Chand Kadmon Ka Faasla

by daljeet_faqeer on July 11, 2008, 03:38:32 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1022 times)
daljeet_faqeer
Guest
Reply with quote
Chand Kadmon ka faasla tai karne mein umar guzar jaati hai,
Aur phir aisa hota hai manzil kahin nahin nazar aati hai.
Gaur se dekho to har taraf haseenon ki mehfil saji hai,
Dil jab aata hai ik chaand pe nigaah tehar jaati hai.
Mehboob hamare is kadar humein zakhm de gayae hain nasoor,
Kaun kehta hai pyaar se ye tanha zindagi sanwar jaati hai.
Unka gham bhulane ke liye maikhane ka rukh kar liya,
Yaad aate hain magar jab woh saari pee sharab utar jaati hai.
Bol do jo baat dil mein hai ye nasihat haitumse faqeer,
Kaun jaane kab ye zindagi kis waqt kidhar jaati hai.
                             Daljeet"faqeer"
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Faasla Nahi Ghatta by angel4u in Shayri-E-Dard
Un Kadmon Ke Nishaan... by daljeet_faqeer in Shayri for Dard -e- Judai
Kadmon ki aahat by asma zehra in Shayri for Khumar -e- Ishq
Faasla.... by daljeet_faqeer in Shairi - E - Zindagi
kuch aur faasla de mujhe... Intezar ! by Intezar in Miscellaneous Shayri
Pooja
Guest
«Reply #1 on: July 11, 2008, 03:40:41 PM »
Reply with quote
wah kay abaat hai daljeet ji!! bahoot khoob... ek ek line kamal ki likhi hai apne.. magar yah do line.... wah kaya baat hai:

Mehboob hamare is kadar humein zakhm de gayae hain nasoor,
Kaun kehta hai pyaar se ye tanha zindagi sanwar jaati hai.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 04:11:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.082 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer