waqt

by jochahohojayein on May 08, 2005, 03:00:42 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1408 times)
jochahohojayein
Guest
Reply with quote
waqt ke is mod pe kesa waqt aaaya
zakhma is dil ka jabaan pe aaya
na rote the hum kanto ki chubhan se
aaj ro pade hum phulo ki chubhan se
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
waqt by ilu in Shayri-E-Dard
waqt by sandeepika in Ghazals
WAQT AUR ZINDAGI by sandeepika in Shairi - E - Zindagi
waqt aaj yeh kis mukaam .................. by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Jindagii se hammne waqt be-waqt unka saath manga........... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meena
Guest
«Reply #1 on: May 08, 2005, 03:11:31 PM »
Reply with quote
nice!!

har chamakti cheez sona nahin hoti,
anjam hota ha ikabhi woh jiski soch hi nahin hoti!!
Logged
anand_ajanta
Guest
«Reply #2 on: May 09, 2005, 08:41:21 AM »
Reply with quote
waqt hi meelata hai
waqt hi bichhadata hai

waqt hi banata hai
waqt hi mittata hai

chhot waqt ne di hai
to marham bhi WAQT HI DEGA
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #3 on: May 09, 2005, 09:26:14 AM »
Reply with quote
jise toofan hila na saka, use hawa ke ek jhoken ne hila diya,
kuch aisa hi hua, jab meri taqdeer ne mujhe us zalim se mila diya
Logged
Meena
Guest
«Reply #4 on: May 09, 2005, 04:22:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
jise toofan hila na saka, use hawa ke ek jhoken ne hila diya,
kuch aisa hi hua, jab meri taqdeer ne mujhe us zalim se mila diya


beautiful!! Usual Smile
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #5 on: May 09, 2005, 06:12:06 PM »
Reply with quote
nice all...........!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
awais
Guest
«Reply #6 on: May 09, 2005, 06:15:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
jise toofan hila na saka, use hawa ke ek jhoken ne hila diya,
kuch aisa hi hua, jab meri taqdeer ne mujhe us zalim se mila diya

Excellent devdas ji
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #7 on: May 11, 2005, 07:47:05 AM »
Reply with quote
waqt is mod pe le aya
ki shama bhi sath chhod gayee
asma ke taro ka hi sahara tha
ki kali andheri raat ho gayee
Logged
Ajnabee Anjana
Guest
«Reply #8 on: May 11, 2005, 11:29:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "jochahohojayein"
waqt is mod pe le aya
ki shama bhi sath chhod gayee
asma ke taro ka hi sahara tha
ki kali andheri raat ho gayee


Nice shayri

Waqt ka Keya hai
Waqt to Badal hi jana Hai
Har Sham Ke Bat
Subha Ne Hi Ana Hai

Hume kya Malum Tha Ke Waqt Kam Hojana Hai
Millke Tumne Humse Bichar Hi Jana Hai
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #9 on: May 12, 2005, 07:23:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ajnabee Anjana"
Quote from: "jochahohojayein"
waqt is mod pe le aya
ki shama bhi sath chhod gayee
asma ke taro ka hi sahara tha
ki kali andheri raat ho gayee


Nice shayri

Waqt ka Keya hai
Waqt to Badal hi jana Hai
Har Sham Ke Bat
Subha Ne Hi Ana Hai

Hume kya Malum Tha Ke Waqt Kam Hojana Hai
Millke Tumne Humse Bichar Hi Jana Hai




waah bahutr acche anjana ji
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #10 on: May 12, 2005, 12:36:42 PM »
Reply with quote
sitam waqt kuch yun kar gaya
na hui khabar na hi pata chala
unko banakar mera meet
aaj mujhko use juda kar chala

jo na thakte lab unke kaseede padhne me
aaj woh unko rook na sake
zubaan par unka hi naam hota tha
aaj unka naam bhi na le sake

zamane ne dekha hume hanste hue
aaj tarste hai apne bhi ek muskaan ke liye
band annko se bhi wohhi dikhte the
aaj tarpte hai ek pal ki neend ke liye.
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #11 on: May 13, 2005, 11:44:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
sitam waqt kuch yun kar gaya
na hui khabar na hi pata chala
unko banakar mera meet
aaj mujhko use juda kar chala

jo na thakte lab unke kaseede padhne me
aaj woh unko rook na sake
zubaan par unka hi naam hota tha
aaj unka naam bhi na le sake

zamane ne dekha hume hanste hue
aaj tarste hai apne bhi ek muskaan ke liye
band annko se bhi wohhi dikhte the
aaj tarpte hai ek pal ki neend ke liye.










wah bahut acche

hum ro bhi na sake unka naam leke
labo pe hansi aur ankho me anso liye
naam unka lena chahti thi jaban lekin
unki ruksai ne dil ko rok liya
Logged
anand_ajanta
Guest
«Reply #12 on: May 14, 2005, 07:14:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ajnabee Anjana"
Quote from: "jochahohojayein"
waqt is mod pe le aya
ki shama bhi sath chhod gayee
asma ke taro ka hi sahara tha
ki kali andheri raat ho gayee


Nice shayri

Waqt ka Keya hai
Waqt to Badal hi jana Hai
Har Sham Ke Bat
Subha Ne Hi Ana Hai

Hume kya Malum Tha Ke Waqt Kam Hojana Hai
Millke Tumne Humse Bichar Hi Jana Hai




hello sandhaya
very nice
waqt badal jate hai
par waqt o badala nahi jata
tute dil jud jate hai
par nisha reh jate hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 08:54:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.199 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer