Mujhe Tum Nazar Se Giraa To rahe Ho,.

by Jaanasheen on February 13, 2008, 09:02:44 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 6395 times)
farahahmed
Guest
«Reply #75 on: March 03, 2008, 12:26:41 AM »
Reply with quote
jee poojaji shukriya.
sulagte sitaronki barat thee aag sulag rahee thelekin dilmein
arzuonka ghera tha aur armaan behek rahe thae dilmein
khwaabonmein milne ke jazbe dekhe hazaar lekin
duniyan ki chandnee mein aap mere saath raho
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #76 on: March 03, 2008, 12:30:53 AM »
Reply with quote
jalwon ne apke mere pehloo ko raoshan kar diya
ankhon ne apki mere dard ko musavvir kar diya
jaan jaa rahee thee kis rog ne humein  jala diya
joshe mohabbat ne darde dil ko badha diya
firaaq mein aapke main ne har chaman jala dala

Logged
farahahmed
Guest
«Reply #77 on: March 03, 2008, 12:34:34 AM »
Reply with quote
kaise kahen hum aapko kya guzar gayee hai humpe
toofaan sa ek andhee see chal gayee hai humpe
nazaronko pher kar aap kyon guzar gaye
dil ke hazar tukde hue aisa kyon kar gaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #78 on: March 03, 2008, 12:10:43 PM »
Reply with quote
Shukrita Roja JI,
And Farahahmed Ji,.
And Nice One Farahahmed Ji,.
Waise Roja Apne kyun Likha Yaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #79 on: March 03, 2008, 12:16:28 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Farah Ahmed Ji,.
Ek Nazrana Hum Bhi Pesh Karte Hain,.

Veeraan Tha Raasta Jahaan Main Geeraa Tha,.
Kaise Bhool Jaaoon Ye, Ke Tu Bhi Wahan Khadaa Tha,.

Sambhala Na Tune Mujhe Haath Thamkaar Mere Rakeeb,
Main Zakhamon Par Aaah Bharta Raha Aur To Hasaa Tha,.

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #80 on: March 03, 2008, 08:12:19 PM »
Reply with quote
Raste ki veeraniyon mein kyon kadam dagmaa gaye apke
mujhe khada dekh kar kyon ladkhada gaye kadam apke
uthane se pehle kyon gila kar rahe ho aap
main hansee naheen par muskura rahe thae aap
khud he uth chalna hai zindagee ka sahee usool
kisee ke bharose gire rehna yeh hai apki bhool
Logged
Pooja
Guest
«Reply #81 on: March 03, 2008, 09:30:56 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Lil bro and Farah ji!!
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #82 on: March 03, 2008, 09:39:00 PM »
Reply with quote
samhalne lage thae ki aap nazer aa gaye
shadmaniyonse hum phir ghash kha gaye
zaroorat naheen thee badalonki mujhko
saye ki tarah aap saath ho gaye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #83 on: March 03, 2008, 09:43:32 PM »
Reply with quote
Veeran rasto main bhi tera sath hai
Dugmgate kadmo mai tera sath hai
Her baar gira kar jab bhi khade hue hum
Mehsoos hua, her kadam mai tera sath hai!!

Gir kar teri najar main na jaane ab kaha jaaye
Sath nibha rahi hai teri yaadein, na hum mar jaaye
Sambhal rahe hai khud ko is kadar bikharne ke baad
Dar hai ki in zakhmo ke tale hi na kahin mar jaaye!!
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #84 on: March 03, 2008, 11:07:32 PM »
Reply with quote
Waah Poojaji!kya kehne!
saath hai veeraniyonmein mager aye mere dost
dagmagaate kadmon mein nashe ki baat hai
saath aap hain phir kyon naheen khushee humko
dil ki dararen ab nazer aane lagee hain apko
dil se nikal pheka tha nazer bhi pher lee
jazbaat mein ro uthe hum aahen bhi bharee
bikhar gaye hon ghar baar jo qismet kharab ho
toote hue dilonko kaash jodne ki baat ho

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #85 on: March 04, 2008, 02:37:02 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,.
And Nice One Farahamhmed Ji,.
And Pooja Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #86 on: March 04, 2008, 02:40:37 PM »
Reply with quote
Sambhal Jaa "Aye Mujhe Geeraane Waale,.
Warna Gilaa Karenge Sab Zamaane Waale,.

Humne To Haseel Ki Hai Ruswaayiaan To Sahi,.
Jaane Apko Kya Denge Yahaan, Aapke Chahne Waale,.

_______________________________-jaanasheen-

Logged
farahahmed
Guest
«Reply #87 on: March 04, 2008, 02:51:19 PM »
Reply with quote
gire gar aap hain hum kyon samhlein
zamane se yaro hum kyon darein
ruswaiyonka dar hai na patheronka dar mujhe
chahe na zamana ya ruswa kare mujhe
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #88 on: March 13, 2008, 09:29:52 AM »
Reply with quote
Nice One Farah ahmed Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #89 on: March 13, 2008, 09:33:21 AM »
Reply with quote
Kismat Ne Maari Laat Aisi, Aise Gira Na Sambhal Saka,.
Thama Haath Mera Sahaara Deno Ko, Raah Ke Har Musafir Ne,.
Phir Bhi Main Na ubhar saka,. tearyeyed
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 09:28:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer