Pataa naheen hai mujhey, meyraa woh kahaan hogaa?

by abdbundeli on July 10, 2008, 09:02:12 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1651 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote

 Pataa naheen hai mujhey, meyraa woh kahaan hogaa?
 Zaroor nou-bahaar hogee, woh jahaan hogaa!

 Mein akeilaa hoon! Kahaan jaauun, kyaa karoon? Ya Rab!
 Mein samajhtaa thaa: chhupaa hogaa to yahaan hogaa!!

                              - abd bundeli
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: July 10, 2008, 09:18:24 AM »
Reply with quote
'Pataa naheen hai mujhey, meyraa woh kahaan hogaa?
 Zaroor nou-bahaar hogee, woh jahaan hogaa!

 Mein akeilaa hoon! kahaan jaauun, kyaa karoon? Ya Rab!
 Mein samajhtaa tha:  chhupaa hogaa to  yahaan hogaa!!'

                              - abd bundeli

Bahut sahi kaha aapne...
Bahut khoob... Abd ji Applause
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #2 on: July 10, 2008, 09:32:13 AM »
Reply with quote
Bahot Bahot Khoob sufi Andaaj wala Sher
Abd Ji..

Chalo Muje Bhi Yaad aaya Aala Hazrat Bareilvi Ka Sher..
Aalam-e-Wajad Me Wo Kahete Hai..

Are.! Ey Khudaa Ke Bando'n,
Koi Mere Dil Ko Dhoondo'n,
Mere Paas Tha Abhi,
Abhi Kya Hua Khuda Ya,
Wo Gaya Yahin Se,
Na Firr Aayaa..............!!!

Fir Allah Ke bando'n Ne Jawaab Diya.........

Hume Ey 'Raza' Tere Dil Ka Pata Chalaa Ba- Mushqeel,
Dar-e-yaar K Muqaabel Wo Hame Nazar To Aayaa..........

Aur,

YE Na Poochh Ki Kaisaa Payaa,
Tuje Hamd Hai Khudaa Yaa.............
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #3 on: February 05, 2009, 01:02:15 PM »
Reply with quote
Bahut sahi kaha aapne...
Bahut khoob... Abd ji Applause
Thanks a lot Mahiya ji!
 - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #4 on: February 05, 2009, 01:08:46 PM »
Reply with quote
Bahot Bahot Khoob sufi Andaaj wala Sher
Abd Ji..

Chalo Muje Bhi Yaad aaya Aala Hazrat Bareilvi Ka Sher..
Aalam-e-Wajad Me Wo Kahete Hai..

Are.! Ey Khudaa Ke Bando'n,
Koi Mere Dil Ko Dhoondo'n,
Mere Paas Tha Abhi,
Abhi Kya Hua Khuda Ya,
Wo Gaya Yahin Se,
Na Firr Aayaa..............!!!

Fir Allah Ke bando'n Ne Jawaab Diya.........

Hume Ey 'Raza' Tere Dil Ka Pata Chalaa Ba- Mushqeel,
Dar-e-yaar K Muqaabel Wo Hame Nazar To Aayaa..........

Aur,

YE Na Poochh Ki Kaisaa Payaa,
Tuje Hamd Hai Khudaa Yaa.............

Thanks a lot Muhammed sa'b!
Aap ney bahut hi dilkash kalaam sey mulaaqaat karwaayi hai janaab!

Wah deytaa jee khol kar,
Chhappar phaarh tamaam!
Deynaa US kaa kaam hai;
Leynaa apnaa kaam!!

        - abd bundeli
Logged
angel4u
Guest
«Reply #5 on: February 05, 2009, 05:06:56 PM »
Reply with quote
Kahin duniya ki bheed mein bhi akela hoga,
Mujhe sochta hoga, mujhe sapno me sajata hoga,
har lamhe me jiske mera har pal jeeta hoga,
shayad, khamosh si duwaon me hamein pukarta hoga...
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #6 on: February 06, 2009, 06:27:38 AM »
Reply with quote
Kahin duniya ki bheed mein bhi akela hoga,
Mujhe sochta hoga, mujhe sapno me sajata hoga,
har lamhe me jiske mera har pal jeeta hoga,
shayad, khamosh si duwaon me hamein pukarta hoga...

Baarambaar pukaariye,
Chhaan daaliye bheerh!
Pinjadey sey panchhee urhey,
Pahunchey apney neerh!!
            - abd bundeli
Logged
Deepati
Guest
«Reply #7 on: February 06, 2009, 07:03:16 AM »
Reply with quote
Pataa naheen hai mujhey, meyraa woh kahaan hogaa?
 Zaroor nou-bahaar hogee, woh jahaan hogaa!

 Mein akeilaa hoon! kahaan jaauun, kyaa karoon? Ya Rab!
 Mein samajhtaa tha:  chhupaa hogaa to  yahaan hogaa!!

                              - abd bundeli


Wah Wah Abd Ji Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #8 on: February 06, 2009, 07:04:21 AM »
Reply with quote
Kahin duniya ki bheed mein bhi akela hoga,
Mujhe sochta hoga, mujhe sapno me sajata hoga,
har lamhe me jiske mera har pal jeeta hoga,
shayad, khamosh si duwaon me hamein pukarta hoga...


Very nice lines, Angel Ji
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #9 on: February 06, 2009, 07:08:14 AM »
Reply with quote
Wah Wah Abd Ji Applause
Thanks a lot, Deepati ji!
            - abd bundeli
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: February 06, 2009, 07:26:59 AM »
Reply with quote
Hame pata hain Roz-e-mehshar kya hoga
Sab usko dekhte hoge woh humko dekhta hoga

                            -NM-

Logh karte hain ab tak shikwa, q zubaan pe aaya tere GHAYEL ka nam
Teri badduao me kisi ne, nam mera sun liya hoga

                             -SG-
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #11 on: February 06, 2009, 07:40:42 AM »
Reply with quote
Hame pata hain Roz-e-mehshar kya hoga
Sab usko dekhte hoge woh humko dekhta hoga

                            -NM-

Logh karte hain ab tak shikwa, q zubaan pe aaya tere GHAYEL ka nam
Teri badduao me kisi ne, nam mera sun liya hoga

                             -SG-


Bad duaa kaa naheen, duaa kaa asar hai Ghayel!
Mein jaantaa huun ki almast bashar hai Ghayel!
Dagmagaatey hain qadam khoob jab bhi peetaa hai;
Fikra rahtee hai, kabhi ho na jaaye woh ghayal!!

                             - abd bundeli


 
Logged
angel4u
Guest
«Reply #12 on: February 06, 2009, 03:18:46 PM »
Reply with quote
Hame pata hain Roz-e-mehshar kya hoga
Sab usko dekhte hoge woh humko dekhta hoga

                            -NM-

Logh karte hain ab tak shikwa, q zubaan pe aaya tere GHAYEL ka nam
Teri badduao me kisi ne, nam mera sun liya hoga

                             -SG-


Sajde mein jhuke sar to naam bhi na le paaye tera,
itni mohabbat ki ke har ashq ne chhua saya tera,
Bad-duwaon ka silsila jo chalega to ye bhi hoga sanam,
is chaman mein jal jaayega shabnam ka har qatra...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #13 on: February 06, 2009, 03:19:09 PM »
Reply with quote
Very nice lines, Angel Ji

thanks
Logged
malli
Guest
«Reply #14 on: January 29, 2010, 05:48:58 PM »
Reply with quote

 Pataa naheen hai mujhey, meyraa woh kahaan hogaa?
 Zaroor nou-bahaar hogee, woh jahaan hogaa!

 Mein akeilaa hoon! Kahaan jaauun, kyaa karoon? Ya Rab!
 Mein samajhtaa thaa: chhupaa hogaa to yahaan hogaa!!

                              - abd bundeli


Agar izazat ho to teri her tanhayi apna lu
Irshaad ho to tanhayi mita du
Teri her raah khushiyon se ber du
Bhigi huyi nayan ko apni hoton se sehladu..
Mohabbat ki chita jal rahi hai
Aao ... saat milkar mai is aag ko bhuja du..
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 10:34:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer