PYAR MEH THOKAR

by jasbirsingh on December 04, 2008, 12:20:19 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2950 times)
jasbirsingh
Guest
Reply with quote



HUMKOH TAZURBOH SEY YEH BAAT SAMAJ AAYI HAI
JISKA BHI HOTA HAI SONEY JAISA DIL
USI NEY HAMESHA PYAR MEH THOKAR KHAYI HAI

APNEY PYAAR KI DAASTAAN MEHFILOH MEH NAA RAKH
JUDA HOKAR BHI USKA NAAM PARDEY MEH RAKH
SHAYED ISI LIYE TU HARJAI HAI
JISKA BHI HOTA HAI SONEY JAISA DIL
USI NEY HAMESHA PYAR MEH THOKAR KHAYI HAI


KAATOH MEH REHTEY HUYE BHI PYAR KOH JINDA RAKH
BARBAAD MOHABBAT KOH BHI HAR PAL JINDA RAKH
SHAYED TERE HI PYAR MEH KOI RUSWAYI HAI
JISKA BHI HOTA HAI SONEY JAISA DIL
USI NEY HAMESHA PYAR MEH THOKAR KHAYI HAI




JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Thokar~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
KACCHI DEEWAAR HOON THOKAR NA LAGANA MUJHKO... by pandit in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 5 6 »
Pyar vich thokar.. by preet.shayari in Pain in Love : Punjabi poetry
thokar by jeet jainam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
thokar by mauj in Miscellaneous Shayri
saloni bharani
Guest
«Reply #1 on: December 04, 2008, 01:35:09 PM »
Reply with quote
bahut khoob jasbir ji
sach likha ha sach main jiska bhi sona jaisa dil hota hain usna pyar main ruswai hi milti hain'
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: December 04, 2008, 01:49:50 PM »
Reply with quote
Hanji Saloni

yehi har pyar ka kiss hai
joh toot ta hai pyar meh
wohi doobta hai dard meh

Soney key dil sey hi pyar hota hai
Soney ka dil hi jaldi toot ta hai



Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 04, 2008, 09:14:19 PM »
Reply with quote
Wonderful Jas Ji aur Saloni Ji

Sone ka dil ko tutna nahi chahiye tha
Sona to sab se mazboot dhatu hota hai
Woh dil sona jaisa tha is liye ruswai mili
Sheeshe ka raha hoga is liye tooti hai

Pyaar mein thokar anjaan hi khate hai
Dil bechara yun hi badnaam hota hai
Sone jaisa dil ko yun sone ki samajh li
Yaad rahe har chamakti cheez sona nahi hoti
Logged
Deepati
Guest
«Reply #4 on: December 04, 2008, 10:46:18 PM »
Reply with quote



HUMKOH TAZURBOH SEY YEH BAAT SAMAJ AAYI HAI
JISKA BHI HOTA HAI SONEY JAISA DIL
USI NEY HAMESHA PYAR MEH THOKAR KHAYI HAI

APNEY PYAAR KI DAASTAAN MEHFILOH MEH NAA RAKH
JUDA HOKAR BHI USKA NAAM PARDEY MEH RAKH
SHAYED ISI LIYE TU HARJAI HAI
JISKA BHI HOTA HAI SONEY JAISA DIL
USI NEY HAMESHA PYAR MEH THOKAR KHAYI HAI


KAATOH MEH REHTEY HUYE BHI PYAR KOH JINDA RAKH
BARBAAD MOHABBAT KOH BHI HAR PAL JINDA RAKH
SHAYED TERE HI PYAR MEH KOI RUSWAYI HAI
JISKA BHI HOTA HAI SONEY JAISA DIL
USI NEY HAMESHA PYAR MEH THOKAR KHAYI HAI




JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Bahut achcha likhte hain aap... pasand aaya  Usual Smile
Logged
Deepati
Guest
«Reply #5 on: December 04, 2008, 10:50:19 PM »
Reply with quote
Wonderful Jas Ji aur Saloni Ji

Sone ka dil ko tutna nahi chahiye tha
Sona to sab se mazboot dhatu hota hai
Woh dil sona jaisa tha is liye ruswai mili
Sheeshe ka raha hoga is liye tooti hai

Pyaar mein thokar anjaan hi khate hai
Dil bechara yun hi badnaam hota hai
Sone jaisa dil ko yun sone ki samajh li
Yaad rahe har chamakti cheez sona nahi hoti


Very nice, Rajesh Ji  Usual Smile
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: December 04, 2008, 11:57:23 PM »
Reply with quote
Thanks Deepati Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: December 05, 2008, 11:01:14 AM »
Reply with quote
Wonderful Jas Ji aur Saloni Ji

Sone ka dil ko tutna nahi chahiye tha
Sona to sab se mazboot dhatu hota hai
Woh dil sona jaisa tha is liye ruswai mili
Sheeshe ka raha hoga is liye tooti hai

Pyaar mein thokar anjaan hi khate hai
Dil bechara yun hi badnaam hota hai
Sone jaisa dil ko yun sone ki samajh li
Yaad rahe har chamakti cheez sona nahi hoti



Thanks Rajesh


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: December 05, 2008, 11:01:54 AM »
Reply with quote
Bahut achcha likhte hain aap neh JASBIR... pasand aaya  Usual Smile


Thanks Deepati


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 07, 2008, 01:38:20 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Khoob,.
Doston,.

Nice Onhe Jasbir Ji,.
Rajesh Ji,.

Aap Dono Ne To Kamaal Kar Diya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: December 07, 2008, 01:45:44 PM »
Reply with quote
Wo Dekho, Jalaa Ghar Kisi Ka,.
Ye Toote Hain Kisike Sitaare,.

Wo Kismat Hasi, Aur Aise Hasi,.
Ke Rone Lage Gham Ke Maare,.

Gaya Jaise Jhonka Hawaa Ka,.
Hamaari Khushi Ka Zamaana,.
Diye Humko Kismat Ne Aansoon,.
Jab Aaya Hume Muskuraana,.

Bina Humsafar, Hai Sooni Dagar,.
Kidhar Jaaye Hum Besahaare,.

Hain Raahein Katheen, Door Manzil,.
Ye Chaaya Hai Kaisa Andhera,.
Ke Ab Chaand Suraj, Bhi Milkar,.
Nahi Kar Sakeinge Sawera,.

Ghataa Chaayegi, Bahaar Aayegi,.
Na Ayenge Wo Din Hamaare,.

Idhar Ro Rahi Hain, Ye Aankhein,.
Udhar Aasmaan Ro Raha Hai,.
Mujhe Karke Barbaad Zaalim,.
Pashemaan Ab Ho Raha Hai,.

Ye Barkha Kabhi Na Kabhi, Ruk Jaayegi,.
Rukenge Na Aasoon Hamaare,.

_______________-NM-






 


Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #11 on: December 07, 2008, 05:05:36 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Khoob,.
Doston,.

Nice Onhe Jasbir Ji,.
Rajesh Ji,.

Aap Dono Ne To Kamaal Kar Diya,.

Thanks Jahanasheen


Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: December 07, 2008, 05:16:02 PM »
Reply with quote
Wo Dekho, Jalaa Ghar Kisi Ka,.
Ye Toote Hain Kisike Sitaare,.

Wo Kismat Hasi, Aur Aise Hasi,.
Ke Rone Lage Gham Ke Maare,.

Gaya Jaise Jhonka Hawaa Ka,.
Hamaari Khushi Ka Zamaana,.
Diye Humko Kismat Ne Aansoon,.
Jab Aaya Hume Muskuraana,.

Bina Humsafar, Hai Sooni Dagar,.
Kidhar Jaaye Hum Besahaare,.

Hain Raahein Katheen, Door Manzil,.
Ye Chaaya Hai Kaisa Andhera,.
Ke Ab Chaand Suraj, Bhi Milkar,.
Nahi Kar Sakeinge Sawera,.

Ghataa Chaayegi, Bahaar Aayegi,.
Na Ayenge Wo Din Hamaare,.

Idhar Ro Rahi Hain, Ye Aankhein,.
Udhar Aasmaan Ro Raha Hai,.
Mujhe Karke Barbaad Zaalim,.
Pashemaan Ab Ho Raha Hai,.

Ye Barkha Kabhi Na Kabhi, Ruk Jaayegi,.
Rukenge Na Aasoon Hamaare,.

_______________-NM-






 



Nice sharing Jaanasheen Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: December 07, 2008, 05:26:23 PM »
Reply with quote
Wo Dekho, Jalaa Ghar Kisi Ka,.
Ye Toote Hain Kisike Sitaare,.

Wo Kismat Hasi, Aur Aise Hasi,.
Ke Rone Lage Gham Ke Maare,.

Gaya Jaise Jhonka Hawaa Ka,.
Hamaari Khushi Ka Zamaana,.
Diye Humko Kismat Ne Aansoon,.
Jab Aaya Hume Muskuraana,.

Bina Humsafar, Hai Sooni Dagar,.
Kidhar Jaaye Hum Besahaare,.

Hain Raahein Katheen, Door Manzil,.
Ye Chaaya Hai Kaisa Andhera,.
Ke Ab Chaand Suraj, Bhi Milkar,.
Nahi Kar Sakeinge Sawera,.

Ghataa Chaayegi, Bahaar Aayegi,.
Na Ayenge Wo Din Hamaare,.

Idhar Ro Rahi Hain, Ye Aankhein,.
Udhar Aasmaan Ro Raha Hai,.
Mujhe Karke Barbaad Zaalim,.
Pashemaan Ab Ho Raha Hai,.

Ye Barkha Kabhi Na Kabhi, Ruk Jaayegi,.
Rukenge Na Aasoon Hamaare,.

_______________-NM-






 





bahut hi pyara likha jahansheen


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: December 10, 2008, 04:10:32 PM »
Reply with quote
AASOO OH KOH ABB YEH BAAT SAMAJ AAYI HAI
PYAR MEH THOKAR KHA KAR KU AAKHEY BHAR AAYI HAI

CHEHREY KOH ABB YEH BAAT SAMAJ AAYI HAI
PYAR MEH THOKAR KHA KAR KU RONAK GAWAYI HAI

HOTOH KOH ABB YEH BAAT SAMAJ AAYI HAI
PYAR MEH THOKAR KHA KAR KU YEH LALI UDAYI HAI

HAATOH KOH ABB YEH BAAT SAMAJ AAYI HAI
PYAR MEH THOKAR KHA KAR KU YEH LIPTEY RAJAI HAI



oh i just cant write more, i m laughing over it now .......



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 09:00:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer