pyaar ki kashti

by Ghazal on June 24, 2005, 12:59:05 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1005 times)
Ghazal
Guest
Reply with quote
pyaar ki kashti per sawar
hoky chala ye dil bekarar

manzil pany ki khushi itni thi beshumaar
yaad nahi tha appna gher baar

thaam kar zindgi ki patwaar
chal diya leke phoolo ki bahar

jana nahi tha ki kya hai ya pyaar
fer bhi tha na jany kyu ye dil bekarar

naa kuch khony kaa derr tha na
kuch paany ka etbaar

par aaya ek tufaan
lay gaya dil ka har aarmaan

abb hum hai or wo tufaan
naa zaami hai naa aasman

abb hum hai or ya zaalim jaahan
yahi hai iss dil ki daastaan
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DOOBTI KASHTI by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
kashti by aryan_mantri in Shairi - E - Zindagi
kashti by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
!!!!....Kashti-e-Saagar....!!!! by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jahan Pyaar Hi Kashti Ho, Pyaar Hi Kinaara Ho !! by deepika_divya in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
shakeel_saif
Guest
«Reply #1 on: June 25, 2005, 12:36:25 AM »
Reply with quote
us se karta tha main pyaar beshumaar
us ne kiye dil ke tukde hazaar

is tufaan ne kashmakash mein dal diya hai
na jeene deta hai aur na marne diya hai

hum to phas chuke hai is tufaan mein
ghamon ki is gulistan mein

yahan ki har fiza yehi kehti hai
woh dekho, deewana ja raha hai
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #2 on: June 25, 2005, 08:47:06 AM »
Reply with quote
nice shakeel
deewana deewana ye zamana kah reha hai
per iss deewaane ki daastaan nahi suun reha

iss tufaan ney pohochaya hame yaha
naa jany or jana hai humko kaha

iss kashti ko behne do issi terha
kahi too hogi manzil yaha ya waha
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: April 09, 2010, 07:15:00 AM »
Reply with quote
pyaar ki kashti per sawar
hoky chala ye dil bekarar

manzil pany ki khushi itni thi beshumaar
yaad nahi tha appna gher baar

thaam kar zindgi ki patwaar
chal diya leke phoolo ki bahar

jana nahi tha ki kya hai ya pyaar
fer bhi tha na jany kyu ye dil bekarar

naa kuch khony kaa derr tha na
kuch paany ka etbaar

par aaya ek tufaan
lay gaya dil ka har aarmaan

abb hum hai or wo tufaan
naa zaami hai naa aasman

abb hum hai or ya zaalim jaahan
yahi hai iss dil ki daastaan

Good one Ghazal Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 02:57:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer