Mere Saath Hi Aisa Kyon Hota Hai?

by Devdas_online on July 06, 2005, 06:47:30 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 7319 times)
Devdas_online
Guest
Reply with quote
Aapki Baatein Sunane Ki Tammanna, Hume Aaj Bhi Hoti Hai,
Yeh Baat Aur Hai, Mere Saamne Aap Kisi Aur Ki Baatein Karti Hain

Aapki Aankhon Ko Dekhne Ki Tammanna, Hume Aaj Bhi Hoti Hai,
Yeh Baat Aur Hai, Un Aankhon Mein Kisi Aur Ki Surat Hoti Hai

Aapka Saath Paane Ka Armaan, Hume Aaj Bhi Hota Hai,
Yeh Baat Aur Hai, Aap Hamara Saaye Se Bhi Door Rehti Hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Saath Aisa Kyon?? by Devdas_online in Shayri-E-Dard
Mere Saath Yeh Na-Insafi Kyon by Devdas_online in Shayri-E-Dard
~~Aisa Kyon Hota Hai.....~~ by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Aisa dil mein hi kyon hota hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Hi Sath Aisa Kyu Hota Hai....S@M@N by Saman Firdaus in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
tamana
Guest
«Reply #1 on: July 09, 2005, 12:30:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
Aapki Baatein Sunane Ki Tammanna, Hume Aaj Bhi Hoti Hai,
Yeh Baat Aur Hai, Mere Saamne Aap Kisi Aur Ki Baatein Karti Hain

Aapki Aankhon Ko Dekhne Ki Tammanna, Hume Aaj Bhi Hoti Hai,
Yeh Baat Aur Hai, Un Aankhon Mein Kisi Aur Ki Surat Hoti Hai

Aapka Saath Paane Ka Armaan, Hume Aaj Bhi Hota Hai,
Yeh Baat Aur Hai, Aap Hamara Saaye Se Bhi Door Rehti Hain


bahut khoob
Logged
pandit
Guest
«Reply #2 on: July 09, 2005, 12:38:52 PM »
Reply with quote
bahut accha dev.............................................. ...............
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #3 on: August 20, 2005, 10:04:01 AM »
Reply with quote
whaa bohot accha

zindgi mein kbhi kbhi koi aata hai
jo zindgi ko badal jata hai

kabhi wo appna saa lagta hai
kabhi bewaayi kar jata hai
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #4 on: August 22, 2005, 12:38:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ghazal"
whaa bohot accha

zindgi mein kbhi kbhi koi aata hai
jo zindgi ko badal jata hai

kabhi wo appna saa lagta hai
kabhi bewaayi kar jata hai
:D



bahut achhe gazal

humne bhi gair ko apna kaha tha
unki kismat ka tara banna tha
leki usne apni kismat badal li
tod diya dil humara
jiske liye dhaddakta raha tha
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #5 on: August 24, 2005, 11:20:20 AM »
Reply with quote
thx jochahohojayein

app ney bhi bohot accha likha hai

dil kaa ka dard kya hai
deny wala nahi janta
dil ka dard wo hi samjhta hai
jisky dil ney wo dard mahsoos kiya hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 09:22:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer