Ishq

by Sonu on May 16, 2006, 06:31:44 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 801 times)
Sonu
Guest
Reply with quote
Rah-eh-mahobatt mey kantey kam nahi,
Per too sath hai to kantey bhi phool hai,
Do kadem sath chal humey chud na deyna,
Sari umer ishq nibhana humara asool hia.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
ranjana
Guest
«Reply #1 on: May 16, 2006, 07:16:18 AM »
Reply with quote
BAHUT KHUB SONU............

kab tak neebhega saath , A jindagi bata
main toh thaki hui hun , bata tu tahki nahi,
hasne ki khwaish ne chora nahi abhi
yeh baat aur hai ki ab dil mein koi khushi nahi ...........
Logged
yaad
Guest
«Reply #2 on: May 16, 2006, 09:25:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Rah-eh-mahobatt mey kantey kam nahi,
Per too sath hai to kantey bhi phool hai,
Do kadem sath chal humey chud na deyna,
Sari umer ishq nibhana humara asool hia.


Wah Wah Sonuji, kya baat hai , khoob likha hai

Waqt ki Raftaar Kay Saath Tu Bhi Chalna Seekh Lay
Dard Seh Ker Iss Jahan Main Muskuraana Seekh Lay

Doosron say Shikwa Kerna Aur Shika'ayat Chor Day
Her Kisi say Pyaar kerna Dil Lagaana Seekh Lay

Kaanch kay Tukray Parain Hain Zindagi ki Raah Per
Kaanch kay Tukron pay Chal Kay Tu Bhi Jeena Seekh Lay

Ghum Utha Ker Muskuraana Kaam Yeh Waliyon Ka Hai
Aow'Liya kay Naqsh-e-Pa Per Tu Bhi Chalna Seekh Lay

Kis Qadar Insaan Aajiz Hai Zamaanay Main "Sonu"
Doosron Say Pyaar Ker Aur Khud say Lerna Seekh Lay
Logged
yaad
Guest
«Reply #3 on: May 16, 2006, 09:55:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
BAHUT KHUB SONU............

kab tak neebhega saath , A jindagi bata
main toh thaki hui hun , bata tu tahki nahi,
hasne ki khwaish ne chora nahi abhi
yeh baat aur hai ki ab dil mein koi khushi nahi ...........



Bahut khoob likha hai .....
Wah Wah Wah

Jab Main Khud Lout Jaon Tou,
Apni Duniya Main Chaley Jana
Mager Buss Itna Kehna Hai K Jab Bhi Dukh Ya Khushiyon Main
Hamien Dil Sey Pukaro Gay,
Tou Hamen Tum Saath Paao Gay
Main Tumray Saath Hoon Aik Ehsas Ki Tarah....
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #4 on: May 16, 2006, 10:48:52 PM »
Reply with quote
nice one ...... good going ranjana...

bina pani jahaj nahin chalti
bina dharti kisi vaahan nahin chalti
tere bina mera jeevan nahin chalti...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #5 on: May 17, 2006, 04:30:35 AM »
Reply with quote
nice Sonu, Yaad and MK JI................

sab rishte ke dardo  ko jhel liya maine
dard sab paraaya bhi mol liya maine
jhoothe hi tumahari bhi adharo ki hansi
tumko ko bhi chhip-chhip ke rote dekh liya maine....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #6 on: May 17, 2006, 04:37:32 AM »
Reply with quote
Ranjna bahut bahut shukirya apkey hosla afjaye kaa... app bhi bahut acha likhti hai

duniya ko kyon sunaatey ho
apne kissey diley-daastaan ke
marhum nahi hai paas unke
woh rakhte hain chuurey jubaan ke


Quote from: "ranjana"
BAHUT KHUB SONU............

kab tak neebhega saath , A jindagi bata
main toh thaki hui hun , bata tu tahki nahi,
hasne ki khwaish ne chora nahi abhi
yeh baat aur hai ki ab dil mein koi khushi nahi ...........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #7 on: May 17, 2006, 04:40:23 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukirya Aftab ji.. her bar ki thara bahut acha likha hai apney...

nazaakat thee unki jo.. humey bhool kar bhi
cheharey se apne na.. humey bhoola paaye

Quote from: "yaad"
Quote from: "Sonu"
Rah-eh-mahobatt mey kantey kam nahi,
Per too sath hai to kantey bhi phool hai,
Do kadem sath chal humey chud na deyna,
Sari umer ishq nibhana humara asool hia.


Wah Wah Sonuji, kya baat hai , khoob likha hai

Waqt ki Raftaar Kay Saath Tu Bhi Chalna Seekh Lay
Dard Seh Ker Iss Jahan Main Muskuraana Seekh Lay

Doosron say Shikwa Kerna Aur Shika'ayat Chor Day
Her Kisi say Pyaar kerna Dil Lagaana Seekh Lay

Kaanch kay Tukray Parain Hain Zindagi ki Raah Per
Kaanch kay Tukron pay Chal Kay Tu Bhi Jeena Seekh Lay

Ghum Utha Ker Muskuraana Kaam Yeh Waliyon Ka Hai
Aow'Liya kay Naqsh-e-Pa Per Tu Bhi Chalna Seekh Lay

Kis Qadar Insaan Aajiz Hai Zamaanay Main "Sonu"
Doosron Say Pyaar Ker Aur Khud say Lerna Seekh Lay
Logged
Sonu
Guest
«Reply #8 on: May 17, 2006, 04:43:17 AM »
Reply with quote
Ranjna thanks so much... thanks Manjoo...

bahut khoob likha hai app logo ney dostu yeo hi mehpil sajatey rahu haley dil apna or humara suntey jaow:)

intzaah main unki baithey baithey se rah gaye
jo kahna tha woh khudi se kah gaye
dhokha meri zindgi ne de diya mujhe
aitbaar ki aad main woh bewafaai de gaye
Logged
yaad
Guest
«Reply #9 on: May 17, 2006, 05:35:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
bahut bahut shukirya Aftab ji.. her bar ki thara bahut acha likha hai apney...

nazaakat thee unki jo.. humey bhool kar bhi
cheharey se apne na.. humey bhoola paaye

Quote from: "yaad"
Quote from: "Sonu"
Rah-eh-mahobatt mey kantey kam nahi,
Per too sath hai to kantey bhi phool hai,
Do kadem sath chal humey chud na deyna,
Sari umer ishq nibhana humara asool hia.


Wah Wah Sonuji, kya baat hai , khoob likha hai

Waqt ki Raftaar Kay Saath Tu Bhi Chalna Seekh Lay
Dard Seh Ker Iss Jahan Main Muskuraana Seekh Lay

Doosron say Shikwa Kerna Aur Shika'ayat Chor Day
Her Kisi say Pyaar kerna Dil Lagaana Seekh Lay

Kaanch kay Tukray Parain Hain Zindagi ki Raah Per
Kaanch kay Tukron pay Chal Kay Tu Bhi Jeena Seekh Lay

Ghum Utha Ker Muskuraana Kaam Yeh Waliyon Ka Hai
Aow'Liya kay Naqsh-e-Pa Per Tu Bhi Chalna Seekh Lay

Kis Qadar Insaan Aajiz Hai Zamaanay Main "Sonu"
Doosron Say Pyaar Ker Aur Khud say Lerna Seekh Lay




Shukriya sonuji
Wah Wah Wah.


Shararat na hoti , shikayat na hoti,
naino me kisike nazakat na hoti,
jo jahan me kambakht yeh mohabbat na hoti,
na hote yeh sapne, yeh khwabon ki duniya
kisike chahat ki tammanna na hoti
na jhulfo ki chayaa, na phoolo ki khushboo,
yaadon me unki yeh raatein na hoti,
jo na hoti mohabbat, to yeh ashq na hote
dil bhi na khotaa, na tanha yuh rote
majnoo sa apna yeh halat na hoti
JO JAHAN ME KAMBHAKT YEH MOHABBAT NA HOTI
Logged
Sonu
Guest
«Reply #10 on: May 17, 2006, 06:36:15 AM »
Reply with quote
ganju patel ji arey kuch apna likhi kha sey chura ker la rahey hu... phir bhi acha hia ....

basaana toh chaahta huin doosron ke dilon main
kambaqt waqt nahi hai deta...saath iska
samjhaana toh chaahta huin khud ko duniya se
baydard dil nahi hai deta...saath kismat ka



Quote from: "yaad"
Quote from: "Sonu"
bahut bahut shukirya Aftab ji.. her bar ki thara bahut acha likha hai apney...

nazaakat thee unki jo.. humey bhool kar bhi
cheharey se apne na.. humey bhoola paaye

Quote from: "yaad"
Quote from: "Sonu"
Rah-eh-mahobatt mey kantey kam nahi,
Per too sath hai to kantey bhi phool hai,
Do kadem sath chal humey chud na deyna,
Sari umer ishq nibhana humara asool hia.


Wah Wah Sonuji, kya baat hai , khoob likha hai

Waqt ki Raftaar Kay Saath Tu Bhi Chalna Seekh Lay
Dard Seh Ker Iss Jahan Main Muskuraana Seekh Lay

Doosron say Shikwa Kerna Aur Shika'ayat Chor Day
Her Kisi say Pyaar kerna Dil Lagaana Seekh Lay

Kaanch kay Tukray Parain Hain Zindagi ki Raah Per
Kaanch kay Tukron pay Chal Kay Tu Bhi Jeena Seekh Lay

Ghum Utha Ker Muskuraana Kaam Yeh Waliyon Ka Hai
Aow'Liya kay Naqsh-e-Pa Per Tu Bhi Chalna Seekh Lay

Kis Qadar Insaan Aajiz Hai Zamaanay Main "Sonu"
Doosron Say Pyaar Ker Aur Khud say Lerna Seekh Lay




Shukriya sonuji
Wah Wah Wah.


Shararat na hoti , shikayat na hoti,
naino me kisike nazakat na hoti,
jo jahan me kambakht yeh mohabbat na hoti,
na hote yeh sapne, yeh khwabon ki duniya
kisike chahat ki tammanna na hoti
na jhulfo ki chayaa, na phoolo ki khushboo,
yaadon me unki yeh raatein na hoti,
jo na hoti mohabbat, to yeh ashq na hote
dil bhi na khotaa, na tanha yuh rote
majnoo sa apna yeh halat na hoti
JO JAHAN ME KAMBHAKT YEH MOHABBAT NA HOTI
Logged
Sonu
Guest
«Reply #11 on: May 25, 2006, 06:11:00 AM »
Reply with quote
Fijaao se phool kabhi toot te nahi,
Dil se dil kabhi ruth te nahi...
Naam to puchte hain begano ka is jahan me,
Apno se naam kabhi puchte nahi
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 11, 2024, 11:26:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer