Kuch to ajeeb baat hai

by FAREE on January 06, 2007, 03:22:36 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1716 times)
FAREE
Guest
Reply with quote







Kuch to ajeeb baat hai tere is inqaar ki ada mein bhi,

Jo karti hai paida roz ek sawal mere is zehen mein bhi.

Aisa nahi humsafar ke tu waaqif nahi mere dil ki arzoo se,

Shayad tabhi ehsaas hota hai tera iqraar tere inqaar mein bhi









Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DARD KUCH AJEEB HAI by srikant in Shayri-E-Dard
~*~ajeeb baat hai k duniya~*~ by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri
Aaj Aawaz Kuch Ajeeb Hai.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Ek Ajeeb Si Unki Baat..! by Ishaan_Baba in Share: Poetry of Pain
Roja
Guest
«Reply #1 on: January 10, 2007, 02:09:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"




Kuch to ajeeb baat hai tere is inqaar ki ada mein bhi,

Jo karti hai paida roz ek sawal mere is zehen mein bhi.

Aisa nahi humsafar ke tu waaqif nahi mere dil ki arzoo se,

Shayad tabhi ehsaas hota hai tera iqraar tere inqaar mein bhi



[img]http://img.photobucket.com/albums/v739/fakharenaveed/ShowLetter.gif/img]


Jab se mile ho tum koyee aur nahi hai baata
Kiya hai koyee jadu.. mai hu tujhpe fida ...

Jab se mile ho tum Koyee our nahi baata

Mohabbat main veraan bastiyan hai
Mohabbat nikarthi hai barbaad hone ke baad...
 :cry:
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #2 on: January 10, 2007, 08:44:24 PM »
Reply with quote








Log kehte hai pyar aisa hota hai
Log kehte hai pyar waisa hota hai
Pyar kaha kisi ka mohtaaz hota hai
Pyar to andhere mein ujake ki chamak hota hai
Pyar to mayusi mein khusji ki legar hota hai
Pyar to band laboon ki zubaan hota hai
Kaun kehta hai pyar soch ke hota hai
Pyar to bin kahe izhaar hota hai





Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: January 21, 2007, 04:44:17 AM »
Reply with quote
Kush rahe ya bahut udaas rahe
Zindagi tere aas-pass rahe

Wo nahi hai toh unki aas rahe
Ek jaye toh ek pass rahe

Jab bhi kasne laga uthaar diya
Es badan per koyee libhaas rahe

Dhul jaye apni badanaseebi main
Wo sithare jo apne pass rahe

Aaj hum sabke saath khoob hasse
Aur phir dher taq udaas rahe

Dono ek doosre ka muh dekhe
Aayina aayine ke pass rahe........

[/color][/size]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #4 on: January 22, 2007, 10:38:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Kush rahe ya bahut udaas rahe
Zindagi tere aas-pass rahe

Wo nahi hai toh unki aas rahe
Ek jaye toh ek pass rahe

Jab bhi kasne laga uthaar diya
Es badan per koyee libhaas rahe

Dhul jaye apni badanaseebi main
Wo sithare jo apne pass rahe

Aaj hum sabke saath khoob hasse
Aur phir dher taq udaas rahe

Dono ek doosre ka muh dekhe
Aayina aayine ke pass rahe........

[/color][/size]







Raat ko raat ka tohfa nahi dete,
Dil ko jazbat ka tohfa nahi dete,
Dene ko to hum jaan bhi de de lekin,
Jaan ka jaan tohfa nahi det






Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: January 23, 2007, 05:40:19 PM »
Reply with quote
Nibha diye humne sabhi kasme wade
Ek tere liye hasthi ko mita baite
Tum kya jane ki tere tabassum ke liye
Hum zindagi ber ki khushi ko luta baite..
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #6 on: January 23, 2007, 07:16:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Nibha diye humne sabhi kasme wade
Ek tere liye hasthi ko mita baite
Tum kya jane ki tere tabassum ke liye
Hum zindagi ber ki khushi ko luta baite..
[/color]







Aap har manzil ko muskil samajte hai,
Hum aapko manzil samajte hai,
Kitna fark hai aap me aur hum me,
Aap hume sapna aur hum aapko apna samajte hai.






Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: January 24, 2007, 03:29:48 PM »
Reply with quote
Aankh se aasoo gire toh roye sitare
Mere haal per paresha.n hai sare nazare
Na khushbu hai, na rango nikhar phoolon par
Laut jathi hai chaman se bar bar bahare..
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #8 on: January 24, 2007, 07:51:51 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Aankh se aasoo gire toh roye sitare
Mere haal per paresha.n hai sare nazare
Na khushbu hai, na rango nikhar phoolon par
Laut jathi hai chaman se bar bar bahare..
[/color]








Har saal ki tarah ab na pachtaaoongi main,
Tere khayaalon main reh kar na jeeoongi main,
Bahaa doongi woh yaadein kissi nadiya main,
Kal ki tarah waapas lautne na doongi main.





Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 08:29:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.196 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer