Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 12681 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #150 on: June 07, 2006, 03:09:20 PM »
Reply with quote
Rajbeer ji and Ranjana ji......

aap ke shabdon ne is kader dil ko chhooua hai
hamaare shabdon main, ras mila, bas aap ki dua hai
warna hum toh nahi hain kisi kaabil is jahaan main
bas aapki chahat hai jise pad ker man khush hua hai.[/b]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
harashmahajan
Guest
«Reply #151 on: June 07, 2006, 03:17:13 PM »
Reply with quote
waah ninaah ji ..kya Gehraayee di hai aapne apne ashar ko..zindagi unke bina ek khayal ban gayee....
ye ashar aapki nazer hai......

Tujhe paane se Zindagi ki intiha hoti,
is liye zindagi main tuzhe pa na saka
zulm ke saaye se tum sada door raho,
is liye mout ko bhi main gale laga na saka.

Quote from: "Ninaah"
welldone harash.....

kin sawalon ki baat karte ho "Harash",
yahan to zindagi khud ek sawal ban gayee,
kisi ko chahana he dard de jaata hai,
aur zindagi unke bina ek khayal ban gayee.....

Quote from: "harashmahajan"
kya khoob kaha dear...bahoot chhoo janewala likhti ho ninaah...dil kerta hai bas........

Dil main mazma lag gaya rangee khayalon ka
ye karishma hai dosto in husn walon ka
khud tamasha ban gaya ghar phoonk ker apna
kya main utter doon zamaane ke sawaalon ka.

Quote from: "Ninaah"
kya baat hai harash.....

dard ka tohfa mila hai pyar mein,
ankhein bichayee kisi ke intzaar mein,
lekin koi na aaya humari zindagi mein,
hum bheeg gaye ashqon ki bauchaar mein......

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji bahoot khoob..yakeen hi toh hai ki hum umeed rakhein hain zindagi se.......

sharad ki poornima ka chaand nabh main muskraya hai
koi bhoola hua manzer hamein fir yaad aya hai
zise chaha, zise pooja, bithhaya dil ke mandir main
usi ne dard ki zaagir per, humko bithhaya hai.

Quote from: "Ninaah"
waah harash kya baat kahi,

umra guzar jaati hai intzaar mein,
ab bhi yakeen hai hume humare pyar mein,
dekhein kiski jeet yaa haar hai e-khuda,
ab aane laga hai maza khuda se takraar mein.......

Quote from: "harashmahajan"
kitne hi imtihaan se Guzri hain zindagi
baloo main padi naav si thhehri hai zindagi
aayega inqlaab ye sunte rahe hain hum
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.
[/code][/b]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #152 on: June 08, 2006, 05:39:34 AM »
Reply with quote
kya baat kahi harash aapne......bahot badhiya likha hai.....kamal ka hai......

kaash ki maut aati hume bhi to,
hum bhi gum-e-zindagi se door ho jaate,
bhale he nakaam rahein hum mohabbat paane mein,
pur isi tarah shayad yahan hum bhi mash hoor ho jaate........

«Reply #153 on: June 10, 2006, 03:11:52 PM »
Reply with quote
Kyuin Zulm kerti ho ninaah apne pe
yuin mash-hoor hone ke liye
khuda kare ki tera pyaar itna bade
ki ye zind bhi kam pade sang-e-kafan ke liye.

«Reply #154 on: June 13, 2006, 08:03:29 AM »
Reply with quote
AAPKA BAHOT BAHOT DHANYAWAD HAI HARASH JI....

KAASH KI HAR KHUSHI PURI HO PAATI,
JO KHAWAHISH ADHURI REH GAYEE,
IK INTZAAR THA KISI KE AANE KA,
ISLIYE SHAYAD UNSE YE DURI SEH GAYEE......

«Reply #155 on: June 13, 2006, 03:11:04 PM »
Reply with quote
waah Ninaah waah...kya khoob...

Zubaan se na sahi ab kalam se sahi
woh khwayeesh apni tum bayaan toh karo

shayad kut chuke intzaar ke woh  pal
meri kalam se jung ka ailaan toh kero.

Rajbir
Guest
«Reply #156 on: June 13, 2006, 03:22:23 PM »
Reply with quote
Ninaah, Harash

Mashallah Bahut khoob likha hai aap done ne

Bahut achcha lagta hai aap dona ka likha padh kar

Rajbir
Logged
natural
Guest
«Reply #157 on: June 19, 2006, 05:44:27 AM »
Reply with quote
Good going Ninii and Harsh....

Eik pal mein tu mujhse door chali jaayegi,
Jeeny ko sirf teri yaad reh jaayegi,
Kaisey rok paaonga apney ashkon ko main,
Tanhayi mein jab bhi, teri yaad satayegi.... :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #158 on: June 20, 2006, 12:14:41 PM »
Reply with quote
not good but an ultimate quote ...... harash....

izhar-e-mohabbat na kar paye,
to elaan-e-dard kya kar paayenge,
yaad karte he dard uth ta hai,
phir ankhon se aasoon gir jaayenge.....

«Reply #159 on: June 20, 2006, 12:29:26 PM »
Reply with quote
aapka bahot bahot shukriya rajbir ji....hum dono ki taraf se.....

Quote from: "Rajbir"
Ninaah, Harash

Mashallah Bahut khoob likha hai aap done ne

Bahut achcha lagta hai aap dona ka likha padh kar

Rajbir
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #160 on: June 20, 2006, 12:31:54 PM »
Reply with quote
good one natural and thanks alot.....

tanhayee se hum aaj haar gaye,
iss se akhir kab tak ladd paayenge,
ye na kabhi haaregi humse,
pur iss se hum haar jaayenge......

Quote from: "natural"
Good going Ninii and Harsh....

Eik pal mein tu mujhse door chali jaayegi,
Jeeny ko sirf teri yaad reh jaayegi,
Kaisey rok paaonga apney ashkon ko main,
Tanhayi mein jab bhi, teri yaad satayegi.... :D
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #161 on: June 21, 2006, 10:55:44 AM »
Reply with quote
Mahfil saji hai yaaro ki
kaya mai bhi shamil ho jaun
aansu to bahaye hai bahut
kaya kisi ka kandha bhi banjau
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #162 on: June 21, 2006, 11:58:20 AM »
Reply with quote
Bahu Achchha likhate ho Aap log
Quote from: "Ninaah"
good one natural and thanks alot.....

tanhayee se hum aaj haar gaye,
iss se akhir kab tak ladd paayenge,
ye na kabhi haaregi humse,
pur iss se hum haar jaayenge......

Quote from: "natural"
Good going Ninii and Harsh....

Eik pal mein tu mujhse door chali jaayegi,
Jeeny ko sirf teri yaad reh jaayegi,
Kaisey rok paaonga apney ashkon ko main,
Tanhayi mein jab bhi, teri yaad satayegi.... :D
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #163 on: June 21, 2006, 12:10:44 PM »
Reply with quote
Wah Kiya khoob likha hai Neenah (Nonie ji)

Quote from: "Ninaah"
not good but an ultimate quote ...... harash....

izhar-e-mohabbat na kar paye,
to elaan-e-dard kya kar paayenge,
yaad karte he dard uth ta hai,
phir ankhon se aasoon gir jaayenge.....

Quote from: "harashmahajan"
waah Ninaah waah...kya khoob...

Zubaan se na sahi ab kalam se sahi
woh khwayeesh apni tum bayaan toh karo

shayad kut chuke intzaar ke woh  pal
meri kalam se jung ka ailaan toh kero.

Quote from: "Ninaah"
AAPKA BAHOT BAHOT DHANYAWAD HAI HARASH JI....

KAASH KI HAR KHUSHI PURI HO PAATI,
JO KHAWAHISH ADHURI REH GAYEE,
IK INTZAAR THA KISI KE AANE KA,
ISLIYE SHAYAD UNSE YE DURI SEH GAYEE......

Quote from: "harashmahajan"
Kyuin Zulm kerti ho ninaah apne pe
yuin mash-hoor hone ke liye
khuda kare ki tera pyaar itna bade
ki ye zind bhi kam pade sang-e-kafan ke liye.

Quote from: "Ninaah"
kya baat kahi harash aapne......bahot badhiya likha hai.....kamal ka hai......

kaash ki maut aati hume bhi to,
hum bhi gum-e-zindagi se door ho jaate,
bhale he nakaam rahein hum mohabbat paane mein,
pur isi tarah shayad yahan hum bhi mash hoor ho jaate........

Quote from: "harashmahajan"
waah ninaah ji ..kya Gehraayee di hai aapne apne ashar ko..zindagi unke bina ek khayal ban gayee....
ye ashar aapki nazer hai......

Tujhe paane se Zindagi ki intiha hoti,
is liye zindagi main tuzhe pa na saka
zulm ke saaye se tum sada door raho,
is liye mout ko bhi main gale laga na saka.

Quote from: "Ninaah"
welldone harash.....

kin sawalon ki baat karte ho "Harash",
yahan to zindagi khud ek sawal ban gayee,
kisi ko chahana he dard de jaata hai,
aur zindagi unke bina ek khayal ban gayee.....

Quote from: "harashmahajan"
kya khoob kaha dear...bahoot chhoo janewala likhti ho ninaah...dil kerta hai bas........

Dil main mazma lag gaya rangee khayalon ka
ye karishma hai dosto in husn walon ka
khud tamasha ban gaya ghar phoonk ker apna
kya main utter doon zamaane ke sawaalon ka.

Quote from: "Ninaah"
kya baat hai harash.....

dard ka tohfa mila hai pyar mein,
ankhein bichayee kisi ke intzaar mein,
lekin koi na aaya humari zindagi mein,
hum bheeg gaye ashqon ki bauchaar mein......

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji bahoot khoob..yakeen hi toh hai ki hum umeed rakhein hain zindagi se.......

sharad ki poornima ka chaand nabh main muskraya hai
koi bhoola hua manzer hamein fir yaad aya hai
zise chaha, zise pooja, bithhaya dil ke mandir main
usi ne dard ki zaagir per, humko bithhaya hai.

Quote from: "Ninaah"
waah harash kya baat kahi,

umra guzar jaati hai intzaar mein,
ab bhi yakeen hai hume humare pyar mein,
dekhein kiski jeet yaa haar hai e-khuda,
ab aane laga hai maza khuda se takraar mein.......

Quote from: "harashmahajan"
kitne hi imtihaan se Guzri hain zindagi
baloo main padi naav si thhehri hai zindagi
aayega inqlaab ye sunte rahe hain hum
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.
[/code][/b]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #164 on: June 21, 2006, 12:45:12 PM »
Reply with quote
yahan har koi dil haare betha hai,
pur kisi ki nayya paar nahi lagti,
iss tarah bethe hain hum sab,
ki zindagi ab bezaar nahi lagti.....

Quote from: "vikas2210"
Mahfil saji hai yaaro ki
kaya mai bhi shamil ho jaun
aansu to bahaye hai bahut
kaya kisi ka kandha bhi banjau
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 07:54:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.171 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer