Ishq-e-junoon

by Nikhaar on July 15, 2016, 09:52:25 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 683 times)
Nikhaar
Guest
Reply with quote

Ye ishq-e-junoon bhi kaisa ajeeb hai
Door ho jata hai wahi, jo lagta sabse kareeb hai,
Na jaane kya gaya tere jaane se,
Ab toh lagta hai k gham hi mera habib hai

Aaj phir wahi baadal hai, phir wahi barsaat hai
Huyi thi juda takdeerein apni jis raat, aaj phir wahi raat hai

Meri zindagi ka ajab fasana kahu ya teri bewafai ka bahana kahu,
Kahu kya tujhse,khud ko bas ye sunana chahu

K kyu aaj bhi tu hi meri shayari ka hissa hai, kyu aaj bhi tu meri zindagi ka kissa hai
Tu door hai mujhse,na mere dil k kareeb hai,
Phir bhi teri yaadein ban chuki mera habib hai...ban chuki mera habib hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq - e - junoon by loyal in Shayri for Khumar -e- Ishq
ISHQ-E-Junoon by mdiqbal in Shayri for Khumar -e- Ishq
ISHQ-E-JUNOON by gumnaamshayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ka junoon by jempawan in Shayri-E-Dard
junoon-e-ishq by faheem_akayla in Shayri for Khumar -e- Ishq
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: July 15, 2016, 10:45:38 AM »
Reply with quote

Ye ishq-e-junoon bhi kaisa ajeeb hai
Door ho jata hai wahi, jo lagta sabse kareeb hai,
Na jaane kya gaya tere jaane se,
Ab toh lagta hai k gham hi mera habib hai

Aaj phir wahi baadal hai, phir wahi barsaat hai
Huyi thi juda takdeerein apni jis raat, aaj phir wahi raat hai

Meri zindagi ka ajab fasana kahu ya teri bewafai ka bahana kahu,
Kahu kya tujhse,khud ko bas ye sunana chahu

K kyu aaj bhi tu hi meri shayari ka hissa hai, kyu aaj bhi tu meri zindagi ka kissa hai
Tu door hai mujhse,na mere dil k kareeb hai,
Phir bhi teri yaadein ban chuki mera habib hai...ban chuki mera habib hai




achchchi nazm hai janaab Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: July 15, 2016, 07:15:08 PM »
Reply with quote

Ye ishq-e-junoon bhi kaisa ajeeb hai       ( janoon-e-ishq )
Door ho jata hai wahi, jo lagta sabse kareeb hai,
Na jaane kya gaya tere jaane se,
Ab toh lagta hai k gham hi mera habib hai

Aaj phir wahi baadal hai, phir wahi barsaat hai
Huyi thi juda takdeerein apni jis raat, aaj phir wahi raat hai

Meri zindagi ka ajab fasana kahu ya teri bewafai ka bahana kahu,
Kahu kya tujhse,khud ko bas ye sunana chahu

K kyu aaj bhi tu hi meri shayari ka hissa hai, kyu aaj bhi tu meri zindagi ka kissa hai
Tu door hai mujhse,na mere dil k kareeb hai,
Phir bhi teri yaadein ban chuki mera habib hai...ban chuki mera habib hai


waah waah waah bahut hee umdah nazam hai Nikhaar Jee, dheron daad.
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
                      Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

   
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #3 on: July 16, 2016, 05:41:45 PM »
Reply with quote
very good,ma'am
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #4 on: July 17, 2016, 07:14:05 AM »
Reply with quote
Bahot achey  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sanchit
Guest
«Reply #5 on: July 19, 2016, 05:35:19 PM »
Reply with quote
Nice one...
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #6 on: July 20, 2016, 10:28:30 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #7 on: July 23, 2016, 06:19:52 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya doston...
Aap sab b khuch alfaaz pesh karte toh aur bhi accha lagta...zindagi ki bhaagdaud mein yo india mein bhi alfaaz kam ho gaye hai...ummid hai jugalbandi ka wo daur phir laut k ayega...ek baar phir se teh dil se shukriya aap sabka hausla afjai k liye
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #8 on: July 27, 2016, 04:18:01 AM »
Reply with quote
waah bohutkhub likha hai aapne
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 01:46:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.191 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer