judaai toh mohabbat ki takdeer hai..........................

by salil2002 on November 26, 2006, 06:10:25 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1005 times)
salil2002
Guest
Reply with quote
judaai toh mohabbat ki takdeer hai
do dilon ko jo tode ye woh lakeer hai
mohaabat agar hai aaina khud ka
to ye aaine k peechhe ki tasveer hai

tujhe tadapna na pade meri tarah ishq main
tere saath meri khushiyon ki zaageer hai
meri maut pe aana ek rasm hi sahi
ye hamaari mohabbat ki aakhri zanzeer hai
[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERI TAKDEER by poem143s in Shayri-E-Dard
TAKDEER by budhu_1 in Shayri-E-Dard
MERI TAKDEER by poem143s in Shayri-E-Dard
takdeer by sidhant_kudesia in Shayari -e- Husn
takdeer mein by aftab alam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
FAREE
Guest
«Reply #1 on: November 26, 2006, 07:00:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "salil2002"
judaai toh mohabbat ki takdeer hai
do dilon ko jo tode ye woh lakeer hai
mohaabat agar hai aaina khud ka
to ye aaine k peechhe ki tasveer hai

tujhe tadapna na pade meri tarah ishq main
tere saath meri khushiyon ki zaageer hai
meri maut pe aana ek rasm hi sahi
ye hamaari mohabbat ki aakhri zanzeer hai
[/color]
Jo chehre se na zahir ho woh baat bataoon kaise,
main usse pyaar karta hoon jataoon kaise,
woh zidd karti hai chand dekhne ki,
chand mere samne hai, samjhaun kaise.



Well Done Keep it up
Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: November 27, 2006, 05:05:26 AM »
Reply with quote
shukriya faree bhai

mohabbat ki duniya ka yehi dastoor hota hai.........
jo karta hai mohabbat dil uska chur hota hai........................
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #3 on: November 27, 2006, 05:39:02 AM »
Reply with quote
very nice salil ji & faree ji..................faree ji ,aapka jawab nahi judayi mai bhi ishq farma rahe ho......zara forum ka khayal rakhiye sir.......

subah-shaam apni berukhi ka malal karte hai
tujhse hoker juda hum tera hi khayal karte hai

labo pe odd liya hai bajaan hasi ka naqab humne
ashko mai gujar-basar zindagi ka filhaal karte hai

kaise batau tujhe zamane ka rukh kaisa badala hai
diya karte the jo jawab ab woh bhi sawal karte hai

........................@fahi@.........................
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: November 27, 2006, 06:49:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
very nice salil ji & faree ji..................faree ji ,aapka jawab nahi judayi mai bhi ishq farma rahe ho......zara forum ka khayal rakhiye sir.......

subah-shaam apni berukhi ka malal karte hai
tujhse hoker juda hum tera hi khayal karte hai

labo pe odd liya hai bajaan hasi ka naqab humne
ashko mai gujar-basar zindagi ka filhaal karte hai

kaise batau tujhe zamane ka rukh kaisa badala hai
diya karte the jo jawab ab woh bhi sawal karte hai

........................@fahi@.........................


bhai jaan shukriya
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #5 on: November 28, 2006, 05:10:48 AM »
Reply with quote
bhai jaan bhi kehto ho sukriya bhi ...........kya itne paraye ho gaye hum...........keep writing dear...

tujhse juda hone ka main sikwa karu kisse
zindagi to meri pehle hi maut nigal gayi hai

..........................@fahi@..........................
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: November 29, 2006, 09:45:29 AM »
Reply with quote

judaai ka dard bhi khoob hota hai
khushiyon se kyun har shakhs door hota hai
woh dekhti aankhen toh ro deti kyunki
chehre pe toh ek ajab sa noor hota hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 03:52:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer