Zindagi ne toh har shaam azmaaya mujhey

by Fouad on August 12, 2007, 07:29:41 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 955 times)
Fouad
Guest
Reply with quote


zindagi ne toh har shaam azmaaya mujhey
taweel raaton main bahut tu yaad aya mujhey

din bhar in ujaaloun ney pareshaan kiye rakha
aur andheroun ney subah tak satayaa mujhey

merey tamaam tar khwaab khusboo ban gaye
is kadar pyaar sey hai kis ney jagaaya mujhey

baazi-e-wafaa main ussey shikast dey gaya
main ney rekha yaad,usney bhulaya mujhey

kahin bhi na mila mujhey is kaiynaat main
woh sukoon jou sajdoun ney dilayaa mujhey

main apnoun ko pukaarney main laga tha kay
ek ghair ne aakar seeney sey lagaya mujhey

raastey kehtey hain na lautanaa palat kay un ko
tu dekh toh zara tu ney kis mour pey bulaya mujhey

Fouad merey qaatil kay is hunar ka jawaab hi nahi
main ek pathar pey lakeer tha,kaise mitaya mujhey
[/u]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ye zindagi to koi bad-dua lagey hai mujhey.....! by sharmaarunkumar in Ghazals
dostoN mujhey zindagi ki dua na do...... by HumTum in Shayri-E-Dard
mujhey zindagi ki dua na do by amber ali in Shayri-E-Dard
Zindagi ki shaam dhal rahi hai by saahill in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
azmaaya hua(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sahiba Zehra
Guest
«Reply #1 on: August 12, 2007, 03:39:25 PM »
Reply with quote
again

Faoud ji bohot acha

likhte rahiye aur hume chaukate rahi itne ache nazme likh kar

:D :D :D
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: August 13, 2007, 02:37:53 AM »
Reply with quote
Quote from: "Fouad"


zindagi ne toh har shaam azmaaya mujhey
taweel raaton main bahut tu yaad aya mujhey

din bhar in ujaaloun ney pareshaan kiye rakha
aur andheroun ney subah tak satayaa mujhey

merey tamaam tar khwaab khusboo ban gaye
is kadar pyaar sey hai kis ney jagaaya mujhey

baazi-e-wafaa main ussey shikast dey gaya
main ney rekha yaad,usney bhulaya mujhey

kahin bhi na mila mujhey is kaiynaat main
woh sukoon jou sajdoun ney dilayaa mujhey

main apnoun ko pukaarney main laga tha kay
ek ghair ne aakar seeney sey lagaya mujhey

raastey kehtey hain na lautanaa palat kay un ko
tu dekh toh zara tu ney kis mour pey bulaya mujhey

Fouad merey qaatil kay is hunar ka jawaab hi nahi
main ek pathar pey lakeer tha,kaise mitaya mujhey
[/u]


superb... Fouad ji...  =D>  =D>
Good going... keep up
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 04:40:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer