AAJ WOH TANHA HAI ..................

by Arifa on January 21, 2005, 10:13:15 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1974 times)
Arifa
Guest
Reply with quote
TERI YAADOO MEIN JAAB ULHJTA HAI
LOG HASTAY HAIN AUR WOH ROTA HAI
HUM KINARAY HAIN IS NADI KAY DO
AAG KA DARIYEA JIS MEIN BAHTA HAI
PHIR BHI WOH MERA NAAM LEYTA HAI
MERAY JANAY SE AB YE HALAT HAI
BETHA TANHA WOH HATH MALTA HAI
AAJ WOH NAZ TANHA TANHA SA
BETAY LAMHOO KO YAAD KARTA HAI
Logged
nikki
Guest
«Reply #1 on: January 21, 2005, 11:49:06 PM »
Reply with quote
too good Arifa !!!

yadoon ke sahare ji lenge
tu kahe to aansoo bhi pi lenge
tuzhe kabool ho ke na ho
teri ek jhalak dekh kar hi ji lenge
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: January 22, 2005, 05:19:26 PM »
Reply with quote
wahhhhhhhh arifa sisssss i really love ur poems!!!!!! superrr!!

very nice nikki!!!!!!!!!!!! gud gud!

 :D
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #3 on: January 22, 2005, 05:58:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
yadoon ke sahare ji lenge
tu kahe to aansoo bhi pi lenge
tuzhe kabool ho ke na ho
teri ek jhalak dekh kar hi ji lenge


 Usual Smile
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: January 22, 2005, 06:33:43 PM »
Reply with quote
thanx all of u ...

ajj woh tanha hai to mujhe yaad karta hai
beeti baato ko soch kar dum bharta hai
us pal agar bataya hota....to yun ta na tarafta yeh dil...
sach mein agar pyaar hai to kabhi aitbaar to kar
paas bula ke kabhi izhaar to kar...
kasam khuda ki main koi gair nahi
pyaar se mujhe bhi koi bair nahi  

yun ta na situm hum pe dhayie
woh dhai akshar pyar ke hume bhi to sunayie.......
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: January 22, 2005, 07:13:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
thanx all of you ...

ajj woh tanha hai to mujhe yaad karta hai
beeti baato ko soch kar dum bharta hai
us pal agar bataya hota....to yun ta na tarafta yeh dil...
sach mein agar pyaar hai to kabhi aitbaar to kar
paas bula ke kabhi izhaar to kar...
kasam khuda ki main koi gair nahi
pyaar se mujhe bhi koi bair nahi  

yun ta na situm hum pe dhayie
woh dhai akshar pyar ke hume bhi to sunayie.......


wah nikki ji..
kya pata tha use ki hai pyaar me tu bhi deewani,
warna kasam khusa ki barbaad na hoti uski zindgaani,
ab bahut deer ho chuki hai to uska khayal aaya tujhe,
ab bas yaad kar uski baatein puraani. :oops:
ab bahut deer ho chuki hai
Logged
Arifa
Guest
«Reply #6 on: January 22, 2005, 07:19:04 PM »
Reply with quote
thanks
Logged
Arifa
Guest
«Reply #7 on: January 22, 2005, 07:24:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
thanx all of you ...

ajj woh tanha hai to mujhe yaad karta hai
beeti baato ko soch kar dum bharta hai
us pal agar bataya hota....to yun ta na tarafta yeh dil...
sach mein agar pyaar hai to kabhi aitbaar to kar
paas bula ke kabhi izhaar to kar...
kasam khuda ki main koi gair nahi
pyaar se mujhe bhi koi bair nahi  

yun ta na situm hum pe dhayie
woh dhai akshar pyar ke hume bhi to sunayie.......



too good NIKKI...........


umer guzri tou ye raaz khula kay koi
lahk tanha ho mar nahi jata
Logged
nikki
Guest
«Reply #8 on: January 22, 2005, 07:34:06 PM »
Reply with quote
thanx Pandit ....

galti na meri thi na uski
fir bhi hume judayia mili
pyaar shuru bhi na hone paya tha ki ruswaia mili


jub dil jal raha hai to shuma jalane ki jaroorat hi nahi...
teri yaad ka sahara hai to tere aane ki jaroorat hi nahi..............IS ITTHAT LATE?
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: January 22, 2005, 07:35:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
Quote from: "nikki"
thanx all of you ...

ajj woh tanha hai to mujhe yaad karta hai
beeti baato ko soch kar dum bharta hai
us pal agar bataya hota....to yun ta na tarafta yeh dil...
sach mein agar pyaar hai to kabhi aitbaar to kar
paas bula ke kabhi izhaar to kar...
kasam khuda ki main koi gair nahi
pyaar se mujhe bhi koi bair nahi  

yun ta na situm hum pe dhayie
woh dhai akshar pyar ke hume bhi to sunayie.......



too good NIKKI...........


umer guzri tou ye raaz khula kay koi
lahk tanha ho mar nahi jata


gud one,,,nikkiji..
bejaan si zindagi me,
teri bewafai ka sahara hai.
tu mujhe bhool gayee to gum nahi ,
dukh is baat ka hai ki ro-ro k bhulaaya hoga. :?
Logged
nikki
Guest
«Reply #10 on: January 22, 2005, 07:48:45 PM »
Reply with quote
thanx pandit ji  n Arifa

roi to bahut... magar bhula nahi payi
yeh kismat ka khel tha jo hume mile gum-o-judai

is baat se khafa nahi hun ki tujhse zuda hun...
gum is baat ka hai ki bichar ke bhi jinda hun sad5
Logged
Arifa
Guest
«Reply #11 on: January 22, 2005, 08:06:28 PM »
Reply with quote
thanks all of
Logged
Arifa
Guest
«Reply #12 on: January 22, 2005, 08:12:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
thanx pandit ji  n Arifa

roi to bahut... magar bhula nahi payi
yeh kismat ka khel tha jo hume mile gum-o-judai

is baat se khafa nahi hun ki tujhse zuda hun...
gum is baat ka hai ki bichar ke bhi jinda hun sad5[/quote



good one nikkiiiiiii]




ye gum nahi kay hum donoo ek na ho sake
ye ranj hai kay koi darmeyan mein bhi na tha
Logged
nikki
Guest
«Reply #13 on: January 22, 2005, 08:28:24 PM »
Reply with quote
wao....really very nice ....superb..Arifa

gumo ke sahare zindagi ji nahi jayegi
yeh sochkar humne marne ka irada kiya tha...
magar kya karon usne bhi kasam de rakhi hai...ki tab takk zinda hun jab takk yaad karogi...
Logged
Arifa
Guest
«Reply #14 on: January 22, 2005, 08:33:32 PM »
Reply with quote
nice
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 10:51:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer