Is daron deewar ko dekhkar...

by daljeet_faqeer on February 06, 2010, 12:42:34 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 923 times)
daljeet_faqeer
Guest
Reply with quote
Is daron deewar ko dekhkar aisa lagta hai,
jaise sadiyon pehle main yahan se guzra hoon.

Us zamane ki aaj baat mat dohraiye sanam,
woh zamana aur tha aaj main tanha hoon.

Koi haath thamkar le chale yahan se door,
is mehfil mein ajnabi main bahut ruswa hoon.

Woh talaashta hai aks mera dil ke aashiyane mein,
kahan dhoondh payega nishaan main har taraf bikhra hoon.

Dil toot jaaye to kabhie gham na karna 'faqeer',
maikhana ye kahe main har gham ka aasra hoon.


                         Daljeet'faqeer'
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aapko Dekhkar by Miss Kismat in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 12 13 »
Sirf Dekhkar Hi Khush Hai by Devdas_online in Shayri-E-Dard
GHAZAL -------- PAS--E- DEEWAR ( Deewar Ke Picche ) by FIROZ IQBAL in Ghazals
dekhkar hi tujhko by saahill in Share:Love Poetry
tujhe dekhkar tujhe dekhkar by saahill in The forum only for "Forum Gaming"
KOYAL46
Guest
«Reply #1 on: February 06, 2010, 12:56:08 PM »
Reply with quote
wah kya khoob likha hai... Applause Applause Applause

Is daron deewar ko dekhkar aisa lagta hai,
jaise sadiyon pehle main yahan se guzra hoon.

Us zamane ki aaj baat mat dohraiye sanam,
woh zamana aur tha aaj main tanha hoon.

Koi haath thamkar le chale yahan se door,
is mehfil mein ajnabi main bahut ruswa hoon.

Woh talaashta hai aks mera dil ke aashiyane mein,
kahan dhoondh payega nishaan main har taraf bikhra hoon.

Dil toot jaaye to kabhie gham na karna 'faqeer',
maikhana ye kahe main har gham ka aasra hoon.


                         Daljeet'faqeer'
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: February 06, 2010, 01:25:48 PM »
Reply with quote
Is daron deewar ko dekhkar aisa lagta hai,
jaise sadiyon pehle main yahan se guzra hoon.

Us zamane ki aaj baat mat dohraiye sanam,
woh zamana aur tha aaj main tanha hoon.

Koi haath thamkar le chale yahan se door,
is mehfil mein ajnabi main bahut ruswa hoon.

Woh talaashta hai aks mera dil ke aashiyane mein,
kahan dhoondh payega nishaan main har taraf bikhra hoon.

Dil toot jaaye to kabhie gham na karna 'faqeer',
maikhana ye kahe main har gham ka aasra hoon.


                         Daljeet'faqeer'

Waah Kya baat hai Bahoot Bahoot khoob!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #3 on: February 07, 2010, 03:59:31 PM »
Reply with quote
bAHUT kHUB dALJEET jI
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 07:23:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer