zindagi Ki Raahon Mein Chalkar Dekha Hai Humne,..
Ki Zindagi Ko Haseen Banaa Ne Waala Bhi apna Hota hai,..
Aur Zindagi Ko Mitaane Waala Bhi Apna Hota hai,..
Logged
FAREE
Guest
«Reply #3 on: January 09, 2007, 08:29:02 PM »
Reply with quote



Thank You  




 &  Nice Work





Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 11, 2007, 01:53:16 PM »
Reply with quote
Shukran
Logged
FAREE
Guest
«Reply #5 on: January 12, 2007, 08:34:52 PM »
Reply with quote






Khaali hai mann aaj se,
Chahat khatam hai kab se,
Dil sambhal gaya hai mera,
Chehera bhulaa diya hai tera,
Jeena hai aaj ke liyain mujhe,
Yaadon main na dekhna hai tujhe,
Kuch bhi na paaya maine is raaste pe,
Nafrat hai mujhe aaj is Mohobbat se







Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: January 20, 2007, 02:42:48 AM »
Reply with quote
Usko mujhse kitna gila tha
Mere aur tumare beech
Itne log aajate hai
Bath nahi ho sakhti hai..

Mausam ki pahli barish main
Ruth ki pehli barfon main
Poore chand ki raaton main
Syaam ki mattham khushboo main
Subah ki neeli tandak main

Kitna bebas hoti lhu
Dil kitna dukh jata hai
Aaj mere aur unke beech
Koyee theesra aadmi nahi hai
Haath ki ek halki jumbhish se
Mujhse rabta ho sakhta hai
Lekin wo awaaz sune
Kitne mausam beeet gaye..

Mere liye bi unko bhulana
Itna mushkil nahi raha
Lekin, sacchi bath yahi hai
Lahjo aur awazo ke
Waise rang Nahi hai ab
Dhun toh wahi hai lekin
Dil, Hamara Nahi

Logged
FAREE
Guest
«Reply #7 on: January 20, 2007, 02:57:29 AM »
Reply with quote



Nice




Unki chahat ko apni mohabbat bana ke dekh
Unki hasi ko apne hoton se muskurakar dekh
Unke ashkon ko apni ankhon se girakar dekh
Unki bechainiyon ke apne dil main basa ker dekh
Ye mohabbat ek hasin tohfa hai ae dost
Kabhi mohabbat ko is tarah bhi nibhakar dekh



nm

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 11:44:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer