Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 12742 times)
natural
Guest
«Reply #90 on: October 15, 2005, 02:18:59 PM »
Reply with quote
Really Nice....... Ninnah

Sunaharey Khawaab Aankhon se kuchh aisey toot kar Bikhrey,
Koi naya sapna humse sajaaya nahi jaata,
Dil mein jo dard hai wo bayaan bhi nahi hota,
Aur aankhon mein hamaari koi aansso nahi aata....

Quote from: "Ninaah"
GOOD QUOTE SANDY..........AND I M VERY FINE, WHAT ABOUT YOU..... AND THANKS FOR APPRECIATION .......

SUBAH SHAAM AB HUME,
UNKI YAADON NE GHERA HAI,
AB ISS DIL MEIN SIRF,
ASHQON KA HE DERA HAI............

Quote from: "sandhaya"
Hi Ninah Kaisi ho ......bahut khoob likh rahe hai yahan sab..aur nautral aur tum tuh kamal ho .......

Tanhaiyon Ko Barbaad Karte Hai
Hum Usse Yaad Subha Shaam Karte Hai
Milta Nahi Kabhi BHi HUmko Raah Main
HUm Rukh Ke Uski Raaah Main Uska Intezaar Karte Hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #91 on: October 18, 2005, 09:39:16 AM »
Reply with quote
wah.... kya baat hai natural........

sajane ko humne bhi sajaye the kuch sapne,
pur chah kar bhi unki tabeer na mili,
kuch pal hum khushiyon se guzaar lein,
bus aisi he hume takdeer na mili........

Quote from: "natural"
Really Nice....... Ninnah

Sunaharey Khawaab Aankhon se kuchh aisey toot kar Bikhrey,
Koi naya sapna humse sajaaya nahi jaata,
Dil mein jo dard hai wo bayaan bhi nahi hota,
Aur aankhon mein hamaari koi aansso nahi aata....

Quote from: "Ninaah"
GOOD QUOTE SANDY..........AND I M VERY FINE, WHAT ABOUT YOU..... AND THANKS FOR APPRECIATION .......

SUBAH SHAAM AB HUME,
UNKI YAADON NE GHERA HAI,
AB ISS DIL MEIN SIRF,
ASHQON KA HE DERA HAI............

Quote from: "sandhaya"
Hi Ninah Kaisi ho ......bahut khoob likh rahe hai yahan sab..aur nautral aur tum tuh kamal ho .......

Tanhaiyon Ko Barbaad Karte Hai
Hum Usse Yaad Subha Shaam Karte Hai
Milta Nahi Kabhi BHi HUmko Raah Main
HUm Rukh Ke Uski Raaah Main Uska Intezaar Karte Hai
Logged
natural
Guest
«Reply #92 on: October 18, 2005, 11:06:16 AM »
Reply with quote
Thanks Ninaah.............. aur aapney to bahut khoob reply diya hai....

Ummeed hai aaj bhi ki wo din laut kar waapis aayengey....
aur bikhrey huey unn sapno ko hum fir se sajaayengey.... :lol:  :lol: (Feel Good :wink: )

harashmahajan
Guest
«Reply #93 on: October 18, 2005, 07:40:02 PM »
Reply with quote
unki chahton ka hum sazda kiya kiye
her taraf mahoul ka agua kiya kiye
per bewafaayee unki aaj itni bar chali
meri her ahsaas ko woh ruswa kiya kiye
.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #94 on: October 20, 2005, 05:52:55 AM »
Reply with quote
ultimate reply natural..........

ateet ke saayon se koi wapis nahi aata,
bas kisi ki yaadein aati hai,
ankhon mein ashqon ki baarish,
to dil mein dard de jaati hai...........

«Reply #95 on: October 20, 2005, 05:55:39 AM »
Reply with quote
sirf humari chahton ne he,
hume takleef pahunchayee hai,
har taraf kisi ka saaya hai,
har taraf kisi ki parchayee hai............

Quote from: "harashmahajan"
unki chahton ka hum sazda kiya kiye
her taraf mahoul ka agua kiya kiye
per bewafaayee unki aaj itni bar chali
meri her ahsaas ko woh ruswa kiya kiye
.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #96 on: October 20, 2005, 06:07:40 AM »
Reply with quote
Tum be-buniyaad baaton ko yuin bana ke na kaho,
sach kya jhoot kya mere waaste na kaho.

tum toh chale the door tak hoke hamsafer
per hamaari masroofiat ko chot na kao.

haan her waqt le loonga aasra teri zulfon ka,
per itna toh ho , tum chhorh ke jaane ki baat na kaho

Quote from: "Ninaah"
sirf humari chahton ne he,
hume takleef pahunchayee hai,
har taraf kisi ka saaya hai,
har taraf kisi ki parchayee hai............

Quote from: "harashmahajan"
unki chahton ka hum sazda kiya kiye
her taraf mahoul ka agua kiya kiye
per bewafaayee unki aaj itni bar chali
meri her ahsaas ko woh ruswa kiya kiye
.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #97 on: October 20, 2005, 07:17:30 AM »
Reply with quote
jhoot-sach ka pata to pal mein chal jaata hai,
koi gir jaata hai aur koi sambhal jaata hai,
koi jhoot ko hathiyar banata hai,
aur koi sacchaayee mein dhal jaata hai...........

«Reply #98 on: October 20, 2005, 10:52:55 AM »
Reply with quote
Very True & Nice Ninaah....................  

Humney to yaadon ko hi
apna humsafar banaaya hai....
Jab bhi peechhey murkar dekha
sirf yaadon ko paaya hai....
Usual Smile  Usual Smile

Quote from: "Ninaah"
ultimate reply natural..........

ateet ke saayon se koi wapis nahi aata,
bas kisi ki yaadein aati hai,
ankhon mein ashqon ki baarish,
to dil mein dard de jaati hai...........
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #99 on: October 20, 2005, 07:43:00 PM »
Reply with quote
sunder ninaah ji....

man ki gaathhein toh khol ker dekho,
ashq palkon pe tol ker dekho,
zindagi khud pe khud badal jaayegi,
pyaar ke bol, bol ke toh dekho

ninaah wrote...

Quote
jhoot-sach ka pata to pal mein chal jaata hai,
koi gir jaata hai aur koi sambhal jaata hai,
koi jhoot ko hathiyar banata hai,
aur koi sacchaayee mein dhal jaata hai...........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #100 on: November 09, 2005, 06:28:53 AM »
Reply with quote
good one natural.....

yaadon ne bahot sataya hai,
dard ne bhi hume rulaya hai,
jitna yaadon se door bhaage the,
wo utna he humare pass aaya hai.....

Quote from: "natural"
Very True & Nice Ninaah....................  

Humney to yaadon ko hi
apna humsafar banaaya hai....
Jab bhi peechhey murkar dekha
sirf yaadon ko paaya hai....
Usual Smile  Usual Smile

Quote from: "Ninaah"
ultimate reply natural..........

ateet ke saayon se koi wapis nahi aata,
bas kisi ki yaadein aati hai,
ankhon mein ashqon ki baarish,
to dil mein dard de jaati hai...........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #101 on: November 09, 2005, 06:31:20 AM »
Reply with quote
bahot khoob harash......

ashqon ka bojh palkein utha na paayee,
jab-jab kisi bewafa ki yaad aayee,
dill bhi rota hai kisi ki yaadon mein,
to palkon ne bhi ashqon ki mehfil hai sajayee......

Quote from: "harashmahajan"
sunder ninaah ji....

man ki gaathhein toh khol ker dekho,
ashq palkon pe tol ker dekho,
zindagi khud pe khud badal jaayegi,
pyaar ke bol, bol ke toh dekho

ninaah wrote...

Quote
jhoot-sach ka pata to pal mein chal jaata hai,
koi gir jaata hai aur koi sambhal jaata hai,
koi jhoot ko hathiyar banata hai,
aur koi sacchaayee mein dhal jaata hai...........
Logged
natural
Guest
«Reply #102 on: November 09, 2005, 09:29:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one natural.....
yaadon ne bahot sataya hai,
dard ne bhi hume rulaya hai,
jitna yaadon se door bhaage the,
wo utna he humare pass aaya hai.....

Yaadon ko bhulaana agar jo itna aasaan hota,
Shayad hi duniya mein koi aashiq badnaam hota....

Yaadon mein dard hai fir bhi hum,
yaadon mein kho jaate hain....
Jinse milney ko tarasta hai ye dil,
Ab wo sirf yaadon mein mil pate hain..... Usual Smile
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #103 on: November 09, 2005, 11:02:58 AM »
Reply with quote
bahot khoob natural.....

yaadon ne hume hansaya bhi hai,
yadon ne hume rulaya bhi hai,
dil kisi ki yaad mein akela bhi hota hai,
to yaadon ne kisi ki yaad mein sulaya bhi hai......

Quote from: "natural"
Quote from: "Ninaah"
good one natural.....
yaadon ne bahot sataya hai,
dard ne bhi hume rulaya hai,
jitna yaadon se door bhaage the,
wo utna he humare pass aaya hai.....

Yaadon ko bhulaana agar jo itna aasaan hota,
Shayad hi duniya mein koi aashiq badnaam hota....

Yaadon mein dard hai fir bhi hum,
yaadon mein kho jaate hain....
Jinse milney ko tarasta hai ye dil,
Ab wo sirf yaadon mein mil pate hain..... Usual Smile
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #104 on: November 10, 2005, 05:37:32 AM »
Reply with quote
waah ninaah ji...great..natural ji aapki shayari bhi umda hoti hai...

aapki palkon ne ashqon ka her simt bhojh uthaya hai
her ashq teri wafaon ka hi  toh woh  saya hai
unkin be-wafayeeion ko yaad ker-ker ke ai jane-e-wafa,
kadra na ghata apni mohabaat-e-junoo ka, jo tumne unki ruswaayion se paya hai.
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 07:04:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer