Aankh khuli to phir

by Sonu on May 17, 2006, 06:24:57 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Author  (Read 7589 times)
Naya_Daur
Guest
«Reply #15 on: May 30, 2006, 10:51:24 AM »
Reply with quote

manga tha jisse,tu wohi rakeeb tha
mere sanaam tu mera nasseb tha
khawab-0-khayalon mein,tu har pal kareeb tha
lekin khuli jo ankh,toh manzar ajjeeb tha...!!!

nice post Sonu n Jaanasheen
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AaNkH kHuLi To PhiR ... by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
Aankh khuli hain to........ by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khuli Jo Aankh.. by ajnabee22 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
aankh khuli to phir... by amritflora in Miscellaneous Shayri
Aankh khuli to phir by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #16 on: May 30, 2006, 12:11:40 PM »
Reply with quote
Shukriya Jeet Bhai And Sonu Ji,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: May 31, 2006, 02:57:12 AM »
Reply with quote
Ranjitey thanks... bahut sohna likhiya hai.....

kabhi roke muskuraye kabhi muskurake roye
teri yaad jab bhi ayi tuje bhula bhula kar roye
ek tera hi naam tha jisey hazaar bar tha likha
jisey khush hue thyey likh kar
usey mita mita kar bahut  roye

Quote from: "burniing_desiires"

manga tha jisse,tu wohi rakeeb tha
mere sanaam tu mera nasseb tha
khawab-0-khayalon mein,tu har pal kareeb tha
lekin khuli jo ankh,toh manzar ajjeeb tha...!!!

nice post Sonu n Jaanasheen
Logged
Sonu
Guest
«Reply #18 on: May 31, 2006, 03:02:34 AM »
Reply with quote
u r welcome Azeem ji...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Jeet Bhai And Sonu Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #19 on: June 01, 2006, 06:21:55 AM »
Reply with quote
Judaai Teri Mujhe Na Jeene Deti Hai Na Marne,..
Ke Jee Nahi Sakta Main Tujhse Bichardke,..
Ke Maut Aajaaye To Tere Deedar Na Kar Paaon,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #20 on: June 01, 2006, 08:30:48 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut khoob.. keya bat hia bahut hi acha likha hai apney.... yeo hi likhtey rahow...

Koi ummeed bar nahin aati
   Koi soorat nazar nahin aati
      maut ka ek din cheyra dikhna hai
      need kyon raat bhar nahin aati
   aagey aati thi hale dil pe hansi
   ab kisi baat par nahin aati
      janti hoon sabey rat ki tanhayee
      par unki perchahye idhar nahi aati
   Hai kuchh aisi hi baat
   jo chup hoon, varna kya baat kar nahi aati
      kyon na cheehkoon ki yaad karte hain
      meri awaaz gar nahin aati
   marte hain aarzoo me marne ki
   maut aati hai par nahi aati
      ab kis mudh se jaoge shail
      sharm tumko magar nahin aati

Quote from: "Jaanasheen"
Judaai Teri Mujhe Na Jeene Deti Hai Na Marne,..
Ke Jee Nahi Sakta Main Tujhse Bichardke,..
Ke Maut Aajaaye To Tere Deedar Na Kar Paaon,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #21 on: June 03, 2006, 08:15:22 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Ji,..
App Bhi Bahoot Acha Likhte Hain Hum To Sirf Koshish Karte Hain,..

Judaai Ka Gham Ab Seh Nahi Paaoonga,..
Tujhse Bichardke Ab Reh Nahi Paaoonga,...
Furkhat-e-Gham Mitaa Jaa,..

Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: June 07, 2006, 06:19:55 AM »
Reply with quote
Azeem ji u r most welcome...

bahut bahut shukriya Azeem ji jo apko humrey tutey phutey shair passend ahtey hai.... koshish kertey rahow per app phir bhi acha likhtey hai yeo hi likhtey rahow...

kal talak ek kafila tha sang
ahj tenhaa hia rah per keya kahey
jaley humney chirag roshni key leyeh
ho gaya khak jal key gahr keya kahey...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Ji,..
App Bhi Bahoot Acha Likhte Hain Hum To Sirf Koshish Karte Hain,..

Judaai Ka Gham Ab Seh Nahi Paaoonga,..
Tujhse Bichardke Ab Reh Nahi Paaoonga,...
Furkhat-e-Gham Mitaa Jaa,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #23 on: June 07, 2006, 07:01:01 AM »
Reply with quote
Ye Kya Kehte Hain Aap ke Appke Sher Aur Toote Phoote,..

App Ko Kya Khabar Hai Ke Toote Cheezon Mein Hi Zyada Tasweerein Bante Hain,.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: June 08, 2006, 04:31:14 AM »
Reply with quote
Azeem shukirya tarif ka per etna bhi acha hum nahi likhtey hia....phir bhi apka tahey dil sey shukriya kertey hai key apko humarey sahir passend ahtey hai  :oops:...

khaber to humko zmaney ki bhi nahi hia
najaney kes gali mey jaan humari gum hia
khayalo ki tasvirey ab dhundli si legney lagi hia
na janey keo ajj jindgi tanhaa si dikhney lagi hia

Quote from: "Jaanasheen"
Ye Kya Kehte Hain Aap ke Appke Sher Aur Toote Phoote,..

App Ko Kya Khabar Hai Ke Toote Cheezon Mein Hi Zyada Tasweerein Bante Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #25 on: June 08, 2006, 10:14:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"

Ur Welcome Ji,..

Khabar Zamaane Ki Kis Ko Hai Sab Yahan Khud Se Bekhabar Hain,..
Jaan Hamari Bhi Gum Hai Kisi Ki Gali Mein Magar Wo Gali Humse Anjaan Hai,..

_________________________________________________ ___-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #26 on: June 09, 2006, 05:05:45 AM »
Reply with quote
Thanks Azeem ji.... bahut khoob....

Tadapta Hai Khud Bhi Zalim,
Mujhey Bhi Wo Tadpata Hai,
 
Kabhi Nazren Milata Hai,
 Kabhi Nazrey Churata Hai,

Mere DIL Main Hai bus Ek yea do Ladkey Sharukh, or Sajid
 Jo Mujhe Jeena Sikhata Hai ....!!!

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Azeem shukirya tarif ka per etna bhi acha hum nahi likhtey hia....phir bhi apka tahey dil sey shukriya kertey hai key apko humarey sahir passend ahtey hai  :oops:...

khaber to humko zmaney ki bhi nahi hia
najaney kes gali mey jaan humari gum hia
khayalo ki tasvirey ab dhundli si legney lagi hia
na janey keo ajj jindgi tanhaa si dikhney lagi hia

Quote from: "Jaanasheen"
Ye Kya Kehte Hain Aap ke Appke Sher Aur Toote Phoote,..

App Ko Kya Khabar Hai Ke Toote Cheezon Mein Hi Zyada Tasweerein Bante Hain,.

Ur Welcome Ji,..

Khabar Zamaane Ki Kis Ko Hai Sab Yahan Khud Se Bekhabar Hain,..
Jaan Hamari Bhi Gum Hai Kisi Ki Gali Mein Magar Wo Gali Humse Anjaan Hai,..

_________________________________________________ ___-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #27 on: June 11, 2006, 07:38:54 AM »
Reply with quote
Waah Sonu Sis Bahoot Khoob Likha Hai,..
Humse Ek Jhela Nahi Jaata Apke  Paas Do,..
Khair Jahan Bhi Raho Khush Raho,...

Na Dein Tumhe Kabhi Dukh Shahrukh Aur Sajid,..
Hamari To Bas Yahi Fariyaad Hai,...
Tera Basera Rahe Veeraane Mein Bhi,...
To Aisa Lage Ke Tu Har Pal Abaad Hai,..
Apni To Hai Ye Pooraani Kahani,..
Ke Baith Jaaye Mehfil Mein Bhi To Wo Barbaad Hai,...

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #28 on: June 12, 2006, 02:46:09 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Azeem brother... bahut khoob yeo hi likhtey rahey with wonderful spirt ....

Quote from: "Jaanasheen"
Waah Sonu Sis Bahoot Khoob Likha Hai,..
Humse Ek Jhela Nahi Jaata Apke  Paas Do,..
Khair Jahan Bhi Raho Khush Raho,...

Na Dein Tumhe Kabhi Dukh Shahrukh Aur Sajid,..
Hamari To Bas Yahi Fariyaad Hai,...
Tera Basera Rahe Veeraane Mein Bhi,...
To Aisa Lage Ke Tu Har Pal Abaad Hai,..
Apni To Hai Ye Pooraani Kahani,..
Ke Baith Jaaye Mehfil Mein Bhi To Wo Barbaad Hai,...

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: June 12, 2006, 02:49:03 AM »
Reply with quote
Le udaa fir koi khayaal hamein...,
Saaqi! tu hi sambhaal hamein...;

Is Jalte Diye Ko Bujhaakar,
Tune Apna Jahan Roshan Kiya Hai..,
Zindagi Andhera Ho Gayi,
Jabse Tune Saath Chhod Diya Hai..!!!

Kismat se mila hai humko ye mauka...,
Pyaar mein unke mile na dhoka...
 Harr pal unhein dun main khushi...,
Bas yahi to hain chhoti aasha meri..!!!

Wo gaye to gaye roothe mann se..
foolon ka shawaab...,
Firse ujdey gulshan ko..
 basaaya na gaya..!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 02:26:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer