Intezaar.....

by *Anjum* on April 08, 2006, 01:09:48 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 4859 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: April 26, 2006, 10:19:34 AM »
Reply with quote
Shukriya Anjum Ji,..

Intezaar Karte Karte Tera Humne Kayi Raatein Guzaar Di,..
Aur Tum Ho Ke Sapne Mein Bhi Aane Ka wada Nahi Kiya,..
Gar Karte To Hum Umar Bhar Sona Pasand Karte,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Intezaar by dev_omu in Shayri-E-Dard
Intezaar by Nino in Shayri-E-Dard
intezaar by salaam2all in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
intezaar by shyama in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
intezaar by sulmuh in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: April 27, 2006, 08:10:27 AM »
Reply with quote
Shukriya Majid Bhai,..

Intezaar Ke Diye Dil Mein Jalaayein Hain,..
Aaj Hum Unhe Muddat Ke Baad Yaad Aayein Hain,..
Na Jaane Kaise Jeete The Wo Humaare Bin,..
Jab Humne Har Lamha Judai Ka Aansoon Mein Bitaayein Hai,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #47 on: April 28, 2006, 07:42:52 PM »
Reply with quote
Too good..Azeem
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #48 on: April 28, 2006, 07:44:05 PM »
Reply with quote
Yeh intezar ki raatien yeh intezar ka din
guzarta waqt bhi tehra huva sa lagta hain!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: April 29, 2006, 12:09:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "*Anjum*"
Too good..Azeem

Shukriya Anjum,.. Ji

Intezaar Karna Bhi Ek Pyaar Ka Hissa Hai,..
Jisne Nahi Kiya Ho Intezaar Wo Judai Ka Gham Kaise Jaane,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #50 on: April 30, 2006, 01:12:50 PM »
Reply with quote
sahi kaha aapne... Azeem
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #51 on: April 30, 2006, 01:14:13 PM »
Reply with quote
wada kiya tha aapne ki milenge khwab me
zindagi bhar soya kiye hum isi intezar me
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #52 on: April 30, 2006, 04:57:37 PM »
Reply with quote
Tera aks banjaye mera wajood
is faasle ko mitau kaise

kuch din to aetbar me bita leti hu
mahine intezar main bitau kaise

tum mere ho tamaam umr ke liye
tum ko duniya ki nigahon se chupau kaise

yeh jo mohabbat hai ek junoon hai
deewangi kaabu me lau kaise

zindagi beet jaati hai lamha lamha kar ke
tumhe ek umr seene se lagau kaise

khwabon me tumhara chehra padti hu
khwab ko hakeekat banau kaise

ikhtiyar me mere ab kuch bhi nahi
akele ek ashiyan banau kaise

bekhudi ki yeh to ibtida hain
inteha ki had tak jau kaise

meri ghazalien hai tumhara aaina
tanhayie me ab nazm banau kaise?

kab yeh intezar khatam hoga...Aakhir kab???!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: May 03, 2006, 08:15:41 AM »
Reply with quote
Nice One Anjum Ji,..

Aaj Kuch Is Kadar Kiya Intezaar Humne Unka,..
Gar Dekh Jaate Unki Parchaai Bhi To Hum Us Se Pyaar Karte,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: May 03, 2006, 08:19:19 AM »
Reply with quote
Shukriya Anjum Ji,..

Na Reh Yu Udaas Us Se Bichardne ke Baad Jaanasheen,.
Wo Bhi kahin Teri Raah Mein Palkein Bichaaya Hoga,..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #55 on: May 04, 2006, 04:48:33 AM »
Reply with quote
bas ek tera mujhe intezar tha varna
kisi darkht ka saya to ik bahana tha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: May 04, 2006, 08:52:54 AM »
Reply with quote
Darakht Bhi Ab Bardne Lage Tere Intezaar ke Lamhon Mein,..
Jinhe Humne Hi Boya Tha Kisi Paude Ki Shakal Mein,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #57 on: May 04, 2006, 09:24:32 AM »
Reply with quote
Kabhi kisi ko mukamal jahan nahin milta,
kabhi Zameen aur asmaan nahin milta,
Jisse bhi dekhiye wo apney aap mein goom hai,
Zubaan mili hai magar humzubaan nahin milta !
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #58 on: May 04, 2006, 09:28:00 AM »
Reply with quote
Kaash main tera ansoon hota,
Tere ankhon me mera janam hota,
Main tere ghalon par se guzartha,
Aur tere hoton par mar jatha.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: May 04, 2006, 09:28:23 AM »
Reply with quote
Nice one Tabrez
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 06:26:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.769 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer