mere TAKIYE pe jo tera ek BAAL reh gaya...!!

by ghayal_shayar on November 14, 2012, 04:51:38 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1394 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
wafa nahi,hume thodi si bewafaai chahiye,, aapke sung chand lamhon ki tahaai chahiye,, aapki yaadon ke sahare jeete hain hum,, par zinda rehne ko hume judaai chahiye....

bas thodi si bewafaai chahiye....................




Ishq ka namoona ye kamaal reh gaya.
Har ghazal me uska khayaal reh gaya.

Saaf kiye makdee ke jaale to bahut,
Bas ye mere jee ka janjaaal reh gaya.

Pyar ke sab rang to mitaa diye usne,
Sirf maang meN kuch laal reh gaya.

Laakh huiN bewafaaiyaaN, yahaaN,
Phir v mohabbat ka jamaal reh gaya.

Imtihaan-e-jeest me mujhse har baar,
Jawaab to kabhi koi sawaal reh gaya.

Ab dekh kar hi khush ho leta hooN main,
Mere takiye pe jo tera ek baal reh gaya.

Bahut badle maine v naam apne 'Taish'
Par dard ko mera pata khalyaal reh gaya.

14/11/12
Logged
mkv
Guest
«Reply #1 on: November 14, 2012, 04:57:52 PM »
Reply with quote
Bahut khoob ghayal jee
mere tkiye pe jo tera ek baal rah gaya...wah wah wah
Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #2 on: November 15, 2012, 12:37:26 AM »
Reply with quote
bahut khoob Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Aarish
Guest
«Reply #3 on: November 15, 2012, 01:45:39 AM »
Reply with quote
wafa nahi,hume thodi si bewafaai chahiye,, aapke sung chand lamhon ki tahaai chahiye,, aapki yaadon ke sahare jeete hain hum,, par zinda rehne ko hume judaai chahiye....

bas thodi si bewafaai chahiye....................




Ishq ka namoona ye kamaal reh gaya.
Har ghazal me uska khayaal reh gaya.

Saaf kiye makdee ke jaale to bahut,
Bas ye mere jee ka janjaaal reh gaya.

Pyar ke sab rang to mitaa diye usne,
Sirf maang meN kuch laal reh gaya.

Laakh huiN bewafaaiyaaN, yahaaN,
Phir v mohabbat ka jamaal reh gaya.

Imtihaan-e-jeest me mujhse har baar,
Jawaab to kabhi koi sawaal reh gaya.

Ab dekh kar hi khush ho leta hooN main,
Mere takiye pe jo tera ek baal reh gaya.

Bahut badle maine v naam apne 'Taish'
Par dard ko mera pata khalyaal reh gaya.

14/11/12

taish jee kya umda ghazal kahi hai,

Ab dekh kar hi khush ho leta hooN main,

Mere takiye pe jo tera ek baal reh gaya.

is shair ka to jawab nahi hai, daaad qubool kareN

Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #4 on: November 15, 2012, 04:57:11 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah Wah Wah Behad Shandaar Zabardast Creation Ghayal Sahab ........
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #5 on: November 15, 2012, 06:18:01 AM »
Reply with quote
Bahut khoob ghayal jee
mere tkiye pe jo tera ek baal rah gaya...wah wah wah
Applause Applause

MKV ji, humari khushnaseebi ki aapko ye adni si peshkash pasand ayi, bas yuNhi aap aage v hausla afzaayi karte raheN...
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: November 15, 2012, 09:02:02 AM »
Reply with quote
achi  ghazal  hai  Taish  ji  . Bahut  mubarakaad . Hasan
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: November 15, 2012, 11:44:36 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
wonderful
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #8 on: November 15, 2012, 04:39:34 PM »
Reply with quote
taish jee kya umda ghazal kahi hai,

Ab dekh kar hi khush ho leta hooN main,

Mere takiye pe jo tera ek baal reh gaya.

is shair ka to jawab nahi hai, daaad qubool kareN



aarish sahab, aapki tareef, maayne rakhti hai, jaan kar bahut khushi hui ki aapko vo sher aur usska khayal pasand aaya, bas yuNhi saath dete rahiye... Usual Smile Usual Smile
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #9 on: November 15, 2012, 05:47:34 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 34 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #10 on: November 15, 2012, 05:49:49 PM »
Reply with quote
wafa nahi,hume thodi si bewafaai chahiye,, aapke sung chand lamhon ki tahaai chahiye,, aapki yaadon ke sahare jeete hain hum,, par zinda rehne ko hume judaai chahiye....

bas thodi si bewafaai chahiye....................




Ishq ka namoona ye kamaal reh gaya.
Har ghazal me uska khayaal reh gaya.

Saaf kiye makdee ke jaale to bahut,
Bas ye mere jee ka janjaaal reh gaya.

Pyar ke sab rang to mitaa diye usne,
Sirf maang meN kuch laal reh gaya.

Laakh huiN bewafaaiyaaN, yahaaN,
Phir v mohabbat ka jamaal reh gaya.

Imtihaan-e-jeest me mujhse har baar,
Jawaab to kabhi koi sawaal reh gaya.

Ab dekh kar hi khush ho leta hooN main,
Mere takiye pe jo tera ek baal reh gaya.

Bahut badle maine v naam apne 'Taish'
Par dard ko mera pata khalyaal reh gaya.

14/11/12

NICE
Logged
prashad
Guest
«Reply #11 on: November 16, 2012, 12:42:05 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #12 on: November 16, 2012, 02:04:10 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah Wah Wah Behad Shandaar Zabardast Creation Ghayal Sahab ........

Bahut bahut shukriya kaushal ji, bas aap yuNhi saath dete raheN to hum aage v yuNhi likhte rehne ki kosish karte raheNge...
Logged
suman59
Guest
«Reply #13 on: November 16, 2012, 02:10:00 AM »
Reply with quote
wafa nahi,hume thodi si bewafaai chahiye,, aapke sung chand lamhon ki tahaai chahiye,, aapki yaadon ke sahare jeete hain hum,, par zinda rehne ko hume judaai chahiye....

bas thodi si bewafaai chahiye....................




Ishq ka namoona ye kamaal reh gaya.
Har ghazal me uska khayaal reh gaya.

Saaf kiye makdee ke jaale to bahut,
Bas ye mere jee ka janjaaal reh gaya.


Pyar ke sab rang to mitaa diye usne,
Sirf maang meN kuch laal reh gaya.

Laakh huiN bewafaaiyaaN, yahaaN,
Phir v mohabbat ka jamaal reh gaya.

Imtihaan-e-jeest me mujhse har baar,
Jawaab to kabhi koi sawaal reh gaya.

Ab dekh kar hi khush ho leta hooN main,
Mere takiye pe jo tera ek baal reh gaya.

Bahut badle maine v naam apne 'Taish'
Par dard ko mera pata khalyaal reh gaya.

14/11/12


Excellant  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Taish jee first four lines bahut hi umda ... good good very good  Applause Applause
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #14 on: November 16, 2012, 03:16:47 PM »
Reply with quote
achi  ghazal  hai  Taish  ji  . Bahut  mubarakaad . Hasan

bahut bahut shukriya hasan sahab, bas yuNhi hausla afzaayi karte raheN...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 08:31:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer