Ro Padoge Tum Bhi,.

by Jaanasheen on February 02, 2009, 10:33:37 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1511 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Aaj Bhula Diya Maine Tujhe Zamaane Ke Baad,.
Jab Tune Muskura Diya Mera Dil Jalaane Ke Baad,.

Tune Basa Liya Ghar Roshni Ke Sheher Mein,.
Mujhe Andheri Raahon Mein Le Jaane Ke Baad,.

Teri Ek Khushi Ke Liye Maine Duniya Bhar Ke Gham Sahe,.
Aaj Tu Khush Hai Mujhe Mitaane Ke Baad,.

Mere Pyaar Ko Tune Samjha Nahi Kabhi,.
Dekhna Ek Din Pachtaogi Mujhe Thukraane Ke Baad,.

Tumhare Saath Milkar Logon Ne Bhi Mujhpe Sitaam Dhaaye,.
Aur Aaj Sab Ro Rahe Hain Mujhe Aazmaane Ke Baad,.

Aaj Mere Halat Par Tum Hans Rahe Ho, Lekin,.
Ek Din Ro Padoge Tum Bhi Muskuraane Ke Baad,.

__________________________-Jaanasheen-

Logged
Asghr
Guest
«Reply #1 on: February 02, 2009, 10:46:04 PM »
Reply with quote
lovely poetry pyare bhai, vazan,behr,radeef,kafia, and takhyel all beautiuly joined together.asghr Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 02, 2009, 11:04:37 PM »
Reply with quote
lovely poetry pyare bhai, vazan,behr,radeef,kafia, and takhyel all beautiuly joined together.asghr Applause Applause Applause Applause

Shukriya Ashgr Bhaijaan,.
THank U,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: February 03, 2009, 03:50:27 AM »
Reply with quote
 Applause Applause

Wah BhaiJaan Bohat Khoob...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 03, 2009, 08:38:52 AM »
Reply with quote
Shukriya Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 03, 2009, 08:51:13 AM »
Reply with quote
wow mere bhai jitni tareef karu kam hai
bohat hi khoob keep it up.



Har Pal Yun Jhutha Muskuraana Mushqil Bhi Kitna Tha
Zara Sa Raahat.e.Dil Ko Dard Ko Dil Mein Basa Liya




Shukriya Majid Bhai, Aapne Bhi Bohat Achchi Lines Likhi Hai..

Teri Muskurahaat Se Mujhe Ehsaas Ye Hua,.
Jo Dard Hai Tere, Uske Liye Ye Muskaan Kaafi Nahi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: February 03, 2009, 10:00:09 AM »
Reply with quote
Shukariya Bhai Good One

Dil Ne Ik Soch Banayii Thi Ki Woh Hi Ek Mera Hai
Baad Mein Pata Chala Shihab Tu Kitna Galat Tha

Great Lines Again Bhai,.

Kaun Deta Hai Umar Bhar Ka Saath "Faraaz,.
Log To Janaaze Pe Bhi Kaandhe Badal Kar Saath Dete Hain,.

_________________________-Ahmed Faraaz-



Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: February 03, 2009, 10:40:31 AM »
Reply with quote
Baad mere woh ta Umr yu nazar aaya
Mano meri maut ki tasweer woh lage

                 -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: February 03, 2009, 10:44:33 AM »
Reply with quote
Baad mere woh ta Umr yu nazar aaya
Mano meri maut ki tasweer woh lage

                 -SG-


Waah Waah Kya Baat Kahi Hai, Bohat Hi Badhiya Hai Bhai,.
Logged
Aroob
Guest
«Reply #9 on: February 03, 2009, 03:12:47 PM »
Reply with quote
 tearyeyed

Boht khoob, aapne to waakye hume rulaa diya.
"ishq karne ke bhi adaab hote hai
 jaagti aankho mein bhi khuwaab hote hai
 har koi ro ke dikhaaye ye zaroori to nahi
 khushk aankho me bhi sailaab hote hai"
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #10 on: February 03, 2009, 03:17:57 PM »
Reply with quote
Aaj Bhula Diya Maine Tujhe Zamaane Ke Baad,.
Jab Tune Muskura Diya Mera Dil Jalaane Ke Baad,.

Tune Basa Liya Ghar Roshni Ke Sheher Mein,.
Mujhe Andheri Raahon Mein Le Jaane Ke Baad,.

Teri Ek Khushi Ke Liye Maine Duniya Bhar Ke Gham Sahe,.
Aaj Tu Khush Hai Mujhe Mitaane Ke Baad,.

Mere Pyaar Ko Tune Samjha Nahi Kabhi,.
Dekhna Ek Din Pachtaogi Mujhe Thukraane Ke Baad,.

Tumhare Saath Milkar Logon Ne Bhi Mujhpe Sitaam Dhaaye,.
Aur Aaj Sab Ro Rahe Hain Mujhe Aazmaane Ke Baad,.

Aaj Mere Halat Par Tum Hans Rahe Ho, Lekin,.
Ek Din Ro Padoge Tum Bhi Muskuraane Ke Baad,.

__________________________-Jaanasheen-



Bahoth bahoth badiya azeem aur sajid sahab kya kahene apke bhi shihab sahab hamesha ki tarah zabardast !! Allah sub ko khush rakhe !! Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 03, 2009, 03:19:35 PM »
Reply with quote
tearyeyed

Boht khoob, aapne to waakye hume rulaa diya.
"ishq karne ke bhi adaab hote hai
 jaagti aankho mein bhi khuwaab hote hai
 har koi ro ke dikhaaye ye zaroori to nahi
 khushk aankho me bhi sailaab hote hai"


Shukriya Aroob Ji,.
And Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 03, 2009, 03:22:14 PM »
Reply with quote
Bahoth bahoth badiya azeem aur sajid sahab kya kahene apke bhi shihab sahab hamesha ki tarah zabardast !! Allah sub ko khush rakhe !! Ameen !!

Qadeer Toopchi

Shukriya Qadeer Bhaiya,.

Thank You,.

Logged
deewaani
Guest
«Reply #13 on: February 03, 2009, 04:23:43 PM »
Reply with quote
inshaAllaah woh zaroor roye gain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: February 03, 2009, 04:26:52 PM »
Reply with quote
inshaAllaah woh zaroor roye gain

Are yaar Achchi Duaa Do,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 10:46:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.288 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer