Ninaah

by fakharenaveed on June 08, 2005, 09:39:13 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 499 times)
fakharenaveed
Guest
Reply with quote

Chal Ke Jo AanSun Kabhi AankhoN Se,

UnheiN Dil MaiN QaiD KaR LenGe,

TeRe PYaar Ki NiShaaNi Ko

YuN KaiSe HuM MitNe DenGe

KaBhi jo Dil PaR BhaRi Ho AanSouN Ka BojH,

AahiSte Se Hum Un Ke BaDle DhaDkaNo Ka BojH UtaR DenGe

TumheiN kabhi Pa Na Sake To Kia HuVa...

TeRe PYaaR Ki NiShaaNi HuMeSha Apne Paas Rakh LenGe

ThuFa SaMajh KaR TeRa Us Se ApNe PaaS RakHeinGe.

JaB MauT AaYeGi, Apni YaaD BaNa KaR Us Se Tujhe SauP JaYeinGe..

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: June 08, 2005, 09:40:14 PM »
Reply with quote


Tu aaya sapna bannkar
Yaad bankarr reh gaya

Tune kuch kaha nahin

Par tera khaamosh rehna sab kuch keh gaya

Jaate jaate mudkar nahin dekha tune

Tera saaya tere saath nahin tha

Jaane kaisay woh mere saaye se juda reh gaya

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #2 on: June 09, 2005, 07:57:10 AM »
Reply with quote
har sapne jo yaad ban jaate hain,
reh-reh kar zindagi mein kyon itna wo sata te hain,
har lamhe hum unko yaad kar karke,
kyon apne ashqon ko bahate hain......



Quote from: "fakharenaveed"


Tu aaya sapna bannkar
Yaad bankarr reh gaya

Tune kuch kaha nahin

Par tera khaamosh rehna sab kuch keh gaya

Jaate jaate mudkar nahin dekha tune

Tera saaya tere saath nahin tha

Jaane kaisay woh mere saaye se juda reh gaya

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #3 on: June 09, 2005, 10:06:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
har sapne jo yaad ban jaate hain,
reh-reh kar zindagi mein kyon itna wo sata te hain,
har lamhe hum unko yaad kar karke,
kyon apne ashqon ko bahate hain......



Quote from: "fakharenaveed"


Tu aaya sapna bannkar
Yaad bankarr reh gaya

Tune kuch kaha nahin

Par tera khaamosh rehna sab kuch keh gaya

Jaate jaate mudkar nahin dekha tune

Tera saaya tere saath nahin tha

Jaane kaisay woh mere saaye se juda reh gaya

oye yeh ashq na bhya kroo humray liye
bas zindgi bhr muskrya kroo humray liye
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #4 on: June 12, 2005, 12:33:31 AM »
Reply with quote
HaR GhaDi HaR SaaNs HaR DhaDkaN Ka SaBaB

MeRa PYaaR Hai AuR MeRe PYaaR Ka SaBaB Hai

TuMhaRa KhuBSuRat KhaYaL JaB SaanSoN Ki MeHaK

DiLoN Ki DhaDkaN BaN DhaDaKti Hai To ZeHaN MaiN

Aik KhuBSuRat Sa AkS UbHaRta Hai AuR TuM Ru-Ba-Ru SaaM Ne

Aa KhaDi Hoti Ho

JaB TanHaaYi Ke SanNate MaiN

MaiN Koi GhaZaL SunTa HooN

To ApNe AaP Ko TuM Se MuKhaTiB PaTa HooN

JaB AnDheRoN Ke SaNaTe MaiN

KiSi KhuBSuRat KhuWaaB Ki TaaMiL DeKhta HooN

To Woh TuMhaRe KhaYaLoN Ki TaaBiR Hoti Hai

MaiN KYuN AuR KaiSe YaQeeN KaRooN Ke TuM MuJh Se

JuDa Ho…………
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: June 17, 2005, 10:31:22 PM »
Reply with quote
ishq karnay kay bhi kuch aa dab hotay hain
khule ankhoun main bhi kuch khuab hotay hain
har koi roo kay dekhai yeh zarore to nahi
khushk ankhoun main bhi selaab hotay hain...

nm
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: June 25, 2005, 08:42:02 PM »
Reply with quote


Mein Ney Tere Liye khuDa S yeh Dua Mangi
Apni Mohabbat K Bdlay Mein Tujh S Wafa Mangi
Jo Dukh Hai Humein Us Ki Koi Dwa Nahin
Teri rahoon Mein  phool Khilain  yeh Dua Mangi
Teri Sadgi Say  muskrana Buhat Bhata hai mujh ko
Tu Sda MuskRay Is TRah  Yeh Dua Mangi
Meri Rooh mein hai Khushboo Tere Pyar Ki
Marnay S Pehle Tera Dedar Ho Yeh Dua Mangi

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 07, 2024, 05:41:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.641 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer