Miss U

by JHEEL on November 08, 2009, 06:55:24 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1099 times)
JHEEL
Guest
Reply with quote
main ab khayalo mein teri tasweer banau magar kaise
tu hi bata haal-e-dil tujhe sunau magar kaise
jo mahel banaye the khuwabon mein humne
in mahlo mein wafa ke deep jalau magar kaise
mohabbat wafa chahat sab toot chuke hai
ab main khud ko kisi khilone se behlau magar kaise
kitne chiraag jalaye tere intezaar ki aas mein
is dil pe main aur sitam dhau magar kaise
apne aas paas jo tanhaiyon ke mele dekhe to khayaal aaya
tumhari tarah main bhi bewafa banjau magar kaise.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
I Miss You by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
i miss u by safina in Shayri for Dard -e- Judai
miss u by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
I MISS YOU by shoukat in SMS , mobile & JOKES
- I Miss U - by Meena in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3  All »
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: November 08, 2009, 09:12:03 PM »
Reply with quote
Wow Jheel ji bahut bahut khoob.lovely creation.mujhe bahut achi lagi aapke kavita.excellent.keep it up. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: November 08, 2009, 11:22:24 PM »
Reply with quote
main ab khayalo mein teri tasweer banau magar kaise
tu hi bata haal-e-dil tujhe sunau magar kaise
jo mahel banaye the khuwabon mein humne
in mahlo mein wafa ke deep jalau magar kaise
mohabbat wafa chahat sab toot chuke hai
ab main khud ko kisi khilone se behlau magar kaise
kitne chiraag jalaye tere intezaar ki aas mein
is dil pe main aur sitam dhau magar kaise
apne aas paas jo tanhaiyon ke mele dekhe to khayaal aaya
tumhari tarah main bhi bewafa banjau magar kaise.

Wonderful Sharing Jheel  Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #3 on: November 09, 2009, 04:55:58 AM »
Reply with quote
Nice Sharing Jheel JI Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: November 19, 2009, 05:42:36 PM »
Reply with quote
Jheel apki lines bahoot achi hai.. magar Khumar Ishaq ki nahi hai... khumar-e- dard ya khumar-e-judai mai jayada lagti hai...

Moving your thread in dard -e- Judai..

Logged
samir_bc
Guest
«Reply #5 on: November 21, 2009, 09:07:01 AM »
Reply with quote
main ab khayalo mein teri tasweer banau magar kaise
tu hi bata haal-e-dil tujhe sunau magar kaise
jo mahel banaye the khuwabon mein humne
in mahlo mein wafa ke deep jalau magar kaise
mohabbat wafa chahat sab toot chuke hai
ab main khud ko kisi khilone se behlau magar kaise
kitne chiraag jalaye tere intezaar ki aas mein
is dil pe main aur sitam dhau magar kaise
apne aas paas jo tanhaiyon ke mele dekhe to khayaal aaya
tumhari tarah main bhi bewafa banjau magar kaise.

nice creation jheel ji............
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 03:51:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer