Pyar ki manzil......

by Ninaah on February 17, 2005, 06:41:54 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 9528 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #75 on: March 14, 2005, 01:10:38 AM »
Reply with quote
chandni raat k hathon pay sawar utri hai
koi khushboo meri delhiz k paar utri hai

is main kuch rang bhi hain khuwab bhi mehkar bhi hai
jhilmilati hui khawish bhi inkaar bhi hai

isi khushboo main kayi dard bhi afsanay bhi
isi khushboo nay banaye kayi dewanay bhi

meray anchal pay umeedon ki qitar utri hai
koi khushboo meri delhiz k paar utri hai

isi khushboo say kisi yaad k der khultay hain
meray pairon say jo liptay to safar khultay hain

yahi khushboo jo mujhey ghar say utha layi thi
ab kisi tor palat ker nahi janay deti

meri delhiz bulati hai mujhey loot aao
yahi khushboo mujhey wapis nahi aanay deti

ranj or dard main doobi bahar utri hai
koi khushboo meri delhiz k paar utri hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~MANZIL~~~ by Ravinder in Shayari-e-Parastish
manzil..... by roshni246 in Shayri-E-Dard
Manzil by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Pyar Ki Manzil! by Shireen Hakani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyar ki manzil - Shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ninaah
Guest
«Reply #76 on: March 14, 2005, 11:48:19 AM »
Reply with quote
CHAND MEIN TERA CHEHRA NAZAR AATA HAI,
JAB YAAD TUJHE KARTI HOON TO EK ASHQ BEHTA HAI,
TUJHE PAAYA HAI HAMESHA DOSTI KE KAABIL,
TU HE WO DOST HAI JO MERE DIL MEIN REHTA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
chandni raat k hathon pay sawar utri hai
koi khushboo meri delhiz k paar utri hai

is main kuch rang bhi hain khuwab bhi mehkar bhi hai
jhilmilati hui khawish bhi inkaar bhi hai

isi khushboo main kayi dard bhi afsanay bhi
isi khushboo nay banaye kayi dewanay bhi

meray anchal pay umeedon ki qitar utri hai
koi khushboo meri delhiz k paar utri hai

isi khushboo say kisi yaad k der khultay hain
meray pairon say jo liptay to safar khultay hain

yahi khushboo jo mujhey ghar say utha layi thi
ab kisi tor palat ker nahi janay deti

meri delhiz bulati hai mujhey loot aao
yahi khushboo mujhey wapis nahi aanay deti

ranj or dard main doobi bahar utri hai
koi khushboo meri delhiz k paar utri hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #77 on: March 14, 2005, 08:22:29 PM »
Reply with quote
Kerti hai jo mohabbat tho bhag mere sath
Marti hai tu mujper tho bhag mere sath
Darti nahi kisi sey tho bhag mere sath
Sath jo mere chaho tho bhag mere sath
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #78 on: March 15, 2005, 12:37:36 PM »
Reply with quote
KYON ITNE FASALE HAIN,
KYON ITNI DURIYAAN HAIN,
KYON HUMARI ZINDAGI MEIN,
BEHISAAB MAJBOORIYAAN HAIN.....



Quote from: "fakharenaveed"
Kerti hai jo mohabbat tho bhag mere sath
Marti hai tu mujper tho bhag mere sath
Darti nahi kisi sey tho bhag mere sath
Sath jo mere chaho tho bhag mere sath
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #79 on: March 16, 2005, 11:35:14 PM »
Reply with quote
PYAR MEIN FASLAY BHI HOTEY HAIN
PYAR MEIN ATAL FAISLAY BHI HOTEY HAIN
PAYR MEIN MAJBOORIAN BHI HOTI HAIN
PYAR MEIN SAB S BADH KR DOORIAN HOTI HAIN
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #80 on: March 18, 2005, 04:26:47 AM »
Reply with quote
IN DURIYON KO KAM KARNE KI HUMNE THAANI HAI,
AB TO SIRF AAPKI DOSTI HE HUME PAANI HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
PYAR MEIN FASLAY BHI HOTEY HAIN
PYAR MEIN ATAL FAISLAY BHI HOTEY HAIN
PAYR MEIN MAJBOORIAN BHI HOTI HAIN
PYAR MEIN SAB S BADH KR DOORIAN HOTI HAIN
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #81 on: March 19, 2005, 03:50:46 AM »
Reply with quote
humari dosti milna mushiakl hai yaara
aab nahin raha msam woh payra pyara
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #82 on: March 19, 2005, 04:43:42 AM »
Reply with quote
zindagi ke palkon pur andheron ko utarte dekha hai,
pyar ke sapno ko tukdon mein bikharte dekha hai,
jinke vaadon pe humne apni zindagi nisar ki,
unhi ko humne pal pal badalte dekha hai......



Quote from: "fakharenaveed"
humari dosti milna mushiakl hai yaara
aab nahin raha msam woh payra pyara
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #83 on: March 26, 2005, 08:05:45 PM »
Reply with quote
ABHI TU FSAL TAZA HAI HUMARAY HROOFO MANI KI
AABHI DRTE NAHIN HUM MOSMOON K ANE JANE S
ABHI TU ISHQ MEIN ANKHEIN BUJHI HAIN DIL SLAMAT HAI
ZAMENAIN BANGH HOTI HAIN KABHI FSLAIN JLANE S
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #84 on: March 29, 2005, 10:44:10 AM »
Reply with quote
jahan bhi mein jaati hoon,
wohin uski yaad chali aati hai,
dil dekhna nahi chahta usse,
pur pyar ka dard rooh mein utarti chali jaati hai...



Quote from: "fakharenaveed"
ABHI TU FSAL TAZA HAI HUMARAY HROOFO MANI KI
AABHI DRTE NAHIN HUM MOSMOON K ANE JANE S
ABHI TU ISHQ MEIN ANKHEIN BUJHI HAIN DIL SLAMAT HAI
ZAMENAIN BANGH HOTI HAIN KABHI FSLAIN JLANE S
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #85 on: March 29, 2005, 06:41:21 PM »
Reply with quote
nice  work   ninaah.......  naveed.....  :lol:
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #86 on: March 30, 2005, 04:21:43 AM »
Reply with quote
Andehere na ho tuh roshni ki ahmiyat samje kon
raat ki tanhaiyan na ho tuh subha ki mehfil ko pehchane kon
humne tuh logo se hi sikha hai zindagi ka sabak Ninaah
agar bewaffai na ho tuh sahi pyar ki kimat jane kon


Quote from: "Ninaah"
zindagi ke palkon pur andheron ko utarte dekha hai,
pyar ke sapno ko tukdon mein bikharte dekha hai,
jinke vaadon pe humne apni zindagi nisar ki,
unhi ko humne pal pal badalte dekha hai......



Quote from: "fakharenaveed"
humari dosti milna mushiakl hai yaara
aab nahin raha msam woh payra pyara
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #87 on: March 30, 2005, 09:23:31 AM »
Reply with quote
thanks.... waheed,

meri zindagi pyaar mein nakaam ho gayee hai,
aur maut mere pyaar ka inaam ho gayee hai.....



Quote from: "waheed_rose2004"
nice  work   ninaah.......  naveed.....  :lol:
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #88 on: March 30, 2005, 09:27:05 AM »
Reply with quote
andheron se sannaton se raat jawan hoti hai,
dil mein he khushi na ho to zindagi veeraan hoti hai,
Ab jis zakhm se risne se bhi dard ka ehsaas na ho "Sandhya",
wohi pyaar mein bewafayee ka nishaan hoti hai....


Quote from: "sandhaya"
Andehere na ho tuh roshni ki ahmiyat samje kon
raat ki tanhaiyan na ho tuh subha ki mehfil ko pehchane kon
humne tuh logo se hi sikha hai zindagi ka sabak Ninaah
agar bewaffai na ho tuh sahi pyar ki kimat jane kon


Quote from: "Ninaah"
zindagi ke palkon pur andheron ko utarte dekha hai,
pyar ke sapno ko tukdon mein bikharte dekha hai,
jinke vaadon pe humne apni zindagi nisar ki,
unhi ko humne pal pal badalte dekha hai......



Quote from: "fakharenaveed"
humari dosti milna mushiakl hai yaara
aab nahin raha msam woh payra pyara
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #89 on: March 30, 2005, 11:05:22 PM »
Reply with quote
IN ANDHERON MEIN AJAB SI BEBSI NZAR ATI HAI
MERI ZINDGI MEIN TU HAR PAL TERI YAAD CHALI ATI HAI
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 03:53:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer