Judaai Mere Naseeb Mein Thi,..

by Jaanasheen on August 29, 2006, 12:28:58 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1740 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Judaai Ka Gham Sehna Asaan Nahi Hota,..
Ye Wo Tohfaa Hai Jo Har Kisi Ko Naseeb Nahi Hota,..
Kisi Ko Milti Hai Judaai Pal Do Pal Ki,..
Aur Kisi Ko Apne Mehboob Ka Deedar Marte Dum Tak Naseeb Nahi Hota,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERE NASEEB ME by jochahohojayein in Shayri-E-Dard
Mere Naseeb ke Khel,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Judaai Humare Naseeb me Thi... by GUMboy in Shayri for Dard -e- Judai
tera mere naseeb mein by saahill in Shayri-E-Dard
Mere Naseeb Mein Likhi Nahi Thi,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: August 29, 2006, 05:25:13 PM »
Reply with quote

Very nice Azeem....
=D> =D> =D>
[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 30, 2006, 06:12:40 AM »
Reply with quote
Shukriya Shikha Sis,..

Dum Labon Par Hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Behtar Ye Hai ke Mujhse Mera Haal Na Poocho,..
Mera Haal sunoge Tu To tadap Jaaoge,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
deepak_dux
Guest
«Reply #3 on: August 30, 2006, 03:03:57 PM »
Reply with quote
Janasheen ji aapki baat bahut achi lagi. Aur bus itni hi taarif kar saktahoon aapki.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 31, 2006, 07:51:13 AM »
Reply with quote
Shukriya Deepak Bhai,..
Welcome To Yoindia,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #5 on: August 31, 2006, 12:59:06 PM »
Reply with quote
wooow very good JS bhai. bahut hi khoob......

meri aankhe mera haal na suna den
band rakhta hun inko mai
saanse meri se mera haal na bayan ho kahin
sene mai daba kar rakhta hun mai
kahin tu na ro pade mujhe dekh kar
chupa tere se phirta hun mai......
Logged
ranjana
Guest
«Reply #6 on: September 01, 2006, 04:20:23 AM »
Reply with quote
ji  yeh chehare hanste muskaraate hain
sab ek dard apni aanhko mein chipaate hain
pad na le inke dil mein dabe dard ko koi
sab ek chehara is chehara per rakh ke dikhaate hain!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 01, 2006, 06:51:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
wooow very good JS bhai. bahut hi khoob......

meri aankhe mera haal na suna den
band rakhta hun inko mai
saanse meri se mera haal na bayan ho kahin
sene mai daba kar rakhta hun mai
kahin tu na ro pade mujhe dekh kar
chupa tere se phirta hun mai......


Shukriya Bhai,..
Tumne To Kamaal Ka Likha hai,..

Chup Kar Phirte The HumBhi Unse "Jaanasheen",.
Zamaane Waale Bedard Nikle Ye Baat Bhi Unse Keh Diye,..

Aaj Wo Dhoond Raha Hain Mujhe Kuch Is Kadar,..
Jab Hum Sagaar Ki Tarah Is Duniye Se Beh Diye,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: September 01, 2006, 06:53:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
ji  yeh chehare hanste muskaraate hain
sab ek dard apni aanhko mein chipaate hain
pad na le inke dil mein dabe dard ko koi
sab ek chehara is chehara per rakh ke dikhaate hain!!


Hansi Ka Chehra DaalKar Bhi Main Apne Dard Na Chupaa Saka,..
Nikal Aate The Aansoon Achaanak Jab Kabhi Bhi Main Muskuraata,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
shreya11
Guest
«Reply #9 on: September 01, 2006, 07:50:29 AM »
Reply with quote
dard mein chhipa dard naa main kabhi chhupa sakoongi
ab jaan liya ki usse na kabhi paa sakoongi
aajtne dinon baad us ki yaad aayi hai
meri bhi naa jaaney kyun aankh bhar aayi hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: September 01, 2006, 08:07:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "shreya11"
dard mein chhipa dard naa main kabhi chhupa sakoongi
ab jaan liya ki usse na kabhi paa sakoongi
aajtne dinon baad us ki yaad aayi hai
meri bhi naa jaaney kyun aankh bhar aayi hai.


Bahoot Khoob Shreya,..
Welcome To yoindia,.
Logged
shreya11
Guest
«Reply #11 on: September 04, 2006, 10:06:03 AM »
Reply with quote
shukriya!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 11:45:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer