Mohabbat ka afsana bhi ajeeb hai

by yati on May 20, 2005, 06:50:18 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1122 times)
yati
Guest
Reply with quote
Jo hain daulatmand wahi to rakeeb hain

ranjhon ka heeron ka anjaam,
birha, ashq, aur zahar hi hain
majnu ki jholi mein dekho to,
sirf zamaane ke pathar hi hain

phir bhi faasile mitate hain
log aate ek duje ke kareeb hain
muhabbaton ke afsaane bhi ajeeb hain.


Tammana[/u]

tujhe gair ki tamanna , mujhe tere aarzoo hai
mai to ban gaya tamasha, tere dillagi ke peeche.
mujhe keh ke tum sharabi, na karo jahan mein rusvaa
mai to ban gaya tamasha, tere aashaqui ke peeche.
vo sila mila hai mujhko, tere dosti ke peeche
ke hazaaro gam lage hai, mere zindagi ke peeche.
chala jab mera janaza labebaam se vo bole, ye barat kiski nikli, mere zindagi ke peeche.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1 on: June 07, 2005, 07:11:15 AM »
Reply with quote
har kisi ko saccha pyar mil jaaye, ho nahi sakta,
zindagi ki shaam uski bahon mein dhal jaaye, ho nahi sakta,
itna bada dhoka khaya hai zindagi mein uss bewafa se,
ab bhi dil uske liye machal jaaye, ho nahi sakta.......



Quote from: "yati"
Jo hain daulatmand wahi to rakeeb hain

ranjhon ka heeron ka anjaam,
birha, ashq, aur zahar hi hain
majnu ki jholi mein dekho to,
sirf zamaane ke pathar hi hain

phir bhi faasile mitate hain
log aate ek duje ke kareeb hain
muhabbaton ke afsaane bhi ajeeb hain.


[you]Tammana[/you
]

tujhe gair ki tamanna , mujhe tere aarzoo hai
mai to ban gaya tamasha, tere dillagi ke peeche.
mujhe keh ke tum sharabi, na karo jahan mein rusvaa
mai to ban gaya tamasha, tere aashaqui ke peeche.
vo sila mila hai mujhko, tere dosti ke peeche
ke hazaaro gam lage hai, mere zindagi ke peeche.
chala jab mera janaza labebaam se vo bole, ye barat kiski nikli, mere zindagi ke peeche.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 06:45:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer