yun toh tanahiyon mein aksar rehti hun main.........
apne akalepan ko aksar seahti hun main......
par aaj jaise dil haath se nikle ja raha hai...........
kyu aaj tu mujhe itna yaad aa raha hai.........?
tere adharo ka sparsh hai mere maathey par.......
teri ungilayon ki sarsrahat hai mere gaalo par......
tere payaar ka har shabad jaise mujhe rula raha hai?
kyu aaj mujhe tu itna yaad aa raha hai...........?
teri khushbu jaise ghuli hai meri saanso mein.......
teri saloni si tasveer basi hai meri ankhao mein............
aaj fir kyu tera khayal mere dil ko dharka raha hai........
kyu aaj mujhe tu itna yaad aa raha hai.........?
Shayad tu bhi aaj bechain hai mujhko yaad karke.....
shayad mera khayal bhi tujhko sata raha hai........
isliye tu mujhe itna yaad aa raha hai..............
Wah kya gehraie hai Ranju jiab pata chala ke mera naam yaad kyoun rakha

Yuun tu likhnay ko kya nahi likha mainey
Phir bhi jitna tujhe chaha nahi likha mainay
yun to hongey buhat Zamaney main Shayer
Jaisay sab likhtay hai waisa nahi likha meinay .
Yun tu ek lehar mein kuch rang jhalak atay hai
Mujh mein hai ju darya nahi likha meinay
Meray her laffz ki wusset mein hai ek umer ka ishq
Mein ajab hun, agar bhool say nahi likha meinay
Meri nazro say yu ek bar na pohncha tujh takk
Phir woh maqtob dubara nahi likha meinay !
Meri sachayi har ek lafaz say bayaan hoti hai !
Soochta hoon tujhey apna kion nahin likha main ne