Kyoun....?

by Pundreek on May 05, 2005, 05:19:48 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1003 times)
Pundreek
Guest
Reply with quote
:?: Muddat ho gayee un tanhaiyon ko gujre,
phir ab bhi un aankhon mein woh khamoshi kyun hai?

Tod diya yakin mohabbat par se jisne mera,
woh shaks ab bhi pyaar ke kaabil kyoun hai?

Chun-Chun kar jiski yaadon ko aapne jivan se nikala maine,
woh ab bhi din mein,raat mein shamil kyoun hai?

Yaad na aayi mujhe chahat jiski,
mere dil par aab bhi uski hukumat kyoun hai?

Khatam ho gaya jo rishta,
woh ab bhi saans le raha hai,
mere vaartman mein jivit,woh ab bhi shaamil koun hai...kyoun hai?? :?:  :?:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aisa Kyoun...? by Pink_Rose in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
kyoun............ by roshni246 in Shayri for Khumar -e- Ishq
najane kyoun.... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Aaj fir lab huaa hai khaaraa kyoun? by abdbundeli in Shairi - E - Zindagi
Tum hamaarey ho: tumhain kyoun na pukaareyngey ham? by abdbundeli in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
Meena
Guest
«Reply #1 on: May 05, 2005, 06:28:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pundreek"
:?: Muddat ho gayee un tanhaiyon ko gujre,
phir ab bhi un aankhon mein woh khamoshi kyun hai?

Tod diya yakin mohabbat par se jisne mera,
woh shaks ab bhi pyaar ke kaabil kyoun hai?

Chun-Chun kar jiski yaadon ko aapne jivan se nikala maine,
woh ab bhi din mein,raat mein shamil kyoun hai?

Yaad na aayi mujhe chahat jiski,
mere dil par aab bhi uski hukumat kyoun hai?

Khatam ho gaya jo rishta,
woh ab bhi saans le raha hai,
mere vaartman mein jivit,woh ab bhi shaamil koun hai...kyoun hai?? :?:  :?:

wahhhhhh bohot hi acha likha hai!!!!!!!!!

 :D
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #2 on: May 06, 2005, 12:35:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pundreek"
:?: Muddat ho gayee un tanhaiyon ko gujre,
phir ab bhi un aankhon mein woh khamoshi kyun hai?

Tod diya yakin mohabbat par se jisne mera,
woh shaks ab bhi pyaar ke kaabil kyoun hai?

Chun-Chun kar jiski yaadon ko aapne jivan se nikala maine,
woh ab bhi din mein,raat mein shamil kyoun hai?

Yaad na aayi mujhe chahat jiski,
mere dil par aab bhi uski hukumat kyoun hai?

Khatam ho gaya jo rishta,
woh ab bhi saans le raha hai,
mere vaartman mein jivit,woh ab bhi shaamil koun hai...kyoun hai?? :?:  :?:

bahut hi khuuuuuuub sahab

nikalna mumkin nahi usko zindgi se
kuch is tarf se bass gaye hai woh zehan mai
jeene bhi nahi dete aur marne bhi nahi dete
yaad ko unki jab bhi dafnane ki koshish ki
kabar khud hi bana baite hum apne hattho se.
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: May 06, 2005, 03:32:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"

wah vikas ji!!!!!!! bohot hi pyara likha apne esp last 2 lines r just great!!

 :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: May 06, 2005, 04:32:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"

bahot  khoob .............pundreek.............vikas.......... ...,,,,,,,,,,, tongue3  tongue3
Logged
bond
Guest
«Reply #5 on: May 07, 2005, 09:28:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pundreek"
:?: Muddat ho gayee un tanhaiyon ko gujre,
phir ab bhi un aankhon mein woh khamoshi kyun hai?

Tod diya yakin mohabbat par se jisne mera,
woh shaks ab bhi pyaar ke kaabil kyoun hai?

Chun-Chun kar jiski yaadon ko aapne jivan se nikala maine,
woh ab bhi din mein,raat mein shamil kyoun hai?

Yaad na aayi mujhe chahat jiski,
mere dil par aab bhi uski hukumat kyoun hai?

Khatam ho gaya jo rishta,
woh ab bhi saans le raha hai,
mere vaartman mein jivit,woh ab bhi shaamil koun hai...kyoun hai?? :?:  :?:

waaaaaah.............bahut achhe
Logged
Pundreek
Guest
«Reply #6 on: May 08, 2005, 12:26:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Meena"
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Pundreek"
:?: Muddat ho gayee un tanhaiyon ko gujre,
phir ab bhi un aankhon mein woh khamoshi kyun hai?

Tod diya yakin mohabbat par se jisne mera,
woh shaks ab bhi pyaar ke kaabil kyoun hai?

Chun-Chun kar jiski yaadon ko aapne jivan se nikala maine,
woh ab bhi din mein,raat mein shamil kyoun hai?

Yaad na aayi mujhe chahat jiski,
mere dil par aab bhi uski hukumat kyoun hai?

Khatam ho gaya jo rishta,
woh ab bhi saans le raha hai,
mere vaartman mein jivit,woh ab bhi shaamil koun hai...kyoun hai?? :?:  :?:

Shukriya...bus dil ne jo kaha hum likh gaye!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 12:41:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer