jazbaat

by Y.S. TOMAR on September 08, 2012, 01:32:44 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 790 times)
Y.S. TOMAR
Guest
Reply with quote
        "Ban ke tashveer jab koi jazbaat ki"

Mere maalik mere maula, too jo chahe sazaa dena
Lage jo  bojh  khud  ko hi naa aisi zindgi dena
Agar khushyan naa bakhse to teri marzi mere maalik
Kishi ko bhee magar roonthi hui taqdeer naa dena


ban ke tashveer jab koi jazbaat ki, seene main samaan jaati hai
usko dil ke safon se mita paane main, saari umar guzar jaati hai

Zindgi saath jinke bita paane ki
khwahishen saath jeene ki mar jaane ki
jab ubharti hai un husraton ki kasaq, to jaan pe ban aati hai.

Har khushi unko khone ka ahsaash de
Zustjoo bhoolne ki nai pyash de
mushkarane ki koshish main unki kami, aankhon main jhalak aati hai

shor khamoshiyon se nikal kar kahin
chahten dard ka saaz banker kahin
jab umadti hai yaadon ki kaali ghata, palkon ko bhigo jaati hai,

Y.S. Tomar ( Yashi)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
JAZBAAT by soni_nice1 in Shayri for Dard -e- Judai
JAZBAAT...............................................ab by adil bechain in Miscellaneous Shayri
JAZBAAT...(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
jazbaat by areeza in Shayari ki Batein- Sawaal Jawaab
jazbaat by Y.S. TOMAR in Shayri for Dard -e- Judai
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: September 08, 2012, 01:33:18 PM »
Reply with quote
nice
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 08, 2012, 04:07:54 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: September 08, 2012, 04:42:59 PM »
Reply with quote
bahut khoob Applause
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #4 on: September 08, 2012, 05:44:18 PM »
Reply with quote
bahut achha likha hai. Applause Applause Applause
par main kihina chahoonga

Malik se won na mango jo wo de nahin sakta
Zidagi bhoj ham banate hain wo nahin banata

Galtiyaan ham karte hain wo nahin karta
Galat jagah ham dil lagte hain wo to nahin kahita

Jise bhool jana chahiye ham bhulate nahin
Khuda to is ke liye kuchh kar nahin sakta

Jo hamen karna hai wo hame hi karna hai
Hamari jagah koi aur kar nahin sakta
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #5 on: September 09, 2012, 03:03:53 AM »
Reply with quote
gd
        "Ban ke tashveer jab koi jazbaat ki"

Mere maalik mere maula, too jo chahe sazaa dena
Lage jo  bojh  khud  ko hi naa aisi zindgi dena
Agar khushyan naa bakhse to teri marzi mere maalik
Kishi ko bhee magar roonthi hui taqdeer naa dena


ban ke tashveer jab koi jazbaat ki, seene main samaan jaati hai
usko dil ke safon se mita paane main, saari umar guzar jaati hai

Zindgi saath jinke bita paane ki
khwahishen saath jeene ki mar jaane ki
jab ubharti hai un husraton ki kasaq, to jaan pe ban aati hai.

Har khushi unko khone ka ahsaash de
Zustjoo bhoolne ki nai pyash de
mushkarane ki koshish main unki kami, aankhon main jhalak aati hai

shor khamoshiyon se nikal kar kahin
chahten dard ka saaz banker kahin
jab umadti hai yaadon ki kaali ghata, palkon ko bhigo jaati hai,

Y.S. Tomar ( Yashi)

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:22:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer