Jo Gham-e-Juadai Mein Nasha Hai

by Jaanasheen on March 18, 2006, 10:16:30 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1343 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Ek Hi Baat Zamane Ki Kitabon Mein Nahi,..
Jo Gham-e-Judai Mein Nasha Hai Sharabon Mein Nahi,..
Husn Ki Bheek Na mange Ge Na jalwon Ki Kabhi,..
Hum Ashiqon Se Milo Khul Ke Hijabon Mein Nahi..
Har Jagah Phirte Hain aawara Khayalon Ki Tarah..
Ye Alag Baat Hai Ke Hum Apke Kaabon Mein Nahi,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mein dil ko gham ki kasauti by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Dil ke gham aansuon mein dhalte hai by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jaam mein undaila Hai Aaj Apna Gham Main ne... by Aryaan in Shayri-E-Dard
Bhari mehfil mein tanhai ka gham aaj bhi hai by RizwanMA in Shayri for Dard -e- Judai
Ye Mausam Mein Nasha Kya Hai by Divyanshu_Varshney in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: March 20, 2006, 10:40:55 AM »
Reply with quote
Ye Kya Hua Ke Judai Mili..
Humne To Socha Tha Ke Khushi Milegi,..
Ye Kya Hua Ke Tanhai Mili,..
Humne To Socha Tha Ke Mehfilein Milegi,.
Naa Jana Maine Kismat ke Isharon Ko,.
Is Liye Aaj Thokarein Mili,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: March 20, 2006, 03:45:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Ek Hi Baat Zamane Ki Kitabon Mein Nahi,..
Jo Gham-e-Judai Mein Nasha Hai Sharabon Mein Nahi,..
Husn Ki Bheek Na mange Ge Na jalwon Ki Kabhi,..
Hum Ashiqon Se Milo Khul Ke Hijabon Mein Nahi..
Har Jagah Phirte Hain aawara Khayalon Ki Tarah..
Ye Alag Baat Hai Ke Hum Apke Kaabon Mein Nahi,..


wah wah wah....last tine to kamal ki likhi hai apne!!! bahoot khoob JSheen ji!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 22, 2006, 08:01:47 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Ji,..

Agar Kaboo Mein Hote Hum Unke To Shayad Milti Na Ye Judai,..
Ab Pachtaane Se Kya Faida Jab Zindagi Mein Hai Sirf Tanhai,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: March 22, 2006, 04:14:27 PM »
Reply with quote
is tanhaai ka bhi apna ek nasha hai
wo nahi pass mere, phir bhi nas nas mai meri basa hai!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 23, 2006, 08:27:36 AM »
Reply with quote
Wo Basa Hai Mere Dil Mein,.
Magar Phir Bhi Mujhse Hai Juda,..
Na Jaane Ye Kaisi Duri hai,..
Jo Jaane Sirf Khuda..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: March 24, 2006, 07:04:54 PM »
Reply with quote
khuda ka khela hai khel
yah kah kar khud ko samjhya tha
ajj jab suni teri awaaz
ek jakham bhir se ubhar ayya hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 26, 2006, 08:27:06 AM »
Reply with quote
Khuda Ne Kuch Aise Khel Khele Hain,..
Ke Hum Mehfilon Mein Bhi Akele Hain,..
Naa Jaane Wo Sab Ka Imtehaan Kyun Leta Hai,..
Jab Ke Sab Ke Ghar Mein Gham Ke Mele Hain,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 01, 2006, 07:32:55 AM »
Reply with quote
Jaane Chale Jaate Hain Kahan,..
Duniya Se Jaane Waale.,,
Kaise Dhoonde Koi Unko,..
Nahi Hai Kadmon Ke Nishaan,..

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 06:35:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer